indicators ka istmal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ka istmal
    forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ka istmal

    dear ham yah bat janty hai k forex risky hai or agr ham forex se earning laina chahty hai to lazmi hai k ham ko us risk ko kam karin or is risk ko kam karny k lai ham ko different techinque ko use karna hota hai and indicator aik technieque hai jiss ham is risk ko kam kar skty hai . is lai indicator ko use karna lazmi hai per aik bat k ham us time tak indicator ko use nahe kar skty jab tak hamin un per fully grip na ho
    • #3 Collapse

      Re: indicators ka istmal

      Kerning karne ke liye nahi mil raha to aap ko chahiye kya market ko Jyada time the samjhe market ki movement ko indicators ko market ke trent ko aap market Mein kaam karne ke liye ek trendline bana sakte hain Jab market trend line ke against Mahua to Aap Yahan Par invest na Karen Jo Log Yahan Par new members hai aur Yahan Par kam karne ke liye market Mein Aate Hain unko chahi keva Apne old membership predictions ne
      • #4 Collapse

        Re: indicators ka istmal

        Dear members of forum assalam o alaikum kase han ap sab dosto sir ki bat bilkul theek ha k forex trading mn indicators ka role boht ehm ha in se hamin market ke uttar charhao ka andaza hota ha lekin shart ye ha k in ka theek istemal krna hamin aata ho jab ap ko ye pata na ho k is indicator ki Kia theory ha ye kis buniad pe kam krta ha AP us ko istemal na krin
        • #5 Collapse

          Re: indicators ka istmal

          indictaer ki wja ays hama sahi trha sy trade nia kr sgty by ya hanaya koss hi krwata aby is k ilawa is my kuch bhi hanya naia hasil hota aha indictaer bhot zeadaacha naia hota hy is ko na use kia kry manual trading ki kry our kamyabi hasil kry
          • #6 Collapse

            Re: indicators ka istmal

            Dear trading men humen indicators zaroor istemal krny chaheyen lekin koshish kren ky Un indicators se just guidance Lyn bilkul Un par he depend na kren aur na he aisa krna theek hai kyun KY indicators humen just signals provide krty hain aur humen hmesha a trading apny analysis aur apni strategy ky according krni hoti hai agar Hum signals par depend kren ge to maximum chances hain KY humen loss ho sakta Hai is liye indicators istemal zaroor kren magar Unhe par trading kabhi bhi na kren.
            • #7 Collapse

              Re: indicators ka istmal

              Dear indicator use karny se phly ap ko aik baat pata honi chaye k market indicators k hisab se ni chalti magar jitny bhi indicators hai wo market ko dekh k hum ko signal dey rahy hoty hai agar hum ne ais market mai kisi indicator k hisab se trade karni hai to hum ko ais mai jab trade mily sirf tab entry leni chaye aor jab market exit ka signal dey to hum ko apni trade loss mai bhi agar close karni pary to close kar deni chaye aor market se nikal jana chyae tab indicator k sath kaam karny ka faida hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: indicators ka istmal

                Dear friend indicators ka istemal karna chahiye waise to bahut Sare indicators Hai Lekin in 1 2 indicators ka istemal karna chahiye jo aapko best signal den indicators ka matlab hota hai Ishara indicators Mukammal Taur par March ki ki information Nahin deta Baki hood apni knowledge or experience Rahe trade open Karni hoti Hai...
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ka istmal

                  G jnab kisi bhe kaam may apny maksad ko pura karny k liay planning karni parti hay ta k aap apni expectations ko pura kar sakian lakin agr kabhi nakami ka samna bhe karna pry to dis heart nahe hona chaiya aur apna dil chota nahe karna chaiya balkah dobara koshash karni chaiya aur pehly say zyada mehnat karni chaiya ta k aap kamyabi hasil kar sakian....
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ka istmal

                    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ka istmal

                      Forex market mein aisey hazaron indicators apko milengey jin ke through aap work kar saktey hain but sab se best indicators woh hein jo apko default setting mein jab hum forex ko join kartey hein aur hamen software k ander jo indicators miltey hein usko default settings indicators boltey hein wohi indicators hi hamen use karney chahiye woh sab se ziada best hein baqi sarey almost fake hi hein aur woh hamen loss hi detey hein.
                      https://t.me/pump_upp

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X