Knowledge ki kmi ki waja se loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

    ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain aur Hamare Paas achha knowledge or experience nahin hai tu hamesha hi ki Hamein Pakistan Forex ke bare mein bahut hi jyada knowledge or experience Hasil karna chahiye Agar Hamare Paas achha knowledge hoga to Hamein kabhi bhi nuksan nahin Hoga thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

      Forex aik aisa work ha jis me knowledge gain karna bohat zaroori ha apky kamiyabi aur nakaamy knowledge gain karne par depend karty ha agar ap knowledge gain karte raho he to forex me kamiyab ho jayo ge lekin agar ap knowledge gain karne ko ahmiyat nahi do ge to apko kamiyabi nahi mile ge forex ki knowledge karna ziyada mushkil nahi ha AP forum se bhi bohat knowledge gain kar sakty ha
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

        han janab bht se logon k paas fit sa knowledge nahe hotaje forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki hard work bohat achi cheez hoti ha kamyabi phir milay gi
        PAK ARMY ZINDA ABAD
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

          foorex main hum knowledge na hony ke waja se be loss main kamty hain is se human experience ke kami hoti tab he trding main loss karty hain agr trading market news ko soch ke trading karan gey to is tarhan hum loss se bach jaty hain forex main day and night mehnat karty hain or is tarhan se apny ilam main ezafa karty hain forex aikonline karobar he
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

            G dear nilkul ap right kah rahy han kuka agar ham koi bussines start karny lgy han to hamy os bussines ka related kuch pta he nahi ho ga to ham loss ki taraf jay ga isi tarha pakistan forex forum ma agar apka pass knowledge nahi ha to ap is ma booooht sara loss hasil kary ga kabi be achi earning nahi kar saky ga isi loya hamy chahiya ka oahky is forex ka related learning kary or knowledge hasil kar ka ohir isko start kary kuka asa katny sa hamy ak acha profit ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

              Knowledge ki Kami ki vajah se demo account par to loss ho sakta hai lekin real Par Nahin Kyunki jab tak trader ke paas knowledge Nahin Hota tab tak hua real account mein deposit nahin karta real account mein loss hone Ki Sabse Badi Wajah lalach hai aur money management na karna hai.
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

                Good Morning Friends
                Knowledge ki kami ki waja se hi hma ko loss hota hain aur Bagair experience k kissi bhi kaam ko perfect nhi kia ja sakta hai q k kissi bhi kaam ko perfect krne k liye zaruri hai k hamen uska acha knowledge aur experience hona chahiye So hamen koshish krni chahiye k ham jitna apne ecexperien ko better kr len le ham future men utne hi ziada kamyab rhen ge so hamen apne future ko better banane k liye apne experience ko better banna lazmi hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge ki kmi ki waja se loss

                  G jysa kay aap ny kha hy kay kum ilmi loss ka sabab bnti hy yh baat 100 feesad darust hy or myn aap ki iss baat sy itefaq karta hn lykin myn yhan yh khna chahun ge kay yh loss ki aik wajah hy is ki or bhi bht si wajoohat hyn. To hmyn chahiyay kY apni learning ko stop na hony dyn or forex ky indicatorz strategies or techniques ko seekhyn ta kay loss sy bcha jaa saky.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X