*Slow and steady wins the race*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    her kam ko ahista ahista he karna chahye is tarha say he her kam ko kya ja sakta hai aur hume chahey k is kam ko he her cheez ko samjha ja sake us k bad he her kam kya j sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading main slow start kar kay he trading main ham consistent profit hasil kar saktay hain trading main achi earning kay lye hamen risk nai layna cahhye forex trading main jo trader jo kay trading main risk lay tay hain aur shortcut kay chakar main par jatay hain wo trading main loss kay ilawa ilawa kuch hasil nai kar patay hain trading main slow earning better hai
      • #18 Collapse

        i am agree to you agar aap aik month main 3 analysis kar lairay ho to aap ko rest ki zaroorat hai aap ko ziada agreed nai hona chahaiyre is liay forex main hamesha easay ho kar trade karna chahiye
        • #19 Collapse

          g han hamare liye ye sab sy zarori bat hai k ham jald bazi k sath kam na karen balkay hum sabar aur tahamal k sath kam karen to phir humen bohat acha faida hasel ho sake ga
          • #20 Collapse

            Friends trading main kamyabi kayleya ap ko is main thora thora profit he lana ho ga or zayada profit key lalach nhe karney ho gey is leya kay is key wajha sayhe ham trading main apna loss kartay hain .
            • #21 Collapse

              g han ye to ap ny bohut achi bat ki hy is mein mein bhi ap k sath agree karta hun is mein jo log kam kam profit ley kar hi trading karty hen woh i smein aik din bohut pesa earn karty hen lekin jo jaldi karta hy us ko kuch nahi milta.
              • #22 Collapse

                jaha ta ye proverb hain mry khayal say agrr app forex may susti dikay ga aur learning nahi kary gay tu forex may apka agy jana mushkil hain
                • #23 Collapse

                  yes aisa hi ha keh jab tk ham apni trading main slow slow work na krain gy aor jld kam krain gy to koi faida market sy na ho skta ha aor loss ka chance bht hota ha to aisa kabhi na kia kran aor sahih kam kia krain
                  • #24 Collapse

                    ha sahe kaha yar ap ne yaha pe ap ne slow profit se agaaz karna hai aur slow profit he kamana hai tu he ap ko acha profit melay ga yani slow chalo tu he ap yaha pe kamyab ho gay ye ak achio trading ho ge
                    • #25 Collapse

                      yes you r right that slow and steady wins the race yhn pr greed hamesha nuksan daiti hai toh poray month thora thora profit agr earn kr liya jaye baghir lalch main pry toh thora thora b mil k acha khasa ban jata hai profit.
                      • #26 Collapse

                        slow and steady win race g han bilkul ye bat theek hai ham agar forex trading me apna daily ka target rakh len to behter hai qatra qatra darya banta hai hamry baz dost buhat zayada k chakkar me kafi loss kar bethty hai aur fer pachtawa he hota hai
                        • #27 Collapse

                          gee han bhai hame kisi kam main jald bazi nahi karni chahie balke hame aaram se kamm karna chhaie or hame experience ke ath kam karna chahie
                          • #28 Collapse

                            g han forex ka business aisa business h k jo koi b is kam ye rabit ki tarha jaldi kry ga wo kbi b kamyab ni ho paye ga agr kse ne b is business me kamyab hona h to phr usy chaiye k wo aram aram se chaly or sath sath learn b krta raky ho business b
                            • #29 Collapse

                              i observed that greed and un patiently habit is too much bad for trading .. take your decision with carefully no need to make hurry .. slow and steady than win the race it is the success point for the every one
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                gee han bhai jo log aramm aram se kam karte hain wolog forex trading main success ko hasil karte hain or baki sare peeche reh jate hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X