G dear freinds mai ye khaina chat hun kay hum jub bhi trading mai kisi bhi kism ki jaldi kartaye hain tu humain es mai kafi lose hota hai yani kay jitni jaldi kartaye hain utna he nuqsan hota hai yani kay ham trade ko open karnaye mai jaldi kartaye hain ya close karnaye mai jaldi kartaye hain dono he sorto mai humain nuqsan hota hai tu humain kiya karna chaye humain kabhi bhi trading mai jaldi ni karni chaye kiyu kay jaldi ka kam shetan ka hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим