Margin kya hota hai???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin kya hota hai???
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends main nay abhi trade start nai ki is lay main yeh pochna chata hon keh yeh margin kya hotaa hai ?? kindly share friends!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin kya hota hai???

    margin ap jab koi trade place kerty hain usk move kerny kaily jitni space hoti hain wio margin khlata hai ager apka account bhra hota hai to ap ka margin bhi zyzda hota hain aor is k illawa margin leverge per bhi dpend ker sakta hai.islye hamen chye k ham trade open kerty waqt lot kam istinmal kren tak hager ha koi achi trade mill jati bhi hai to hamary pass margin hona chye margin bhot zroori hai.
    • #3 Collapse

      Re: Margin kya hota hai???

      Margin aap ko meta trader 4 mein aap ki trades ki information deta hai iss mein woh aap ki trades ko account balance kay sath loss aur profit ko milay ker mazeed trades open kernay ki values batata hai aur agar yeh minus mein chala jaye tou aap mazeed trades nahin laga saktay
      • #4 Collapse

        Re: Margin kya hota hai???

        marjan dear ye hota h k jb insta k acond se ya mt4 se trade ko open krnme jate hani to is mein jb trade ko openkrte hain to is meinhmara acond kitni trade ko brdasht kr skta hai to jb ek terade ko open krte hain to phr hamien wo bta deta h k is k bad ap koi or trade ko open nai kr skte to is mein ek limit hoit h jis se ham trading krte hain
        • #5 Collapse

          Re: Margin kya hota hai???

          Bahi margen wo hai jo broker apna pass rakhta hai jub bi ap trade open krta hain tu ap ko foran tohra s loos hota hai wo loos margen kahlata hai ya broker la lata hai is lia perashan na ho or jub bi trade open hoti hai tu loos s hi hota hai kiun ka broker la lata hai or broker na ya fix kia hota hai is ko margen ka name dia jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Margin kya hota hai???

            Dear freinddd jbb humm koii tradd palcee krtyyy haii tuoo ouss kyy movee karnyy kii jitnii spcee jotui hai wo marginn kehtaaa haii agrr ap kaa accountt baraa hai tuoo yaa marginnn zaidaa hotaa haii ourrr marginn joo leavragee milaaa hotaa hai ouss parr bii dependd karr sktaaa haii..
            • #7 Collapse

              Re: Margin kya hota hai???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends main nay abhi trade start nai ki is lay main yeh pochna chata hon keh yeh margin kya hotaa hai ?? kindly share friends!
              Bhai jan me khud is business me new hun lekin jitna mujhy pata hai usky hisab se ye margin asl me hamara wo balance hota hai jo trades lagany k bad bachta hai. q k boht si trades k spread ziada or kam hoty hen to margin b usi hisab se hmara bachny wala balance dikhat hai. hmen chahye k over trading na krn or apne Free margin k hisab se hi lot size chose kr k market me enter len.
              • #8 Collapse

                Re: Margin kya hota hai???

                dear Forex member margin aur free margin jo hmary account ky hisab sy diya jata hy aur hm apni trading open karny ky valou btata hy keh hm ketni trades ya phir ketny lot size tak trade open kar sakty hn free margin hmary loss ky any par kam ho jata hy jabkeh margin level hmen profit any par ziyada ho jata hy
                • #9 Collapse

                  Re: Margin kya hota hai???

                  Forex mein margin sae aap ko aap ki trade ka pata chalta hai aur iss sae hi humain lot size select kernau mein madad bhi milti hai agar margin kam hota hai tou humara lot size kam ho ga iss lye margin aap kay account ko bhi manage kerta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Margin kya hota hai???

                    order palce karny ky hamy magin ko be dahkna ho ga forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex aik real business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X