yahan nakami kis k nasseb ma ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2491 Collapse

    yahan me nakami us badnasseb trader ki liye hoti hy jo k apna kaam theek s e nhi ker pata hay aur wo greedy he reht ahy aur apan kaam ko seriousley nhi leta hy so usko kafi kaam akerna chaye hy,.,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2492 Collapse

      yaha per nakaami us k naseeb mein hain jo practice nahi karta or trend follow nahi karta q k jis ko market k bare mein kuch pata na ho wo acha trader nahi ban sakta ho nakaam rehta hai.
      • #2493 Collapse

        yahan us bande k liye nakami hain jo sanjhta hain k hum rato rat ameer ho jye ge es k liye insan k pass knewledge ka hona boht zarori hota hain
         
        • #2494 Collapse

          es business main nakam wo hota hain jiis k pass knewledge nahi hota hian or jub wo es main greed karta hain to us ko loss uthna parta hain
           
          • #2495 Collapse

            It is true that so many people trade forex without proper learning and that is why the rate of people losing in forex trading is very high although it is very hard to find a trader who has not loss in forex before but with proper knowledge we can work hard to improve our knowledge
             
            • #2496 Collapse

              forex k kaam me nakami us bandy k naseeb me he jo mehnat na kerta ho and jo bina experience and practice k forex ker k achi income hasil kerna chahata ho to us ko nakami ka samna kerna par sakta he
              • #2497 Collapse

                salam i prey for all g bahi yahan forex me nakmi kayi tahreh ki hoti hoti hy.aik wo jo demo acount per achi tahreh se pritic nahi kerty .ya un k pas tajreba nahi hota ya wo zaida k chaker me lalchi ban jaty hane hame nakmi se bachny k ley demo account per kam ker k tajaraba hasal kerna chay Good bless you
                • #2498 Collapse

                  is k bary main to mujhy nahi hay sahi trha sya pata nab...or nakami ka khuch nahi kaha ja skat ahay jis ko loss hona hay us ko ho k hio rehna hay
                   
                  • #2499 Collapse

                    dear brother.........yeh baat bilkul thek hai k forex trading business may bukhat saary log kamyaab b hoty hai aur nakaam b bukhat saary hoty hai .....lekin humy mehnat zayda kerni chahiye.
                    • #2500 Collapse

                      meray bhai forex mai wohi success hotay hain jo hard working and learning nai kartay hain kyu k forex mai success honay k leyah hard working and learning bohat he important hai.
                       
                      • #2501 Collapse

                        nakami os insan ko hoti hy jis my os cheez ko pana ki lagan na ho .forex my nakami ka shikar wo hota hy jo greedy krta hy ya wo jo demo trading ya is ky bara my knowledge ya practise kia bagar direct current account my kam krna start kr data hy or wo inaasam noksan ka shikar ho jata hy.
                        • #2502 Collapse

                          bhai good question kia hai ap ne bhai forex main wo log nakam hai jo forex ko bgair sikhy kartay hain jo kay demo pe practice ni kartay aur bgair smjhay wo investmnet krtay hian jinhen unhen loss ka samna krnaa parta hai this is wrong way for those people , phlee forex ko achi trha sikhna chaiye ,
                          • #2503 Collapse

                            nakami us ko hasil hoti hay jis kay pass forex trading kay bary mai porper knowledge nai hay or na hi trading kay bary main us ko koi practice hay is liye trading main wo trader kabi successfull nai hota hai usy hmysha loss hi hasil hota hay
                            • #2504 Collapse

                              maray khiyal ma forex business ma woh log kamiyab hoty hain jo tuka tradinng karty hain zeyada lalach kary hain aur bagir kisi plannig aur stratigy k tradinng karty hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2505 Collapse

                                forex me woh log nakaam hote hain jinhain forex puri tarah samjh hi nahi aaya hota or is me investment kar k beth jate hai, mehnat jinhain achi nahi lagti, ziada kamane ki lalach hoti hai, sabar zara b nahi hota, mustakil mizaji se kam nahi karte, or samjhte hun k forex un ki marzi se chalega, or jo forex ko samjh kar us ki marzi se chalte hain wohi kamyab hote hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X