Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?
    Dear brother Mera sawal ye hai k hum trades laga k us ka sl aur tp rakh detay Hain ab dobara dekhnay par pata chakta hai k anaylsis kuch aur keh rahay Hain is soorat main Kia Kya ja saktay hai Kia humain trad ko modified karna ho ga ya trade he khatam kar Deni chahiay aur new anaylsis k mutabiq lagani chahiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

    Bahi bat ya hai ka ap pahla hi sahi analysis karian agr ap bar bar analysis karian gain tu ap ko har time new analysis milain gain har hour ka apna analysis hota hain is lia please bar bar band na karian or ak trade open kr ka ap os pr qaim raha dear members ak hi dafa trade open karian soch samaj kr
    • #3 Collapse

      Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

      Ji haaan BiLkul Apni Trades Ko Condition k Lihaaz sE moDiFy KiYaa Jaaa Saktaa Hai or Hum Jab Chaahen tp Yaa Stop Loss Lagaa Saktay Hain Or jab ChaaheN Hataaa Saktay hain Bs HumEn KoShiSh Karni Chaahiye k Jo Bhi SteP LeN woH MaRket ko DeKhTay Huay SoCh Samajh KaR LeN Q k Agar Hum Achi Tarhaa SoCh Samjh KaR MaRket Main Kaam KaRen Gy Or trade Ko achi Tarhaa MoDify KaRen Gy To Kaamyaabi K ChanCes Bhi Zyaada hoon Gy....
      • #4 Collapse

        Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

        Forex mein jub aap nay aik martaba trade laga di tou phir aap uss mein stop loss aur take profit kay ilawah kisi cheez mein change nahin ker saktay iss lye aap nay trade laganay sae pahele market mein apnay parameters adjust kernay hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

          agr nalaysiss kr li jaye to bhi kisi ko bhi msla anai bny ga sab \ hi is my faid utahye gy achay sy por koi bhi si m nw ko bhi nai dkehta hy our na hi analsysis krty hy analaysisis s bry tradrr hi krty y our wgho kamab bhi hoty hy analsysis bhot bhot zead ahaary liya is my zarroi hy
          • #6 Collapse

            Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
            Dear brother Mera sawal ye hai k hum trades laga k us ka sl aur tp rakh detay Hain ab dobara dekhnay par pata chakta hai k anaylsis kuch aur keh rahay Hain is soorat main Kia Kya ja saktay hai Kia humain trad ko modified karna ho ga ya trade he khatam kar Deni chahiay aur new anaylsis k mutabiq lagani chahiay.
            Assalamu Alaikum agar aap ek baar apne trade par stop loss aur track profit ko laga Dete Hain Tu baad mein isko change Bhi Kiya Ja sakta hai lekin hamein chahiye ke Agar Hamein profit ho raha ho to eyes baar baar Na Jane Karen Kyunki Agar Bar Bar change Karenge to hum double mind ho jayenge aur Hamara profit loss mein tabdeel hoyega
            • #7 Collapse

              Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

              Dear brother forex trading me jab aap aik baar trade open ker lete he to us k baad aap sirf or sirf stop loss or take profit ko hi change ker sakte he us me aap lot size ko change nahi ker sakte is liye sub se pehle analysis ker k phir aik hi baar soch samjh ker trade open kerna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                Hamein apni trading ki hisab he say modify karna hai yeh bahut hi Jaroori Hai Hamein trade Lagane se pahle Apna balance dekhna chahiye aur apne balance ke hisab se Hamein trade Lagani chahi aur trade Lagate wakat Samay take profit aur stop loss ka istemal Jarur karna chahie Agar Ham in ka istemal karne lage To Yar humare liye bahut hi accha hoga iska ya fayda Hoga Ki Agar Hame profit hoga to Hua Jyada Hoga aur Agar Hame nuksan Hua to Hua kaam hoga is wajah se kaha jata hai ki In Dono ka istemal zarur Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                  Aapne bilkul sahi kaha hai ki jo is business Mein new Hai Hamein Unki help karne chahi aur Hamein trade Soch Samajh Ke Lagan chahi trade Lagane se pahle Hame Apna bonus check karna chahie ki Hamare Paas Jo bonus Reh Gaya Hai vah kithara Gaya Hai Uske hisab se Hamein trade Lagani chahiye aur trade Lagate Waqt Hamein stop loss aur take profit ka istemal Jarur karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir Hamen Chahiye ke ham as main Forex ke rules ko follow kar ke kaam Karen Agar Hum is Samay rules ke khilaf kaam Karenge to is main kabhi bhi Kamyab Nahin Honge Kamyab bhi Hamen use Waqt Milegi Jab Ham ismein Forex ke rules ko follow kar ke kaam Karenge us Waqt hamleys net profit bhi Kama Sakenge aur isme bahut jyada kamyabi bhi mil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                      Maray apny khayal kay mutabiq tu traders Apnai trades ko market condition kaay hisab c modify Kar sakty hain aur iss mai harj wali koi b baat nai ha. han yeh baat zaroor hai trading mai jo b loss aur profit ka target set karin iss ko realistic rakhin aur wohi target select karin jo achievable be hon .
                      • #12 Collapse

                        Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                        Gee nahin jub forex mein aik bar trade laga di sou laga di phir aap uss ko dobara sae change nahin ker saktay hain aap ko chahuea kay aap bhi iss kaam mehnat kerain aur jub forex mein kaam ker rahay hoon tou serious ho ker kaam kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                          hamy forex mai mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex trading students be kar sakty hain forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Apnai trades ki condition k hisab se modify Kia ja saktay hai k nahi?

                            Bilkul forex main trading kay doran jesay jesay market move kerti rehti hay aur trader ko forex main new new pattern deti rehti hay short aur long term kay liye to trader usi lehaz say apnay tamam trades ko manage ker sakt ahay. jesay ager koe rader sell trade main hay aur next koe corrective pattern ki indication hay to trader ko exit ho ker dobara enter hona chahye top say.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X