yahan nakami kis k nasseb ma ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2731 Collapse

    frineds yahan nakami ki ak waja greedy, hy aur dosri knowledge ki kami hy ,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2732 Collapse

      Aslam o alikum janab mere khayal me forex trading me wo loog nakam hote hain jo iss ko without iss ke knowledge aur experience ke iss me trading start kar dete hain ye jo iss me greed karte hain
      • #2733 Collapse

        Dear friends trading zaruri nahi keh sirf ap ko loss hi ho bulkeh yeh ap key decision pey depend karta hay keh ap trading ko kis had tak jantay ho . Agar ap trading shi karo to ap ko profit or agar nahi to loss yeh to chalta rehta hay .
        • #2734 Collapse

          yahan of the pakistan forex forum trading of the paksitan forex forum trading of the pakistan forex froum trading
          • #2735 Collapse

            in forex trading business there has no little scope for mistake. because for any mistake it cause a huge loss in trading. so we should be careful enough at the time of trading.
            • #2736 Collapse

              Nakami her us admi k liay hae k jis ko Allah Pak hi nakam karna chahy aur us kiay bhi hae k jo forex trading ko simple business samajh le kiunk forex trading koi simple business nahee hae.
              • #2737 Collapse

                Dear aap agar nakaam hoty hain Forex mein to uski wajuhat ye ho sakti hain, ya to aapky paas knowledge nahi hoga, ya to experience nahi hoga. Esky elawa emotions aur greed bhi aapki nakaami ka sabab ban sakti hain.
                • #2738 Collapse

                  forex trading mein aksar to woh log nakam hote hein jo forex trading ko easy business samajh lete hein kiunk mera khial hae k actually to forex trading aik bahot hi mushkil business hae......
                  • #2739 Collapse

                    forex trading mai wo tamam traders fail hotay hai jo forex ko proper say seekhtay nahi hai aur sirf forex main buy ya sell ka shouq rekhtay hai aur is ko seekhay beghair market main touqay lagatay rehtay hai ager forex ko seekh ker aur samjh ker is main trading ki jay tou forex main zaroor kamyab ho jay gay.
                    • #2740 Collapse

                      asslam o alikum my all friend g han bro yehan nakami os ko nasib ha jo trading ka duran lalach karta ha or phir bhoat bari trade karta ha tab os ko loss hota ha wo os ki nakami ki bari waja hota ha
                      • #2741 Collapse

                        Jo trader mehnat nahi kary ga wo forex trading main kamyab nahi ho saky ga so humay chahiey keh forex trading ko theak say learn karnay kay baad run karen tabhi esmain kamyabi hasil hoti hay
                        • #2742 Collapse

                          forex me wohi log nakam hote hen jo is me without knowledge or experience ke enter hote hen or phir unhe is forum par nakami dekhne ko milti he or wo kabhi bhi is me successful nahin ho sakte hen
                          • #2743 Collapse

                            yaha nakami sirf us ko milte jo yaha pe kam ko nahi saikhte warna is kam me jo be ae wo kabi loss me nahi jata bul k is me profit le kar jata hi kue is kam me hay he profit aur ye aik bohat ziada lalich se karna wala kam nahe
                            • #2744 Collapse

                              Dear is business me hm nakam tb hi hoty hain jb hm is business me lalach se kam karty hain isi lie hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen agr hm is business me loss se bachna chahty hain tu or is business me hmen agr achi earning krni hatu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2745 Collapse

                                Nakami humay trading main tab he hoti hay jab hum forex trading ko theak say learn nahi kar rahy hotay aur sahi say time nahi dai rahay hoty so humay chahiey keh trading ko theak say learn kea jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X