Kafi Saray traders experienced traders ya phir different trading signals search kar kay unn ki base per trading kertay hain ya copy ker Kay laga rahay hotay hain iss tarah karnay sae bhi traders ko koi khas faida nahin hota hai iss ka main reason yeh hota hai kay iss trah Kay trading decision her aik trader kay trading style aur capital ko daikh kar nai kei jati hain iss lye zayada trades inn signals ki wajah say kamyab bhi nahin ho pati hain
Mere khayal mein tou best yehi hai kay traders apna trading analysis khud karin aur apni trading decision khud karain tou agar profit na bhi ho tou kam sae kam future trading tou kafi behtar ho sakti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим