*What are things we need in forex to get success*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    mere khyal main hum demo account per jitni zyada practice ho sake karni chaye or sath sath kisi siner se b help leni chaye us se b hum ko bohat fayda hota he or kam ko dil se karna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex trading main kamyabi key leye learning ki zaroorat hoti hy aur khoob practice karni chaheye. Is key leye aap demo account ko use karain aur is main khoob practice karain. Jitni ziada practice ho gi utna hi aap ka confidence barhay ga aur aap ko trading main asani ho gi.
      • #48 Collapse

        agr hum chahty hai k losses say bachna hai too humar pehlay information laini chahye us k baad demo account pa pratics karni chahye phr us k baad high level business karna chahye taa k hum big loss say bach saken meray khayal main this is the very best thing to do it
        • #49 Collapse

          bhai forex trading ma success hone k lie forex knowledge, experience skill aur practice ki zrort hoti ha. hum jinta zyada practice kren gy utna hi hmara experience aur knowledge m izafa hoga aur hum utna hi acha profit earn kren gy
          • #50 Collapse

            my dear mein samjta hoon forex mein succes k liye ek buht hi ahm cheez jis se nijaat hasil kr k koi b trader best trader ban sakta hai woh hai with out fear or greed k tading krna q k greed or fear dono ap ko buht loss dey sakte hain
            • #51 Collapse

              forex trading main kamiyaab honay k liay analysis karna bahoot zaroori hai.ham forex ko technical and fundamental and sentimental tareeqay say analysis kar saktay hain.
               
              • #52 Collapse

                hello and salam to all mere knowledge k mutabik apk pas balance zyada hona chahy aur apko chahy k ap choti volume k sath apna kam shuru kro to kamyabi k chamces hain
                • #53 Collapse

                  most important point for got success in forex is practise and hard work and proper work on demo accounte when you got a success in forex trading
                  • #54 Collapse

                    forex main kamyabi k liay forex education, forex expert traders se seekna or demo account pe practice karna buhut zarori hay. ye tmam cheezain hay jo aik successful trading ki rah hamwar katay hay.
                    • #55 Collapse

                      experience ,knowladge n market analysis bht zarori hai trading main success k liye .ye ao ki trading main ehem kirdar ada karty hai,jis k zariye ap success hasil kar sakty hai.
                      • #56 Collapse

                        There are many things that a trader need i.e good technical forex education and as well as good strategy in the market as well and always make good technical study of the market and then we can open a trade to get profit.
                        • #57 Collapse

                          Forex trading min hum jeis jeise work karte hin to humin kafi bari earning bhi mil sakti he hum es business min se kafi ari earning bhi kar sakte hin humari malomat aur humari information humin es business min kafi kamyab kar sakte hin es lei hum lambi trading kar k profit bhi earn kar sakte hin.
                          • #58 Collapse

                            dekho bhai forex ma mere khyal se to ap ko demo acount pe zyada se zyada practice krni chahye kyu ke aage barhne kay lye ye zruri ha aur aik bat ye ke ap kabi b aysa nhe kar skty k ap k pas knowldge na ho aur ap us work ma success hasil krain to mere bhai practice se he ap ko knowledge hasil hota ha
                            • #59 Collapse

                              forex trading me success gain karny ke liye aap ke pas good trading knowledge or skills honi chahye or demo account pe practice zrur karni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Hum forex men success us sorat men hasil kar sakte hen jab hum market movements ko judge karna jan jaen gay. Market ki movements ko hum technical analysis k zarye judge kar sakte hen or fundamental events k zarye b judge kar sakte hen agar hum technically market ko judge karna jan gay to kafi had tak hum success ho sakte hen but humen fundamental events pe b nazar rakhni pare ge taa k hum loss se bach saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X