kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae
    Assalamu Alaikum dear members kese hain ap log forex aik bahut acha profitable business hae is main hum mehnat kar ke ache earning kar sakte hain to is liye aik kamyab trader bhe shortcut ko use nhe karta hae balke wo bhe mehnat par yaqeen rakhat hae or mehnat kar ke wo ache earning karta hae to wo mehnat par bahut yaqeen rakhta hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

    Kia forex trading main mehnat ky elawa kuch nehi hai ky her koi sirf mehnat ker hi forum main threads bana raha hai yar meherbani kero aur mehnat ky elawa bhi forex trading ka bahot zyada knowledge hai tou please mehnat ki ab khatam kero discuss kerna kisi aur topic ko bhi discuss kero ky hamain apna forex trading knowledge increase kerna hai
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

      sir bilkul kamyab trade administer ja kahin lagta hai kyon ki mehnat ke baad uske paas kuch nahin hai waman nathi hardworking aur Dil laga kar jazzy b ke saath karta hai jis se bahut accha profit haasil karta hai aur jitna jyada bonison hoga use par bahut acchi trading ho sakti hai yah sab mehnat aur Jaz beka hi Kamal hai ki itna achha bonus hasil kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

        G han dear aik kamyab trader hamesha mhbet pay he yaqeen rakhta hain aur pori kosesh karta hai kay mhbet kay sath kam karye ta kay us ka usaye faida bhi ho skye tu humain bhi aisa he sochna chaye aur karna bhi chaye ager es mai kamyabi pani hai tu
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha ot per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to epr hum ko achi profit hotee ha or ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko kabhi be profit nhi hotee ha es leya hamasha hard work kartaa rahoo...........
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

            g haan ap nay kaha hai ap kisi bhi failed main kaam kar layn mager ap ki success ap ko apki mehnat he karwati hai so ap ko chiye kay ziyada say ziyada mehnat kayn mehnti log kabhi nakam nahi hoty so ap ko chiye forex trading main jitni ho ap mehnat karyn taan kay ap success full trader ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

              Bilkul koi bhi Kamyab trader kabhi bhi shortcut ko istemal nahi karta vah mehnat karta hai aur long-term Sochta hai. Koi bhi trader Joe shortcut Marne Ki Koshish Karta Hai vah Gambler Hota Hai. Aur wa nahin karta jua khelta hai. Hamein space shortcut Nahin Marna chahiye aur mehnat par yaqeen Rakhna chahiye Kyunki mehnat Mein Azmat hai aur mehnat ki Hamari kamyabi ki zaman he.
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                Kamiybi bahot he achi cheez hai mager ye har kisi kay naseeb main nahi hoti so apko chiye kay kamibi hasil karny kay liye apko humesha mehnat per yaqeen rakna chiye aher ap chaty hain kay ap kamiyab hon to forex trading main ziyada say ziyada mehnat karyn lenkin kuch log jo kamiab nahi hoty mager ue baat kehty hain kay himeri luck achi nahi kamibi per luck ka koi aser nahi
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                  ji haan bilkul Kamyab red apni mehnat par hi Jacqueline Rakhta Hai tab Y Kamyab trader banta hai jo log mehnat karte hain FIR apni mehnat par yakin rehte hain wo bahut Kamyab ho Jate Hain isliye mein chaahi mehnat jyada Se Jyada Karan apni mehnat par yakin Rakhe Jo mehnat Karega wahi Kamyab hoga begair mehnat ke koi bhi Kamyab nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                    g han bikul theek baat ki hai ap ne forex trading mai aik kamyab trader mehnat per yakeen rakhta hai kyun ke wo janta hai ke mehnat ke bager kamyabi na mumukin hai susti ka muzahira krne wale traders ko forex mai kbhi kamyabi hasil nhi hoti har business mai hamri kmayabi mehnat per depend kerti hai is main zyada se zyada mehnat ker ke hi ham kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                      DEAR ap ki bat sahi hai as main hamen chahiy hai kee ham as main ache se bhi mihnat kare aor ham as main jab jab mihnat kare gee tab tab hamen kamyabi mile gy aor jo as main mihnat nahi karta hain wo kabi bi as main kamyab nahi hota hai as liy hamen aar as forex forum main kamyab hona hai tu hamen as main mihnat karna ho gaa aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main jo bi chez learn karna ho tu hamen as maion apne senior ki bat par ghur karna chahiy ho gaa tu hi ham as main apni mihnat ki waja se as main success hasil kar sake gee aor hamen jab bi as main experience ki zarorat ho tu hamen as main mihnat kar kee as main hamen demo ka use karna ho gaa tu hi hamen as main experience mile gaa aor ham apni mihnat ki waja se kamyabi hasil kar leen gee
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                        Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai garam trading karte hue mehnat Karenge aur Apna knowledge or experience ko daily basic par update karte rahenge Tu Hamra se zaroor Kamyab ho sakte hain Kyunki Yeh Kaisa business hai Jisme mehnat aur knowledge Ka Hona bahut jaroori Hai Tabhi Hum isme Aakar market ko achi Tarah Se analyses kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                          Good evening friends....
                          kesi ka bi mehnat ka pahl zaya nahin hota hai or her kesi ko as main as ka pahl zaror milta hai as lyi hum ko forex main agar kaam kerna hai to ham ko hard work karna hota hai aur hum ko as main apny aap ko aik expert trader banany k lyi struggle kerna hota hai jab hum struggle kerty hain to success hasil kar sakty hain as lye dil say kam karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                            kamyab trader mehnat karke is mukam Tak pahunche hote hain isliye unhe apni kamyabi aur mehanat dornan ki Kadar ka pata hota hai to hame bhi chahiye ke hum unki tarah mehnat karke apne aap ko kamyab banaye aur acchi earning Karen hamara maksad tu hai ki khud Ko accha businessman banana isliye agar humne ya program shuru kar hi diya hai tu mehnat bhi karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader mehnat par yaqeen rakhta hae

                              Information ke saath Agar aapko Kaam ke time par yahan par nuksan ho jata hai aap logo ko chahiye kya aapko Yahan Par Apne nuksan se business ko watch karte rehna chahiye usko Sikha chahi thik Kaise Aap Ko nuksan Ho Gaya Halla Ke aapne Ek acche waali planning ke sath long time ke liye kaam karna chahta tha lekin Iske guest aapko phir bhi yahan se bahut Jada nuksan ho gaya hai knowledge bhi nahi hai aapke paas

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X