stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain
    forex mai stop loss hamary account ke safte ky liye hota hain hum is ko use kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain is ko laganay ka koi be nuqsan nahi hain forex kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

    Stop loos nuksan ka nahi balka fida ka lia lagaya jata hai is lia stop loos ko lazmi use karian ta ka forex mai huma kamyabi hasil ho saka or hum ak accha trader bam kr acchi kamyabi hasil kr sakain forex ak tuff business hai laken un ka lia jo mahant nahi krta bara loos karta kiun ka stop loos use nahi krta
    • #3 Collapse

      Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

      G haan dear instaforex trading jasa k hum jantay hain k bhot he different tarha ka bussniss hay aur bhot he mushkal bussniss hay iss main thori si be galti bhot zayada nuqsan ki waja banti hay iss laya instaforex ki taraf sa khuch tool daya gahay hain jin ko istamal kar k hum khuch aasani pada kar saktay hain in main stop loss be hay jis ko use kar k hum apna lose manage kar sajtay hain
      • #4 Collapse

        Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

        Assalm-o-Alaikum dear friend forex trading mein stop loss lagaanay ka koe nuksaan nahi balkay stop loss lganay sy hamain trading mein loss Kam sy Kam hota hai Orr hamara account bhi wash honay sy buch jata hai stop loss lagany ka nuksaan nahi balkay faida hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha trading mein stop loss zaroor lagain issi mein hamari kaamyaabi hai hum kaamyaab ho saktay Hain Orr acha profit gain Kar saktay Hain
        • #5 Collapse

          Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

          dear traders forex m stop lagany ka koi nuqsan nahi hain m is baat se bulkul itefaq karta hon bulke ye hamare faide kelia he take trading m hamara kam se kam loss ho aur profit k surat m inka koi nuqsan nahi hain. lehaza ap jab b trading kare stop loss lazmi lagaya kare.
          • #6 Collapse

            Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

            bohat acha sawal ha ager hum ko apna account wash honaa sa bachana ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma stop loss ko use karnaa start kardaa laken ager hum apna account pa stop loss ka use nhi kartaa ha to per hamara account wash ho sakta ha es leya i think ka stop loss is very important for every trade............
            • #7 Collapse

              Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

              stop lost lagana bahut jaroori hai kyunki market jab Bhi high volatility mein over move kar jati hai to usse bahut jyada Lotto recover so jata hai agar stock laga hoga tension free ho kar kisi bhi kaam par ja sakte hain aur koi bhi aur kaam kar sakte hain lekin agar stop loss nahi lagayenge to fir tension hogi stop loss or take profit se bahut accha profit hasil Kiya ja sakta
              • #8 Collapse

                Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein stop loss laganay ka koi nuqsan nahi hai bal k es ka faida hai es mein Jis had tak ap stop loss laga dain gay to loss utna hi apko ho ga us se ziada nahi ho ga, es liye koshesh Karen k stop loss lagayen ta k loss Kam se Kam ho
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                  g han dear friend main ap se totally agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex trading main stop loss ka koi nuqsan nhe hae is ke faide he faide hain stop loss use karne se hamara account or hamare trading bilkul safe rehte hae han aik chez hae stop loss lagane se hamen profit ya loss jalde mil jata hae or stop loss ke bagair nhe q ke stop loss ke bagair to wo long term trade ho jate hae
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                    G han dear stop lose lagnaye ka koi nuqsan he hai per faida humain zaroor ho jata hai tu kosesh karain kay hamesha stoo lose ka istamal zayda se zayda karain ta kay humain es mai lose bhi kam se kam ho skye
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                      G hn mn ap ki bat sy agree hon bilkul stop loss sy koi nuqsannh hota stop loss sy tu hm apny account ko wash hony bachty hn kiunkeh hm har time market sy attach nh hoty aur hm stop loss ka used kar lety hn tu hmari trade jaisy hi loss mn jay gi auto closed ho ja gi
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                        g haan bhai ap ny bilkul thek kaha hai k forex main stoploss ki bahut ziada ahmiyat hai q k forex main jb treading krty hain to apko chaiy k ap stop loss zarur lagain taky agar apka loss ziada hoga to apka stop loss laga jony ki wajah sy apka account wash hony sy bouch sakhta hai es ly stoploss apky ly best hai es ka use lazmi kia karen jb tread lagaein
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                          stop loss ko trading me use krna must hota he jis ke waja ye hote he ky agr market me koe crash a jy ya koe be masla ban jy to stop loss het ho jy aor baqi ap ke amount bach jy es leye must hota he es ko use krna jo be expert trader ho ga wo es ko lazmi use kry ga or se ky aik tara ke safety hote
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir Hamen Shahi ke Ham ismein Forex ke rules ko follow Kare Agar Hum ismein rules ko follow kar ke kaam Karenge to Fir Hum Forex Mein zaroor Kamyab ho jayenge aur isme bahut jald hi jald Kamyab Ho Jaayenge Agar Hum isme rules ke khilaf chalenge To Kabhi Hamein Kamyab Nahin Honge kamyabi Hamein jaldi mil sakta hai agar Hum is main rules ko follow Karenge To Agar Hum is main road ko follow Nahin Karenge To Kabhi Kamyab bhi nahi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss lagany ka koi nuqsan nahi hain

                              Forex trading me jab hum trade open karte he to hum us me stop loss k tool ko use karte he or aik munasib margin per stop loss ko set kar dete he stop loss ko use karne se hamen faida hota he koi nuqsan nahi hota is liye hamen stop loss ko use karna chahiye agar hum use nahi karenge to us soorat me hamen bare loss ka samna kerna par sakta he or agar use karenge to us se hamara account safe rehta he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X