how to manage our loss and capital?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    gee mre bhai forex bohat acha busineess hy es me lose se hm tb he save reh skty hy agr hm trading se pehly demo acount pe practis aur knowledge hasil kry aur phr he trading start kry to phr he hm lose se save reh skty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      loss ko kam karne k liye account ka bog hona zarori hai.jab tak ap k pass huge amount nahi ho ge ap risk ziyada nahi ly sakte. loss o stop loss se b kam kiya ja sakta hai . stop loss ap k account ko save rakhata hai.
      • #228 Collapse

        Is ke liye app ko apni trade main money management aur achi strategy karna ho ge jis se app ko nafa kam hi kun na ho per app ko end per loss na ho aur app ke pase ko bhi koi masla nahi ho ga ur app ko zada trade bhi nahi karna ho ge .
           
        • #229 Collapse

          agar ap ko forex trading main bara loss ho jya to ap ko koshish kerni ho gi ke iss loss ko jald recover ker loo then ap profit ki taraf ja skate ho agar ap ko forex trading main achi earning kerni hi to trading plan ke matabiq hi ap achi earning ker sakte ho
          • #230 Collapse

            meray khayal mein tou hum apna loss ko manage ker saktey hain ager hum apni forex trading business ko money management k saath kerien gay iss mein ager humein loss bhi ho jaye tou hum iss ko recover bhi ker saktey hain.
             
            • #231 Collapse

              Is ke liye main tu yeh hi kaho ga ke app ko demo account per kafi tajarbe ji zarurat hay aur app ko is ke liye zada se zada skill aur learning ki zarurat ho ge phir hi app kamyab ho ge aur app ko forex mian kam karne ki waja se nafa ho ga .
                 
              • #232 Collapse

                If you have a good experience in the demo account then you can know how to manage the loss and capital. Hamary pas trading k bary mei knowledge, skills and experience hona chahye and is k elawa hmary pas capital management b hona chahye taky hum loss and profit ko control karny k qabil hon.
                • #233 Collapse

                  Is ke liye app ko yeh karna ho ga ke app ko jo bhi trend milta hay is main app ko apni investment aur apne experience ko dekhte hue trade ko karna ho g aur app ko risk lagne per app ko trade ko closed karna ho ga ye app ko loss aur app ko nafa de ge .
                     
                  • #234 Collapse

                    ji han dear bahot hi achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke ja ham trade laga te hai toh pehle market ko dekh le ke kaisa hai tab hamara loss bach jayen ga our agar ham loss hote hai to market ke liye wait karna pare ga.
                    • #235 Collapse

                      news of all kind types are very usefull in all the time if you are interested to use it for the benificial purpose. forex share business news and update users/followers from all the current market activity. through this way if some one show keen interest my learn and earn alot.
                      • #236 Collapse

                        Iskeliye hamen forex ko achi trha se learn karna parta hey aur apne liye aik proper plan banana parta hey tab hi hum is main apne loss and capital ko achi trha se manage kar saktey hain.
                         
                        • #237 Collapse

                          maray nazar ma brother lose bachanay k liay yahi zaroori hai k aap rule ko accept karen or us k mutabiq hi yahan post karen kuen yahan par rules ko hi dakha jata hai rules ki khilaf warzi karnay wala apnay loss ko kabi ni bacha sakta
                          • #238 Collapse

                            Apne loss ko bachne ke leye ap sab trader ko chaye ke o apne leye strategy banaye aur wahy strategy ke andhar he work krna chaye har trader ko to forex me zyada experiance hasil.kr sakte he
                            • #239 Collapse

                              yeh kam tu apki money management pe hi depend krta hai aur good strategy pr bhi because agr ap k pas relevant knowledge hai tu ap kam main interest le k kam kro ge na k os ko boojh smhj k kam kro ge so hmein chahye apni amount ki management zaroor krein aur apni capital main se first apni koi safe side rkhein than for in the case of loss again investment k liye worry na hooon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                janjab mera mana hai ke agar ap ko apne pese ko loss se bachna hai tu wo karta hai ap tajurba or knowldege ku ke forex trade markit mean agar ap ke pas kafi ache se ye duno hai tu ap best hain....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X