Trading me Hosla Rekhna Chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me Hosla Rekhna Chahiye
    Dear members jaisa k aap sub log jante he k jab bhi kissi member ko loss hota he to wo foran emotional ho jata he or tension le leta he forex trading me hamesha wohi kamyab hota he jo apna hosla barqar rakhta he hamen her haal me apna confidence ko barqarar rakh ker trading kerna hoga agar hum ne confidence loose kia to hum trading me kamyab nahi ho sakte, her business me loss bhi hota he or profit bhi hota he ho sakta he k jo aap loss k baad trade open kare us me aapko loss se ziada profit mil jai is liye hamesah mind ko fresh rekhna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain forex trading mein hamaisha sabar Orr hoslay sy kaam karna chahiye agar hum hoslay sy kaam kartay Hain tou hum zaroor kaamyaab hotay Hain Orr agar hum laluch Orr jaldbaazi sy kaam karain tou hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar Orr hoslay sy kaam karain issi mein hamari kaamyaabi hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

      Dear member aapne bilkul right kaha hai Garam trading karte hue Hamein loss ho raha hai aur hum confused Hamara madad to Hamein Hosla Rakhna chahiye aur Kabhi Bhi jaldbaazi Main use close ya dusra trade kabhi bhi nahi Lagana chahiye Kyunki se aap aur Jyada loss Mein Ja sakte hain aur aapka account wash bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

        dear traders dunia m ap jo b business kare tu osmain loss aur profit dono hote hain. lakin agar loss hota he tu ap m hosla aur bardasht hona chaheye. take ap os loss ko recover karke profit hasil kar lain. lehaza forex m trading k waqt hosle se kaam lain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

          good evening friends....
          yes hum ko trading mien hosla rakhna hota hai or jab hamary pass experience or knowledge hota hai to hum ko kesi cheez ki bi parwah nahin hoti hai q k ham janty hain k ham trade kesy karna hai or ham ko as mien earning kesy hasil karna hai jab hum as mien experience hasil kar lety hain to hum market ki current situation ko jan laty hain k market kis side par ja sakti hai or ham ko ab trade buy ka lagana hai ya ham ko trade sell ka lagana hai as tarah ham trade as mien laga daty hain or hum earning aram say hasil kar lety hain,her kio kehta hai k hum ko knowledge or experience zaror hasil karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

            Forex market Mai profit aur loss har kise ko hota hai hamai bas apnai knowledge ko improve karnai pe dehan daina chaye aur apnai har ghalte ko dhondna chaye agar ham ISS tarah karaingay to yaqenan pofit kamanai ke qabil ho jayengai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

              g han bilkul trading mai hosla bohat zaruri hai forex mai wo hi traders successful hote hain jin ke andar loss ko face kerne ka hosla hota hai kyun ke forex aik aesa business hai jis main loss hota rehta hai ache se ache traders bhi kai baar is main loss ker bethte hain lekin loss hone ka matlab ye nhi hai ke hame trading chor deni chahye balke hame himat se loss ko face kerna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                bhot zeada hoksa hina achiya acaha kama krna chiya sahi mhnata krni chiya is my hanaya hosky k sath hi kam krny my faida bhi hota hy hosla kry gy to acha hama kam kr payn gy mhnatabjry our hosly sy ham kam kry is my sahi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                  g han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai trading main hamare ander hosla hona zaroori hai ager hamare ander hosla nahi ho ga to to ham forex ko join na karen es main ager ham ko loss ho jata hai aur hosla rakhna bhee zaroori hai hosla rakhen ge to ham ko agly trade main prfit ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                    Trading me himat rakhna is liye zaroori hota ha kiu ke trading me loss bhi bohat dafa hota ha aur loss ka samna karne ke liye himat ki zaroorat party ha loss trading ka part ha aur trading me wo kamiyab hota ha Jo loss ko himat se bardasht karta ha mehnat kar ke profit bhi gain karne ki kushish karta ha trading karna apke liye mushkil ho Jaye ga agar apke pas himat nahi ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                      Dear sir ap.ki bat sy agree ksrti hun forex trading men agar hame loss hujae to himat ir hosla huna chye loss ko bardasht karny key liye Dear members jaisa k aap sub log jante hain frofot profit loss business la hisa hsin to loss ko bhi accept ksrna chye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                        G han sir humain chaiye k hum iss main mehnaat zada sy zada kariye humain trading main hosla rekhna chaiye tab he humain iss main success milti hain humain chaiye k hum trading main apna confidence or apna knowledge or experince k bana par kam kiya karye tab he humain iss main profit milta hain humain chaiye k iss main zada sy zada mehnaat kariye tab he humain iss main success mil sagti hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                          ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                            Dear friend bilkul theek keh rahe hain ki Hamein trading Mein Hosla Rakhe FIR trading karne chahiye FIR hi macha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham trading Mein jaldbazi Karenge to Fir Hamein loss Bhi Hoga FIR Hum accha profit bilkul bhi Aasan Nahin kar sakte isliye Sab member ko chahiye kya hausla rakhiye kaam Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me Hosla Rekhna Chahiye

                              G jnab ham ko forex trade may soch smgh kar aur apny mind say kaam laina chaiya aur kabhi bhe jald bazi nahe karni chaiya q k jaldi karny say aksar nuksan uthana parta hay is k ilawa kabhi bhe emotional nahe hona chaiya aur fresh mind k sath trade karni chaiya agr aap jaldi karty han ya emotional hoty han to loss ho sakta hay...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X