Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.
    Jis trah say forum per aksar baat ke jati hai ke trading kay doran jaldi karny say traders ko kafi loss uthana parh jata hi , iss trah say he faisa karny (decsion making ) mai late hony ke waja say loss ka samna karna parhta ha . traders ager decsion karny mai late hon aur time per acha decsion nai laay sakty hain tu phir b trading mai loss hota hai . trading mai time per decsion making ke b bohot importance hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

    bhai jan ager ham late tade open kerty hain to ham us men kam yab ho sakty hain laikin ager ham late trade open kerty hain to bhi ham us sy nuqsan ho sakta hai.kun k markete ki moving itni taiz hoti k ager ham tora bhi alte ho jaty hain to hamry tarde loss men chali jati hai tio is trah hamen profit bhi jadli nh millta aor hamri tarde ko wapsi any men bhi time time lagta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her decision waqt pe karna parhta hey agar kisi trade men acha profit mil jay tu phir aur wait nah karen balkay foran withdraw karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey aur market agar achi position men ho tu jaldi decision karen aur trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur late karnay se loss bhi ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

        Friend ap nay sahi kaha hai,Forex business mai har wo trader money khote hai jo es market mai begar planning key trade krta hai. Es lye es business mai jo bhe trader trade krta hai tou es ko chahey k wo forex market mai es ko smajh kr trade krey tou wo money ko nahi khota ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

          G han brother ap thek kah rahay hain, trading k doran sahi time par sahi decision lena bi bahut zaruri hota hay q kah sometimes kuch time k leay hi market favor main ati hay aur usi time decision lena zaruri hota hay aur late honay ki waja say loss ho sakta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

            G han dost forex trading me jald bazi ke sath sath late decisions bhi nahi karne chahiye jald bazi se ap bohat ghalat decisions kar dete ha jin ka end result los he hota ha aur trading me late decisions se bhi apko nuksaan hota ha trading me right time par trade karna bohat important hota ha bohat se logo ko trading me nakaami is liye hoty ha kiu ke wo right time par trade nahi karte is liye trading me profit hasil karne ke liye right time ka wait kare
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

              g han sir forex trading mein jaldi bazi k bhat say nuksan hai kyun keh is say aap ko loss hoo skata hai is liya forex mein sabar kerna bhee bhat important hota hai aur sahi waqat pay sahi decision lana bhee bhat value rakhata hai kyun keh forex mein itna aap sabar kerain gay aap ko itna he bhal milay ga
              PAK ARMY ZINDA ABAD
              • #8 Collapse

                Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

                G jnab trading may kamyabi hasil karny k liay ham ko zyada learning karni chaiya aur demo account may zyada practice karni chaiya q k practice makes a man perfect is liay jab ham trade ke practice karty han to buhat si mistakes karty han lakin agr ham apni mistakes ko control karty han aur un ko repeat nahe krian gay to real trade may zrur profit mily ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

                  forex ke krobar mein trading time ko dekh ke he trrading karni hoti he forex aik onlie krobar he forex aik international karoibar he jis ne puri duyan ke unemployment ko katam karny ka zarya he forex aik asan zaban istamal karny wala karobar he human forex mein full cofidence ke sath kam karna hota he forex mein human gher bet job de jati he is mein sub kuch tarding se related he
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

                    hamy kabe be jald baze mai kam nahi karna chahey forex aik international busienss hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

                      apne bhot hi umda baat ki hai k aksar ye kaha jata hai ke jald bazi se ap ko forex main loss ho jata hai aksar ouwat trader intazar karte rehte hai ke trade lagana chahye ya abhi nhi to is wajha se bhi bhot se trader bhot late ho jati hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbazi ke trah say late trading decision b nuqsanday hoty hain.

                        yes dear agar humhain kisi b kaam ki jaldi hoti hain tu hum jaddbazi main trade start kar dete hain or humhain kabi b jaldbzi main trade nhe leni chahaiye jaldbzi main li gai trade ka koi fiyda nhe hain or humhain lot of loss ho jata hain qk jaldbazi main hum forex merkert ko achi tara analysis nh karte hain sirf apne profit ka scohte hain or pher merket loss kar jati hain hamri trade is liye humhain chahaiye k hum lot of hard work kare jtina ziyda hamara hard work hota hain itna he acha hum forex trading main kamyab ho skte hian

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X