Complacence between Silver & Oil ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complacence between Silver & Oil ?
    Agr hm Oil or Silver ki movement ka deep trikay se analysis kren to hmen ehsas hota ha k ye dono metals Gold se boht different hain. Gold ki price movement boht volatile hoti hai mag oil or silver me market itne fast nei hoti hen. lekin jb koi event ho oil boht move kra hai. is lye hm oil or silver me aik time me trading kr skty hen. ap ka kia khyal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

    Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki Forex Mein risk kaam se kaam Le Ja business hai to Ek risky business par Ke Bhi Hamesha hi ke Ham is mere se kam se kam Mein Jitna risk is Mein Kaam Lenge utna hi Hamare liye fayda Hoga is wajah se hamein chahiye ke hum Apne risk ko manage Karen Agar Hum Apne risk ko manage Karke Chale Ayenge To Ham is business se bahut jyada fayda Utha sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

      G han dear ap nyyy bilkull.thkk kaha hai gold par movementt zaidaa fast hotiii hai smjhhh ni atii meny ek martbaa gold par trading ki theii account washh ho.giaa thaa ouss kyy badd menyy gold par tradinggg ni kii abb oil par kartaaa huo jb bi trading kartaa huo oil par kartaa huo iss main movemntt thk hoti hai..
      • #4 Collapse

        Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

        b bhai jan apny thk kha hai k ye do paitr jo ap khy rhen markete men bhot he ehm hain aor gaer ham in do pair per trading kerty hain to uin ka sporeads bhot hai aor inki moving bhi fast hai aor ager ham ink acha analysis kren gy to ham is sy acha profit bna sakty hain.isliye hamen chye k ham in pair k chart ki bary men knowledge bhi hasil kren.
        • #5 Collapse

          Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

          Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein silver aur oil ki market mein bahut zayada farq hai gold kay sath gold ki market mein bahut zayada value hai aur world mein jitni gold ki value hai itni silver aur oil ki bhi nahin hai aur gold ki market bahut jaldi up aur down hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul sahi Sahi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sabse jyada pair gold Hai Kyon Ki gold ki bahut jyada Mein mat hoti hai gold 1 minute mein Hamein Jyada profit De sakta hai aur Jyada loss bhi De sakta hai gold bahut jyada Hasi Hai Hamein gold par bahut ehtyaat se kam karna chahiye PhIR Kya Kar Hum gold mein Kamyab Honge Kyunki Agar Hum is main market ko achi Tarah Se Soch Samajh Kar trading Karenge to the ham isme bahut jyada profit Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main sab say zayada fast movement gold ki hoti hay us k bad crude oil aur silver bi kafi had tak tez movement show kartay hain but un ki movement sirf news anay par hi fast hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

                Forex ke work se lifetime attach Rahi Jab Tak Ye business Chal Raha Hai Hamein is attached Rehana chahiye aur is se fayda Hasil karna chahie Aur Is Se fayda Hum ISI Surat Mein kar sakte hain Jab Ham hard working Karenge is Mein struggle Karenge aur is chij Sega brain game Nahin is business Mein mahanati log hi Kamyab Hain Kyunki Yaha business bahut mehnat mangta hai ismein jo mehnat Kar Gaya Hua Kamyab Ho Gaya
                • #9 Collapse

                  Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

                  Gee haan bhqi aap ki baat bhi theek hai lakin mere khayql mein tou forex mein her metal aur her currency ki apni hi aehmiat hoti hai agar aap forex mein kisi bhi metql per mehnat kertay hain tou aap oo uss sae acha profit milta nai chahyea woh silverho gold ho ya CL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Complacence between Silver &amp; Oil ?

                    oil tazz move karte hain or silver slow move karta hain hamy in mai apny experience ky mutabik kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X