Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai
    Dear friends ager apko daily 10 dollor bhi profit hota hai to aoky liye ye behter hain apko chiye kay thorye per he shuker kary ager ap ziyada profit kay chaker main per jiyn gue to is kay liye kaafi ziyada wait bhi karna perta hai or ye kaafi mushkil kaam hai so thora profit layn or side per ho jiyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men hamen ziyada profit ka lalach nhi karna chahiay balkay kam profit pe bhi khud ko satisfied karna chahiay aur daily ka target rakhna chahiay aur jitna profit bhi milay foran withdraw kar lena chahiay aur koshish karen k daily 10 se 15 dollars tak ka target rakhen mera khayal yeh achi average bhi hey aur safe trading bhi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

      traders jab bohot he bara target set kar kay trading karna chatay hain aur forex market mai apny capital ko consider kiye baghir he bohot bara profit earn karna chahty hain tu iss strategy mai aksar time b waste ho jata ha aur profit b itna nai hota hai . iss liye thora thora profit behtar rehta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

        Dear agr aap daily 10$ profit hasil kr lety hein tu yeh apki kamyabi hai aur aap jb ziada profit ka lalach krty hein tu meny aksar traders ko dekha hai jin k account wash ho gaye agr woh thory profit pe trading krty rhein tu unka experience increase hota hai aur market mein long time trading bhi krty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein ziyada profit hasil karne k liye lalach nahi karni chahiye our forex main aksar log ziyada profit hasil karne k liye ziyada lot size use karte han our loss main a jate han jis se ap ka account bhi wash ho sakta hai to loss se bachna bhi forex main bahut zarori hai is liye forex trading main small lot size use kar k thode thode profit se ap daily base par acha profit hasil kar sakte han
          • #6 Collapse

            Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
            Dear friends ager apko daily 10 dollor bhi profit hota hai to aoky liye ye behter hain apko chiye kay thorye per he shuker kary ager ap ziyada profit kay chaker main per jiyn gue to is kay liye kaafi ziyada wait bhi karna perta hai or ye kaafi mushkil kaam hai so thora profit layn or side per ho jiyn
            Yes sir agr hm thory pr khush rahen gy to loss k imkanat b mehdod ho jaen gy. Q k hmen ye ni pta hota k next time market ki movement kia ho skti hen. is ley agr hm apna profit save kr ln to loss se mehfoz ho jaty hen or next time phr profit bnany k lye planning kr skty hen. is trhan hm greed k chkron me b ni aty. "Small profit is better than Big Loss".
            • #7 Collapse

              Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

              is main hamre paas eik target set hona chaiye ur hume os k mutabiq is main kam krein gey tu asani se hum kameyab ho sakte hein target esa set krna chaiye jise hum asani se pora kr sakey ur hamre target se hum nuqsan na ho
              • #8 Collapse

                Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                Dear friends ager apko daily 10 dollor bhi profit hota hai to aoky liye ye behter hain apko chiye kay thorye per he shuker kary ager ap ziyada profit kay chaker main per jiyn gue to is kay liye kaafi ziyada wait bhi karna perta hai or ye kaafi mushkil kaam hai so thora profit layn or side per ho jiyn
                Salaam Alaikum ji bilkul theek Kaha Aapne a thoda profit Jyada beta hai Kyon Ki Jyada profit ke lalach mein hum bahut Sapna time bhi apna profit bhi nuksan kar Baithe Hain lalach waki Mein Hi Buri Bala Hai Itni mehnat Se Hum Apna profit on Karte Hain Kitni Mushkil se urwa Minto Mein Saiya ho jata hai Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                  trading men hamen ziyada profit ka lalach nhi karna chahiay balkay kam profit pe bhi khud ko satisfied karna chahiay aur daily ka target rakhna chahiay aur jitna profit bhi milay foran withdraw kar lena chahiay aur koshish karen k daily 10 se 15 dollars tak ka target rakhen mera khayal yeh yeh apki kamyabi hai aur aap jb ziada profit ka lalach krty hein tu meny aksar traders ko dekha hai jin k account wash ho gaye agr woh thory profit pe trading krty rhein tu unka experience increase hota hai aur market mein long time
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                    Forex Main Agar ThoRaa PrOfit Bho Daily Earn KaR Liyaa jaaey To Kaafi Avhi inComE HaasiL Ki Jaaa Sakyi Hai isliye HumEn KoShiSh KaRni Chaahiye k daily chaahay ThoRaa bhi ProFit Ho Rahaa Ho Trade Ko CloSe kaR DeN Q k Agr Hum Laalach Main Par JaaEn gy Or Trade CloSe Nahi KaRen Gy To Hamaari ProFit Wali Trades Bhi Loss Main Chali JaaTi hain....
                    • #11 Collapse

                      Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hay iss liay aap ko chahay ky daily ky daily profit hasail kerty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                        Dear friends ager apko daily 10 dollor bhi profit hota hai to aoky liye ye behter hain apko chiye kay thorye per he shuker kary ager ap ziyada profit kay chaker main per jiyn gue to is kay liye kaafi ziyada wait bhi karna perta hai or ye kaafi mushkil kaam hai so thora profit layn or side per ho jiyn
                        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek hai ki agar Hame daily base par $10 profit Hasil ho jata hai to Hamein Jyada ki Lalaji mai apna pura capital risk mein nahi Lena chahi Kyunki bahut duffer aisa hota hai ki aap ko 10 se 15 Dollar profit ho raha hota hai lekin aap Jyada ka Soch kar Apne is profit ko loss Mein change kar lete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                          Jee bilkul Agar Hum Se Zyada profit ki lalach Karenge to Periyar lalach mein aur grade mein aayega aur green Forex main aap ka nuksan hi karti hai agar aapko daily $10 bhi mil rahe hain to iska matlab hai ki aap ko 1500 PKR Mil Rahe Hain aur itne paise Pakistan mein Kafi hote hain apni daily kharcha ko pura karne ke liye Kitni amount Agar aa rahe hain Tu Mere Khayal mein bahut hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                            App ke bat belkul sahe Hain long term trading Mai target achive karnai kelye time zyada chaye hotanhai aur dosra ye ke trade kabi profit Mai Chala jata hai kabi loss Mai isslye short term trading behtar hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Daily thora profit behter hai ziyada kay chakr main kaafi time waist hota hai

                              Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga ke agar ham Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Hamen as main Mehnaat Karna Hota Hai agar ham as main Mehnaat Nhi Karen ge to ham Phr pak Forex main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Forex main Mehnaat Nhi Karen ge Mehnaat lazmi Karna Chahiye agar Aap as main Kamyab Hona Chahty Hain Tou agar Kamyabi Chahiye to Aapko as main Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar Aap as main Kamyab Honge agar Mehnaat Nhi Karo ge to Aap as main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X