yahan nakami kis k nasseb ma ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2986 Collapse

    agar hum apny naseeb par depend karen gay to hum market main acha earn nahi kar sakty so humay chahiey keh forex trading main luck par depend na kare humay khud ki mehant par depend karna chahiey tab he hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2987 Collapse

      Nakam ap tb hoty hy jb apko khud py yaqeen na ho jb ap k khwab nehi hogy tb tk ap kuch nai ker sakty kamyab hony k liye khud me yaqeen or manzil ka pta hona chahiye
      • #2988 Collapse

        mere hisab se yaha wo banda nakam hai jise forex ke bare mai kuch be nahe pata or phir be trading karna start kar de.demo account par work kar ke knowledge le kar experience hasil hota hai phir ap hard working karen kabi be nakam nahe honge
        • #2989 Collapse

          janab nakami sab k lye to nhi hoti jo log forex trading men bahut mehnat katy hain wo hamesha kameyab bantty hain aur jo log forex trading men to ajaty hain but wo forex ko ruls ko acept nhi karty hain apni marzi karty hain aur na forex k bare men zeada malomat lety hain to aesay shaks hi forex men nakami hasel karty hain
          • #2990 Collapse

            Dear sir, Jo bina kuch jany bina kuch sekhy kam krta hai to Forex m wo nakam hota hai wo koi faida nhi hasil kr skta us ko sab sy pehly ye jan na zarori hai k Forex cheez kya hai is k About sab jan kr or is ka istamal wgera sab jan ny k bad wo Kuch faida utha sakta hai warna wo nakami ka samna hi kary ga
            • #2991 Collapse

              bhai mujy lgta hai yhan pr woh he na kam hoty hain jo over conference hoty hain or jo kam time man zuada earning krna chahty hain woh is man loss he krty hain
               
              • #2992 Collapse

                Forex trading mai jo log mahnat say kam karty han woh he iss mai kamyabi b hasil karty hain . jo log forex trading mai mehnat nai karty hain aur hamesha short cut aur rato raat ameer honay ke chakar mai forex trading start karty hain nakami in kay naseeb mai hoti hai .
                   
                • #2993 Collapse

                  Forex trading a business Mein Woh a traders Mein Kaam Hote Hain Jo traders Forex trading co sikhe Bana Hai Isme profit banane ki koshish Karte Hain
                  • #2994 Collapse

                    Forex trading business mein wo log hi nakaam hoty han jo forex trading business mein mehnat aur hardwork nhi kartay aur forex trading ki learning knewledge aur experience k baghair hi trading kartay han aur jab loss ho jata hy tu forex trading business ko acha nhi kehty forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k forex trading business ki learning hasil kar k ap forex trading mein kaamyaab trader ban saktay han
                    • #2995 Collapse

                      Start main tu har kisi ko nakami ka maza chakhna parta hai lekin jaisay jaisay experience barhta jata hai nakamiuoon ki tadad kam hoti jati hai aur aik waqt ata hai ke losses kam aut profit ziada ho jatay hain. Phir ap aik kamiyab trader ban jatay hain.
                      • #2996 Collapse

                        Forex trading k karobar main nakami un logo ko hoti hy jo bahut ziada jladi main ameer hony ka sochty hain aur bina ilm k aur tajerba k forex trading main trading shuru kr lety hain aur hr waqy trade lagany main koi annaulsis k bina trading krty hain.hamain in bimarion sy bachna ho ga
                        • #2997 Collapse

                          Forex me nakami ki bhi kuch conditions hoti hn jo trader greed krty hn, risk to reward ko follow nh krty, money management ko follow nh krty wo hamesha loss krty hn aur nakami ka bayes bnty hn..
                          • #2998 Collapse

                            agar hum forex trading main theak say mehnat nahi karen gay to es waja say humay market main bohat ziada loss ka samna karna parta hay so humay chahiey keh esko theak say learn karen kyun keh learn kar kay esko run karnay main he faida hota hay
                            • #2999 Collapse

                              agar humay market main loss huwa hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiey kyun keh pareshan ho kar market main theak say earning nahi ho sakti aur humay apni galtio say sabaq seekhna chahiey aur trading ko mazeed achy tariqay say karna chahiye humay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3000 Collapse

                                Jo log forex trading ko seekhtey nahi hen r shoq k tour pey bohat jaldi se iss mein enter hotey nakami unka e muqadar banti hai inhey kabhi kamyabhi nahi milti r jo log mehnat se kartey hen experience k sath wo kabhi loss mein nahi jatey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X