Students ke liye Forex best hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Students ke liye Forex best hai
    Doston agar aap mein se Koi student Hai To Main Usko yah advise Karunga ki Forex trading uske liye bahut hi nice business hai. Kyunki Ghar Walon Ko jaldi hoti hai ki Hamare bacche kuch kamAane Ke Kabil ho jaaye aur Forex trading Hamein ya mauka deti hai ki hum Apni taleem ke sath sath earning bhi kar sakte hain iske liye Hamein Jyada paison ki jarurat Bhi Nahin Hoti Hum Apne Jeb kharch mein se a Jama Karke is made deposit kar sakte hain aur Agar Hum aisa bhi nahin karna chahte to Fir Ham ya form use Karke posting se bonus Lekar trading ka sakte hain aur wahan se earning kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Students ke liye Forex best hai

    kuch students hain jo kam nh ker sakty.isliye ager ham chty hain study bhi kerty rhen aoer is k sath mhnat ager forx men ker len tora us ko seehk len to ham is men kamyab ho sakty hain.isliye wo students jo study ka khercha efford nh ker sakty to unko chye k forex men aik do maointh kam ker len to to sath wo apni study ka bhi kercha nikalty rhen gy.
    • #3 Collapse

      Re: Students ke liye Forex best hai

      Forex trading ki waja se students apni education ko full time nhi dey saktay aur education pe effect hota hey aur ghareeb family k students k liay forex aik achi opportunity hey k woh forex trading men mehnat kar k achi income hasil kar saktay hen aur apni education ka kharcha poora kar saktay hen aur education ko behtr treekay se jari rakh saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Students ke liye Forex best hai

        G bilkul forex trading students k liay best ha lekin students ko chayay k apni education pa ziada twaja den aur apnay farigh time mn forex trading mn kam kren to woh taleem k sath sath achhi earning hasil kr k apni taleem ka kharcha khud brdasht kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Students ke liye Forex best hai

          Student bhi chahtay hain part time koi na koi kaam karain tou forex trading best hay apnay free time mei wo students jo kamana chahtay hain part time forex trading ko time den aur earn kar saktay hain students brilliant bhi hotay hain so forex trading unkay liye mushkil nahi hay achi mehnat kar saktay hain.
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: Students ke liye Forex best hai

            G han ap ne sahi kha forex best hai students ke liay baz student jo apni perhai ke ikhrajat ke liay koi kam doondte han in ko chahiay ke forex forum main kam ker ke apni perhai ke liay kuch ikhrajat bardasht Kerne ke Kabul ho jate han us students ke liay ye behtreen forum ha
            • #7 Collapse

              Re: Students ke liye Forex best hai

              Students key ley be forex business acha sabit ho sakta hay agar time table key sath students proper time de kar es business ki learning karen gey, Forex risky aur hard business zarori hay aur es business ko understand karna etana asaan be nahi hota magar mehnat ki jaye to sab koch hasil kia ja sakta hay, students key sath hi Forex business other traders se zeyda suit karta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Students ke liye Forex best hai

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha or hum ak student ha to per hum ko chaheya ka hum forex ko join kardaa q ka ager hum forex ko join kartaa ha to per hum ko bohat achi profit hotee ha or hum ko apna part time ma achi earning be hotee ha.........
                • #9 Collapse

                  Re: Students ke liye Forex best hai

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke office main Jyada bonus Hasil karna chahte hain to aapko isme bahut jyada post karne Honge agar aap ki koi Achi Achi Hogi post ki ya thread ache karte rahenge to Fir aapko bahut jyada bonus mil sakta hai agar aap itne acche post Nahin Karenge aur Jyada post Nahin Karenge to aapko Jyada bonus Kabhi Bhi Nahin Mil Sakta isliye agar aap as main Jyada bonus Hasil karna hai to isme Jyada post karo...
                  • #10 Collapse

                    Re: Students ke liye Forex best hai

                    G han forexx tradingg busnisesss sub kyy liyee bestt hai studentt kyyy liyee zaidaa besttt hai forex tradingg mind learningg busnisess hai student kaa mindd thkk.hotaa haii wo jldi forex kyy rulesa regulationn ho smjhh karr jldii kamyabbb ho sktaaa hai student ko must forex join karnaa chiyee..
                    • #11 Collapse

                      Re: Students ke liye Forex best hai

                      Student kay liye forex kay faiday b hain aur kafi saray nuqsanat b hai .students forex say pocket money earn kar sakty hain. students ko forex trading ka aik nuqsan yeh ho jata ha ke forex ke learning kay liye bohot he ziada time lagana parhta hai . aur ager students forex ke learning ko time dain tu phir inko lazmi toor per apni study mai masla ho sakta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Students ke liye Forex best hai

                        students ka mind abi kacha hota hai agr wo kahi lalach me na par jaye forex trading me paisa bohat hai lakin students ke liye ya business acha nahi hai pahle study complete kare us ke bad is business ko start kar isi me faida hai agr hum students ko yahi mashwara de tu acha hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Students ke liye Forex best hai

                          G haan brother aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading student k laya aak best bussniss hay student life main sab sa bari finicial problem hoti hay student lufe main pasay nahi hotay hain instaforex fouram per hum bagher investment k pak fouram sa hasil bounas sa trade kar k bhot zayada earning kar saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Students ke liye Forex best hai

                            best h mgr student kpo use krna chahye klekin apni taleem mokamal krne k bad agr wo dekhte hain k hamari is se taleem motasir nai hoti to phr student forex ko ussee krien mgr phr bhe is ko thora tim dein zyada tim apni taleem p twajo krien bad mein phr forex ko tim d k sekh lein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Students ke liye Forex best hai

                              Student kelye forex aik behtareen buisness hai wo apnai study ko jari rakay Kar iss ko Kar saktay hai aur ache tariqay say issko seek be saktay Hain iss leye Jo student willing hai aur issko karna chahtay Hain in forex trading karni chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X