forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga
    Bahot say trader forex trading main thora over react karty hin jis ki waja say unhyn kaafi loss ka bhi samna karna perta hai apko chiye kay trading main kabhi bhi ziyada over mat hon apko chiye kay humesha purskon ho kar trading karyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

    dear is main hume sabro tamal se kam krna hota ha hume is main wait krna chaiye jab hamra target pora ho jata ha tu ext trade set krne k liye hume new knowledge and experince ki zahrorat hoti hai is main hume soch samj kr kam krna chaiye ye important ha
    • #3 Collapse

      Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

      forex trading me confidence hona zarori hai agr humare pass confidence nahi ho ga tu hum achi trade nahi open kar sake gy balke sochte hi rah jye gy lakin aisa b na ho ke hamri aik do trades profit me kya nikal gi hum over confidence me chale jaye is ka b hume nuqsan ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

        hmay kis ko bhi is my over counfidanace nai krna chiaay ka agr ham ny krn ah\ bhi hy to hamay lenr krna chayya ove rkrna chaiiya pr over counfidanace haay ly k dub jata hy hamay over counfidanace k satah hamaya kam naia krna chaiyay is my
        • #5 Collapse

          Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

          Overconfidence waqai kbi kbi ap ko le dobta hy.ap over confident tb he hte hyn jb ap ko lg raha hta hy k ap sb seekh chuke hyn or ap k pas kafi experience aa chuka hy.jb k Forex Trading mn ae din new trendz chul rahe hte hyn jis ki wja se ap ka experience b kabi kam nai ata.
          So be patient nd follow the trendz.
          • #6 Collapse

            Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein over confidence nahi hona chahiye jis ki wajah se business main ap ko loss hota hai our forex main kamyabi hasil karne k liye hamein apne confidence ko maintain karna parta hai jis se forex main hum kamyab ho sakte han our acha profit hasil kar sakte han
            • #7 Collapse

              Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

              FoRex Main overconfiDeNce Kaafi Nuqsaan Kaa baais Bn Saktaa Hai isliYe HumEn KoShish Karni Chaahiye k OverconfiDeNce Ki Bajaaey MeHnat KaR k Or MaRket ko Achi Tarhaa AnaliZe KaRnay k Baad Hii Trade Lagaaen Q k Agar OVerConfiDdnt Ho Kar TradiNg Ki Jaaey To achay Analysis Nahi HoSaktay Jin ki Wajaa se Kaafi nuasaan Kaa Saamna kaRna Par Saktaa Hai....
              • #8 Collapse

                Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                ji bhi main apki bat sa agree hun ka hama forex trading ka business main kabhi bhi over confidance nahi hona chiya ham over confidance main apna maksad bhoil jatya hain or kam sa dhyan hat jat aha hama khud p[a ghror a jat ha ham khud ko ptra nhi kya sajhna lagta hain so hama chiya ka ham khud pa kabo kari kun ka allha pak bvhi gaharor or takabar b ko acha nhi samjhta to ham bhi es sa bachna chiuya
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                  Aapne bilkul sahi kaha hai ki Aye Hamare andar confidence Hona chahie lekin overconfidence Hamare andar Nahi Hona chahie is se Hamein nuksan Hoga Apne andar confidence Bada Kijiye confidence Ka Hona bahut hi accha hai Kisi bhi Maidan Mein Kamyab hone ke liye aapke underconfidence ka Paya Jana bahut hi zaroori hai is wajah se apne andar confidence Paida Kijiye aur aage Badhe aur apne kaam ko achi Tarah Se Karke kamyabi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                    Dear friend ap ki bat sahi hai forex hu ya kui bhi Field over confidant huna nuksan hi deta hai specially forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap ager hardworking person who too aap ko aapny confidence ko control kerna ho ga forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan data hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                        Thek kaha forex me over confident bilkul nahi hona chahiye over confidence aik aisi cheez ha jis se apko loss hota ha over confident log bohat sare mistakes kar dete ha over confident hone se jald bazi bhi ho jaty ha jis ki wajah se hame loss hota ha is liye confident hona achy baat ha lekin over confident ho kar kabhi work na kare mehnat kare aur khud par confidence rakhy success zaroor mily ga
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                          Aapne bilkul sahi kaha hai ki Hamein our confidence Nahi Hona chahie overconfidence Hamare andar nahi paya Jana Chahiye is se Hamein nuksan Hoga Har EK chij Apne Dar hi main acchi lagti hai agar koi chij apni limit ko cross Karti Hai To usse Hamein nuksan hota hai is wajah se limit ko cross na Karen balke limit hi mere hi aapne Sahi Kaha Katra Katra Karke Dariya banta hai mehnat Karen aur kamyabi Hasil karen
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                            Forex trading me kabhi bhi overconfidence nahi hona chahiye or apne confidence ko kabhi bhi loose nahi kerna chahiye hamesha trading kerte waqt na hi tension leni chahiye or na hi emotional hona chahiye ye cheezen trading me hamesha loss hi kerwati he is liye in cheezon se muhtat rehna chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main kabhi bhi overconfidence mat dekhyn ye nuqsan dy ga

                              Dear member aapne bilkul right Kahan Hai Hamein trading karte hue kabhi bhi overconfidence kab Jara nahin karna chahie Kyunki agar aap overconfidence ho jaaoge to is se aap kabhi bhi accha profit Hasil nahin kar paoge balke aapka Har trade wrong decision Mein Jayega aur aap ko Los hoyega jisse aap Majid loss Mein Chale Aaoge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X