Meri ek aur bari ghalti.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meri ek aur bari ghalti.......
    Dosto kal main ne ek aur bari ghalti ki hai k 40$ balance k sath Gold men trade laga d aur us se main ne 11$profit b lya hai. Phir lalach men aa kar mazeed 3 trades open kar d hain lekin ab meri trade 30$ loss men chal rahi hai. Ab main pareshan hun k mera account wash he na ho jaye. Ye ghalti share karny ka maqsad ye hain k ap log aesi ghalti mat karen warna meri tarah pareshan ho jaen gay....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meri ek aur bari ghalti.......

    Gold my 40 doller my yaka bhi trade lgananabhot zeada risk kak Kama ho jata ahay hamya is my gold my ei trade naia krni chiya agr krni bhi hy to ayk hi ky Los smy jataia bhi hy to wapis bhi aye gi us ka w8 kr ly naia to phly us ko close kry the agy PHR apnaia trade kgaye taky is my risk Kama ko
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Meri ek aur bari ghalti.......

      Dear members of forum assalam o alaikum kase han ap sab dosto bhi ki bat bilkul theek ha k forex trading mn aksar asa hota ha k hamara account balance itna ni hota jitni ham trades open kr dete han aur aik trade pe agr das dollar ka profit mill raha ho to trade close kr k enjoy krin jab tak aur koi confirmation na ho wo b tight stop loss k sath mazeed trades na lagain
      • #4 Collapse

        Re: Meri ek aur bari ghalti.......

        Dear hum bar bar postings men aik he baat ko khud repeat krty hain KY laalach na kren us se bohat zayada nuqsaan ka samna krna par jata Hai lekin kabhi kabhi hum khud he laalach kr KY khud ko aik mushkil men dal lyty hain wesy kuch dino se meri bhi gold men trade phasi hoe the account wash hoty hoty bcha aur Kal 25$ mil rhmahe the mjhe lga market abi mazeed upar Jae ge lekin data ane ki wajah se mjhe trade no profit no loss men close krni pari.
        • #5 Collapse

          Re: Meri ek aur bari ghalti.......

          Yeh ghaltian hi hoti hai jin ki waja sy hamain bar bar loss hota hai agar ham apni ghaltian ko note ker lia kerain aur dobara dohrany sy bach sakain tou hamari trade bahot behter Ho sakti hai lekin ham aesy nehi kerty bar bar wohi ghalti kerty hain aur hamain bar bar loss hota hai aur account wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Meri ek aur bari ghalti.......

            Ap ne apna experience share kiya its postive thing iss ki wja se new ane wale b alert ho jaen ge before taking any step in Forex Trading.
            Forum mn wese b bar bar samjaya ja raha hy k lalch mn par k koi wrong step na len.St he st ye b diacussion mn rai hy bat k thore profit pe b iktifa kr lena chaiey.
            • #7 Collapse

              Re: Meri ek aur bari ghalti.......

              G han sir bhot he acha knowledge provide kia ap ny hum sub ko humain chaiye k hum iss main jab be kam kariye toh iss main apna emotions pr control rakiye agr hum iss main apna emotions pr control nahi rak sagta toh hum iss main kabi be kamiyaab trader nahi ban sagta humain chaiye k hum trading toh karta hain lakin iss main laalach kabi na kariye or na he jaldbazi kariye warna humain iss main bhot bara loss be ho sagta hain jis sy humera account be wash ho jata hain
              • #8 Collapse

                Re: Meri ek aur bari ghalti.......

                Dear jab ap ne ais market mai koi trade lagai ho to ais mai ap ne jab trade lagani hai to ap ko ais mai ye pata hona chaye k ais mai ap ko jab profit ho jaye to aus ko safe kar ley agar ap ne ais mai trade laga li ho aor aus par ap ko loss ho raha ho aor ap stop loss k baghair kaam karty hai to ap ko ais mai loss bhi ho jata hai magar ap ne aus trade ko hold ais hisab se rakhna hai jis se ap ka account wash na ho aor aus k baad ap ko ais mai agar loss ho to ais mai ap apna account safe rakhna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Meri ek aur bari ghalti.......

                  han g yah bat to hai k ham forex main mistake nahe kar skty q k yah risky b atni zyda hai is lai lazmi ham apny trade ko us time tak open rakhy jab tak hamain apny indicator ajazat dain or jab hamain lagy k ab hamray indicator reverse show kr rahy hai to hamain lazmi toor per apny trade ko close kar daina hota ha. or agr ham lalch karty hai or apny trade ko mazeed open rakhty hai to ham ko loss ho skata hai. is lai ham ko risk laina to hota hai per kabi apny limit ko cross na krain or risk managment main he rahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Meri ek aur bari ghalti.......

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy is mai greed ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex ak legal busines hain hum is mai part time be trading karty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Meri ek aur bari ghalti.......

                      forex ke karobar mein koi bari ya choti nae hoti he han us galti ko dubara se karna jo wo bara loss ka sabab bata he forex aik onlie karobar he is mein online infomation ko share kea jata he forex aik esa forum jis mein apni galtiyon se he sekty hein usy dubara repeat nae jkmary profit kre tarf ahista ahista chalty jaty hein forex aik full confidence deny wala karobar he
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Meri ek aur bari ghalti.......

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jmqadri580 پيغام ديکھيے
                        Dosto kal main ne ek aur bari ghalti ki hai k 40$ balance k sath Gold men trade laga d aur us se main ne 11$profit b lya hai. Phir lalach men aa kar mazeed 3 trades open kar d hain lekin ab meri trade 30$ loss men chal rahi hai. Ab main pareshan hun k mera account wash he na ho jaye. Ye ghalti share karny ka maqsad ye hain k ap log aesi ghalti mat karen warna meri tarah pareshan ho jaen gay....
                        Assam Alaikum ji bhai jaan mai Yaha Tu sab hi ki kamjori hai ki Jab Unhe thoda profit hone lagta hai tu wajada ke bare mein laalach karte hain aur apne pure capital kohali kar Baithe Hain aapko Jab thoda profit Hassan ho jata hai tu apni tradeco close kar dena chahi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X