yahan nakami kis k nasseb ma ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2926 Collapse

    Dear brother forex trading mein nakami un logon ke naseeb mein hai Jo trading mein mein risk nhi lety aur dosry logon komfollow krty hain un log ko loss zaida hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2927 Collapse

      Asslam o alaikum bhai jan mare khayal khayal se nakami usi sakhs k naseeb me hoti hy jo bht ziada lalach krta hy na to wo practice krta hy na mehnat krta hy na knowledge hasil krta hy na experience hasil krta hy bus lalach ki waja direct investment krta reht hy mare khayal se usi shaks k naseeb me nakami hy
      • #2928 Collapse

        Hi to all, idhar naakami us ko hotti ha go treading ko ahee se nei understand r Demo accounts pe kaam nei krta Demo accounts sey darust treading kaa tajruba hotaa hai agr Demo accounts ko theik sey samajh jaey to kabi naakami nei hotti.
        • #2929 Collapse

          Bhi main smajta hon to hm ksi ko nekamaa na he kaheen tao behtir hogaa lykin woh go bechaere loss krty hain or benaa education keh bghair tradings karte hein aor benaa sochi samjhi or benaa reading kee trading karte hein unkaa shaomar he nekaemon mein ataa ha, lose to dekhin reading keh saath chlni waley be kerty han but unn ky bnesbt kaam lose karte hein.
          • #2930 Collapse

            Nakami lalach aur emotional logon ke naseeb main hoti hai jo bahut ziyada lalach kerte hain doosra lot size barha kar raaton raat ameer ban janay ka khuwab daikhte hain jab k forex inn logon ke leye hargiz nhi balkay strict hai aur may be start main wo profit gain ker lain but apni na samjhi aur lalach ki waja se loss must hoga unka
            • #2931 Collapse

              Forex main nakam wohe log hote hain jo is main mehnat ni karte hqi jo ye chate hain k wo ek he din main ameer van jayw wo log forex main nakam hote hain aur bht bure tarah nakam hote hain so is lie mehnat karo ap kamyab ho jao gay khudi
              • #2932 Collapse

                bhae Forex me wohi naqaam hotaa hai, go iss main laalchi hotaa r aapne jazbaat ko sambhalna mei nahi rhkti hein iss ley hme es mei lalchee nahi honaa hcee mere nazdeek.
                • #2933 Collapse

                  idher failure uski nasieb main ha, go iss karobar ko seekheey bagheir idher agayaa ha, aur Forex tardeng karaa ha, uskao hi idher per loss haoga aor go train hokaer ataa ha, wo idhar la mehdood kama letaa ha, araeam sy.
                  • #2934 Collapse

                    bahe menn aap ky question ko darust sy smj tuo nahe payaa aap agr tradings menn nekaeme ke baat krin tuo meree nazir menn woh sb sy ziada nakaeme trader hain go benaa Demo benaa info keh bagheir market ko read kee trading karte hein wohee nakmi han esa krnee sey aisi trader lose ky sewaa koch nahin kerti.
                    • #2935 Collapse

                      idhr failure unn ky nasieb maen hei go iss ky baraey maen bilkaol nahi jantaey aor iss ko mazaek soch ker kartaey haen Forex pr kaam koe mazaek nahi app es maen cruncis pr kaam karaeyn bakee app idir udir has kr golgd sey dor rahaeyn.
                      • #2936 Collapse

                        ji nakaam huna aam insaano ka kaam huta hai hardworkers ka nhi iss liye hume khiyaal se kaam krna chahiye aur dekh kr hume kaam krna hu ga jo k sahi hai aur iss k liye hume himat se kaam krna chahiye
                        • #2937 Collapse

                          Yahan nakami.un logo ko mikti hai.ek tu jo jaldbaz hain dosfa jo zara profit kia hoa lalach mainthora b ganwa bethte hai. Uar woh log jo iss se earning tu chabate hain leken leken wob iss main kamyab jab tak nahi ho sakte iss ko mukamal sekh na lain ap iss kam ko sekh k karen
                           
                          • #2938 Collapse

                            Forex mein 90%+ log nakam hotay hain and nakami ki sab se bari waja lalach ha. Log is baat ko realize nahi kartay kay forex trading mein profit kamana aik long term kam ha lekin wo jald jaldi profit kamany kay chakar mein apna qemti sarmaya kho detay hain. Forex mein agar kamyab hona ha to is baat ko zehen nasheen kar lena chahiye kay ye business short term hargiz nahi ha, aj profit ha to kal loss hoga, apnay losses ko profit se kam rakhain, yahi kamyabi ha.
                            • #2939 Collapse

                              Us k naseeb main jo iss main b thori c mehnat kar k kama nahi sakt woh zindgi main kahen b lamyab nahi ho sakta hai iss main kamybi un ko nahi hasil ho sakti jo k lalach karte hain jin ko iss main rato raat ameer hone ka lalach hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2940 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                                Forex mein 90%+ log nakam hotay hain and nakami ki sab se bari waja lalach ha. Log is baat ko realize nahi kartay kay forex trading mein profit kamana aik long term kam ha lekin wo jald jaldi profit kamany kay chakar mein apna qemti sarmaya kho detay hain. Forex mein agar kamyab hona ha to is baat ko zehen nasheen kar lena chahiye kay ye business short term hargiz nahi ha, aj profit ha to kal loss hoga, apnay losses ko profit se kam rakhain, yahi kamyabi ha.
                                ge bhai aise bat nhe he keh 90%+ log nakam hote hien agr aisa hota to forex ka business aj nhe hota forex trading mein boht he km log nakam hote hein aur woh log hote hien jo apne business mein experience se kam nhe krte hien aur apne business mein juwa ke trah kam krte hien woh he loss krte hien
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X