Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha
    Dear friend main app sa khana cahta hu ka iss doniy main jo bhi karobaar ha yha jo bhi kam ha oss main kamyab hona main wakat tho lgtha ha iss lia sbr sa kam lain orr forex ko ziada sa ziada time dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

    Ji haan aap ne bahut hi Khubsurat baat ki hai Kamyab hone mein Main Waqt darkar Hota Hai Kisi bhi kaam mein aapne Kamyab hona hai to aap ko Waqt chahie Ek Hi Din Mein aap aap Kisi bhi Business mein Kamyab nahi ho sakte ISI Tarah forex business main bhi Kamyab hone ke liye Waqt Dena padta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

      g han bhai jan aaap ki baatbvilkul thk hai ager ham ne kamyab hona hai to ham ko waqt to lage ga ager aap chahte hain k aaap kamyab hon tro aap ko chaye k aap demo per practice karen ap demo per practice karen ge to aap ka knowalge barhe ga aur aap kamyab hon ge aur ham ko kamyab hone k liye waqt bhee dena pare ga ham es ko waqt nahi den ge aur ham kahen ge k ham ne kamyab hona hai to ham kamyab nahi ho sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

        Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai ekdum se koi bhi Kamyab nahi ho jata kamyabi Hasil karne mein time to lagta hai jaldi kamyabi Hasil karna chahte hain tu apni learning practice ko Behtar Banaye Jyada Se Jyada apni learning practice Patva jodan practice Karke Apna trading skil Behtar bana le...
        • #5 Collapse

          Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

          Mehnat krny sy hi kamyabi milti ha or aghr hmy kamyaab hona ha to forex py zyada sy zyada kam krna hoga or phr kamyaab hony ma waqt to lagta ha insaan ko koi bhi kaam krna ho to wo aram or sakoon sy kry na k jald bazi kry usy krny ma so zyada say zyada mehnat kry.
          • #6 Collapse

            Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

            Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein kamyabi hasil karnay k liye zarori hai k ap chezon ko seekhnay ki koshesh Karen or daily forex ko time dain or jaldbazi bilkul na Karen Agar ap chahtay hain kay ap 1 ya 2 weeks mein kamyab ho jayen gay to aisa bilkul bhi nahi hota forex mein itni jaldi kamyabi nahi milti es mein kafi time Lagta hai es liye es ko time dain
            • #7 Collapse

              Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

              Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k k dyunia main kohi be bussniss start karan us,main success hasil karna k laya aap ko bhot zayada mehnit aur time lagta hay aasa nahi ho sakta hay k aap bussniss start karan aur aap success hasil kar lana same issi tarha instaforex trading main be aap ko success hasil karna k laya khuch time lagta hay aasa nahi ho sakta hay k instaforex join karan aur sath success hasil kar lana
              • #8 Collapse

                Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                Karna propertychanged Karna bahut Mushkil kahan hai Ham time is best friend to karte hain lekin Hum Yahan Par Apna time waste kar rahe Hote Hain Hamein Yahan Se Kuchh Bhi Nahin Milta earning karne ke liye Jiske time-based na Karen Jazbaat Mein Rakhna Chahiye Hota Hai apna photo change nahi karna chahiye market contraction chain Nahin Karni chahiye Karte Hain To Hame nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                  Assalamu Alikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul ache bat share ke hae forex aik bahut acha business hae jis main mehnat kar ke hum is main kamyab ho sakte hain lakin kamyabe hamen pehle he din se thore he profit mil jata hae is liye hamen forex main mehnat karne parte hae tab ja kar hum is main kamyab trader ban skte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                    agar forex k elawa koi b kaam karte hain us main kmayab lazmi hone k liye tiem lagta hain kamyab trader banne k liye tiem lagta hain mehnat karni hoti hain mehnat ki jy tu kamyab ho skte hai forex trader jaab b mehnat karte hain tu un ko un ki mehnat ka sila mil jata hain forex main kamyab hone k liy ekam say kaaam 3 sal lag skte hain hard work kare gy tu kamyabi tu lazmi mile gi na bina hard work k kamyabi b nhe mil skti hain forex trading main jin trader ne kamyabi ka aziz hasil kiya hain vo log forex trading main bhot mehnat kar k haisl kiya hain vo aziz is liye humhain b time lag skta hain kamyabi hasil karne k liye agar hard work kare din rat mehant kare tu pher b kamyab hop skte hain asa bilkul b nhe hain k hum hard work kare or kamyabi humhain na mile asa kabi b nhe ho skta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                      Time ke sath sath December mein bhi market movement Se Hoti Hai Aur time par abhi market Se Hoti Hai chal rahi hai best construction mein chal rahi hai Jaise aapko direction ka samay Lag Jati Hai market ki movement Ka Pata lag jata hai aap ki market ki movement se kaun se uske saath kar lete hain aapko apna nahin karna chahiye properly money management ke hisab se kaam karte rehna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                        g han ager ap kisi bhi business mai success chahte hain tou us main ap ko time lage ga forex mai koi bhi trader trading join kerne ke baad foran kamyab nhi hota balke us ko kai saal lag jate hain is liye sabar se kaam lena chahye or mehnat ko jari rakhna chahye ager ap mehnat kerte rahen ge tou is ka phal aik na aik din ap ko zarur mile ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                          Ap ne boht achi bat ki hy k kamyab honay me waqt lagta hy ye nai ho sakta k ap koi shortcut laga lain.ab ye ap k hath me hy k ap jitni ziada mehnat karain gay utnay kam waqt me ap kamyab hon gay.koi b kamayab person musalsal mehnat k baghair nai banta.ye insane ki mehnat hi hy Jo waqt guzarny k sath insan ko kamyab karti hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kamyab hona main wakat tho .lagtha ha

                            g han bilkul theek kaha ap ne har business mai kamyab hone mai waqt lagat hai kayabi aese hi nhi mil jati bohat mehnat kerni parti hai forex mai kuch traders samjte hain ke is main bohat asani se kamyab ho jaen ge lekin aesa bikul nhi hai is main bhi traders ko apna hun paseena aik karna parta hai tab ja ke wo iak successful trader bante hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X