Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai
    Dear members forex main woh log kamyab hote han jo ziyada mehnat karte han is liye forex main hamein apni mehnat ko continue rakhna chahiye our forex main jo ziyada himmat our mehnat k sath work karta hai woh kamyabi hasil kar leta hai our forex main jo insaan mehnat nahi karta hai our is work main interest bhi nahi leta hai woh nakam hi rehta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

    Forex main kamyabi bhi hamain mehnat sy hi hasil hoti hai aur nakami bhi hamain mehnat na kerny sy milti hai agar ham forex ko join kerny ky bahd kuch mehnat ker lain tou hamari life main best hota hai ky ham forex market main puri life trading ker ky achi earning kerty rehty hain tou hamain mehnat zarur kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

      forex trading ki yeh khoobi ha k woh kisi ki bhi mehnat ko zaya naen krta aur mehnat k mutabik sila deta ha jo log mehnat krtay hn woh forex trading mn kamyab ho kr achhi earning hasil krtay hn aur jo mehnat naen krtay woh nakam ho jatay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

        ji haan forex meant kami aur kamyabi members mehnat par depend karti hai jitni jyada hardworking aur mehanat jyada hogi utni hi jaldi kamyabi hasil kar lenge lekin trading mein jaldbazi karne se kamyabi nahi milegi trading main wait karna aur sabar karne se trading mein bahut accha profit hasil Kiya ja sakta hai jaldbazi sailoz kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

          kafi had tak theak kaha aap nay lekin mere khayal se ap ki luck bhi involve hoti hai iss kaam main par log apni kismat mehnat se badltay hain . mehnat ager dil se ki jaye toh us ka phal ap ko zaror milta hai islye main hamesha koshish karta hon kay ziada se ziada time trading ko doon kay successful ho sakon aur earn kar paon.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

            g han bilkul pyare bhai jan main ap se totally sehmat hun ap ne bahut ache bat kahe hae forex main hamare nakami hamare mehnat par depended hae bilkul hamne forex main kitne mehnat ke hae hum ne forex main hum ne acha knowledge or experience hasil karne ke liye kitne mehnat ke hae agar hum ne ache or zayada mehnat ke hote to result hota hae
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

              Dear friends bilkulll thek kah rahy hain hum jo bhi kam karty hain os main kamyabi our nakami humari mehnat per depend karti hai agar hum zeada mehnat karean gy to humain kamyabi hasail hoge our humain zeada profit hasail hoga humain nakami inshahAllah ni hoge bus humain surf mehnat karni chahyi thanks
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                Pakistan forex forum mein kamyabi aur na kami aapne bilkul theek kaha hai ki hamari mehnat ke upar depend karti Hai kyon ki mehnat aur experience ke sath hi kamyabi aur na kami hoti Hai jitni jyada mehnat hogi aur experience ke sath technical analysis ke sath chat karenge toota nahi achha profit hasil kar sakte hain aur save trading bhi ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                  G han forex trader main kamiyabi or nakami dono suratyn apki mehnat per munhaser hain kyun kay jitni ziyada mehnat karyn gye utna he ziuada ajeer milye ga so apko chiye kay forex main mehant karyn taan kay nakami ka samna he na karna perye acha learn keyn or acha experience hasil kryn taan ky profit bhi acha hasli jo
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                    g han forex aik aesa business hai jis main mehnat na kerne wale traders hamesha na kaam hote hain or mehnat kerne wale traders age barh jate hain kyun ke hamari kamyabi mehnat pr dependent hai ager ham mehnat nhi karen ge tou kbhi kamyab nhi hon ge balke hame hamesha loss ka samna hi kerna pare ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                      Dear member Aap Ki Baat bilkul right hai Garam Pakistan Forex Mein Kamyab Hona chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain to iske liye Hamein Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi aur apne knowledge ko bhi Badhana Hoga tabhi Hum market ki movement ko achi Tarah Se samajh Payenge aur Hamara Har trade profit Mein Jayega aur Hamein loss bhi nahin hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                        Forex my game hnta ahi hamya kamyab bnati hyvourhama is my kamyab b hot hy ya Jo kam hy is my who bndy hi nakama hoty hy Jin ki klwrni g is my achi naia hti hy jnbbndo I is my lerning acahai ho jatai hy who is my saa trha sy is my kamyab hoty hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Main Kamyabi Our Nakami Hamari Mehnat Par Depend Karti Hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
                          Dear members forex main woh log kamyab hote han jo ziyada mehnat karte han is liye forex main hamein apni mehnat ko continue rakhna chahiye our forex main jo ziyada himmat our mehnat k sath work karta hai woh kamyabi hasil kar leta hai our forex main jo insaan mehnat nahi karta hai our is work main interest bhi nahi leta hai woh nakam hi rehta hai
                          Yes sir duniya k kisi b medan me kamyabi bina mehnat/lagan/planning k mumkin hi nai hai. jo forex jesy risky business me nakam hoty hen wo jyada tr aram pasnd or over night rich hony k dreams rakhne waly trader hi hoty hen. jb k jo log jyada mehnat krty rahty hen wo loss ko limit me le aty hen or successful rahty hen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X