Small mistake vs big capital

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small mistake vs big capital
    Traders ko big capital be us time tak koi faida nahi de sakta hay jab tak traders khud experienced na ho aur market ko analysis karny me expert na ho, small mistake be traders key big capital ko nuksan de sakti hey, big capital ko build karny se behtar hay key small account capital ho aur magar mistakes par traders ka complete control ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small mistake vs big capital

    Yes brother forex trading mein big capital matter nai krta agr experience nai hai tu big capital bhi loss ko rok nai sakta capital ko increase krny k bajaye experience banany pe focus krna chahiye kionkeh is business mein experienced trader small account se bhi achi earning kr lety hein mtlb experience hi sb kuch hai.
    • #3 Collapse

      Re: Small mistake vs big capital

      dear friend forex trading mn trade open krnay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read krna chayay aur soch smjh kr trade lgani chayay keun apka jitna bhi bonus ho apki aik chhoti c mistake bhi apko bahot ziada loss dy skti ha
      • #4 Collapse

        Re: Small mistake vs big capital

        Choti choti me mistakes baray loss ka sab Bab banti Hain Jahan Tak koshsih ho apnay capital ki save rakho aur ghaltio se bachtay huway trading main agay jao ye choti choti ghaltuan baad main aadat ban jati Hain Jo k nuqsaan deti hain.
        • #5 Collapse

          Re: Small mistake vs big capital

          Gee haan forex mein ghalti ki koi gunjaish nahin hai lakin agar aap forex mein choti si ghalti bhi kertay hain tou uss ka humain bahut bara loss hota hai iss lye aap forex mein koi kaam bhi jaldi mein na kerain aur her kaam soch samajh ker kerain iss sae hi aap ko loss nahin ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Small mistake vs big capital

            Agr ak trader key pass zada investment hai tou wo mistake ko bhe control kr sakta hai. Likan es market mai trader ko chahey k wo apni mistake ko control krey. tk loss na ho. Mistake ak trader key lye bohat zada dangerous hai.
            • #7 Collapse

              Re: Small mistake vs big capital

              FoRex main hamaari ChoTi c Ghalti Ki WaJaaa Se Bhi Hamaara AccoUnt Wash Ho saktaa hai Chaahay hamaara capital jitnaa Bhi BaRaa Q Naa Ho Or agar Hum Apnay Account ko Wash Honay Se Bachaana Chaahtay Hain To HumEn Chaahiye k LoTt SiZe HamEsha Kam RakhEn Q k Jitnaa HaamaRa Lott SiZe Kam HoGaa UtNaa hii accoUnt Bhi SecuRe Rahay gaa....
              • #8 Collapse

                Re: Small mistake vs big capital

                forex aik acha business hai hamy isko achy tariky say karna chahyea is mein ghalti nahe honi chahyea agar hum business mein koi ghalti karen gy toh uska hamay buhat bara nuksan ho sakta hai jis say hamay apnay business mein buhat lose ho sakta hai hamay chahyea kay ham apni ghaltion say sekhen aur unhy door karny ki koshish karen aur apnay target ko complete karen aur profit hasil karen
                • #9 Collapse

                  Re: Small mistake vs big capital

                  choto si hamri galti bhi ham pr bhot hi szead ahamap rbhjari ho jati hy hamay us my loss ho ajat hay our hm aana loss cover bhi sahi traha ys phr ham nai kr sgty hy hamara lsos hamaya ly dubta hy hari cghoti si galtio i waja sy hamra bra acciunt hi ash hoa ajata h y our ham shaia pana aham kam loss krty hyy
                  • #10 Collapse

                    Re: Small mistake vs big capital

                    dear is main kameyab hone k liye hume knowledge lena parta ha trader ki is main kam se kam misatke krni chaiye small mistake hi hume zada lose deti hein hume lose se bachna zahrori hai hum is main big capital ka use bilkal be na krein ye important hai hamre liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Small mistake vs big capital

                      nai krta agr experience nai hai tu big capital bhi loss ko rok nai sakta capital ko increase krny k bajaye experience banany pe focus krna chahiye kionkeh is business mein experienced trader small account se bhi achi earning kr lety hein mtlb hai lakin agar aap forex mein choti si ghalti bhi kertay hain tou uss ka humain bahut bara loss hota hai iss lye aap forex mein koi kaam bhi jaldi mein na kerain aur her kaam soch samajh ker
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Small mistake vs big capital

                        Hame Apna Kaam Soch Samajh Ke karna hoga Hamein mistake Se Bachana Hoga Agar Hum mistakes Jyada Karenge to Fir Hum is business ko nahi kar sakte Agar mistake Ho Jati Hai To Humne apni mistakes ko note karna chahiye aur kaun se Hamein lesson Lena chahiye aur Hamein Apne mistakes ko Jahan Mein Rakhna chahiye Daal Ke Hum Apne mistakes copied na Karen Agar mistakes sy nahi sekhein gy FIR Hum is business ko nahi kar Payenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Small mistake vs big capital

                          Agar tou forex mein humaray pas capital zayada ho tou phir choti mistakes ko banda cover tou ker sakta hai lakin agar hum mistakes kerain gay tou phir yeh humari aadat ban jati hai humain chahyea kay choti sae choti ghalti bhi na kerain uss sae bhi bara nuqsaan ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X