forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..
    Forex trading mein hum apni mistake ko jyada practice ke dur kar sakte hain jis se hme kafi profit earn hoga...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

    Ager ap chaty hai kay forex trading main ap apni mistakes ko recover karna hai to apko chiye kay ap pehly demo per trade open karyn or jo log demo per apni trade say practice karty hain hai wo jald he achi trade karty hain or demo he best hai trading mistakes ko cover karny kay liye so apko chiye kay mistakes kam say kam he karyn
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

      Forex trading mein hum apni mistakes ko remove kernay kay lye bahut koshish kertay hain lakin phir bhi koi na koi mistake ker jatay hain agar hum forex mein apnay emotions ko control ker lain tou hum forex mein mistakes kernay sae bhi bach saktay hain aur phir humain loss bhi nahin ho ga
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

        pak forex trading me hum apni mistake ko is trha door kar sakhty ha kay agr hum ko jis mistake say bar bar loss hoa ho to hum agr wo mistake samjh me nhi a raha to ap apny senior say rabta kary or pak forex trading kay rules ko follow kary jis sap ap ki mistake door ho jay gai or is business par zyada say zyada search kary ap ko phr is business kay bary me boht zyda ap ky ilam me azfa ho ga jis ap phr apni mistake ko door kar sakhty ha
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

          Ji bilkul aap ne Sahi Kaha Forex trading Mein Hum Apne mistakes ko aur Jyada practice karke hi Khatam kar sakte hain aur ja practice Humko demo account par Karni hoti hai. Agar Ham Ja sochne Ke Humne real account par hi practice karni hai aur Bar Bar deposit karwake account Khatam karte rehna Hai To fir Hum Kabhi Kamyab Nahin ho sakte. Isliye demo account per trade Karen aur apni galtiyo ko demo account Mehi note Karen aur demo account par hi trade Karke in galtiyon par kabu paye.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

            Apne mistakes ko aur Jyada practice karke hi Khatam kar sakte hain aur ja practice Humko demo account par Karni hoti hai. Agar Ham Ja sochne Ke Humne real account par hi practice karni hai aur Bar Bar deposit karwake account Khatam karte rehna Hai To fir Hum Kabhi Kamyab Nahin ho sakte. Isliye demo account per trade Karen aur apni galtiyo ko demo account Mehi note Karen aur demo account par hi trade Karke in door kar sakhty ha kay agr hum ko jis mistake say bar bar loss hoa ho to hum agr wo mistake samjh me nhi a raha to ap apny senior say rabta kary or pak forex trading kay rules ko follow kary jis sap ap ki mistake door ho jay gai or is business par zyada say zyada search kary ap ko phr is business kay bary me boht zyda ap ky ilam me azfa ho ga
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

              FoRex Trading Main Agar Koi Trader Apni miStakes Ko Kam KaRnaa Chaahata Hai To usay Chaahiye k DeMo Py Practice karay Q k Jitni Zyaada DeMo Py PractiCe ki Jaaey Gii Utni Hii Achi Tarhaa MaRket Ko Bhi Samjhaaa Jaaa Sakay Gaa or ProFit Bhi Earn Kiyaa Jaa Saktaa Hai isLiYe koshiSh karni Chaahiye k DeMo Ko Zyaada SE zyaaDa timE DiYaa JaaEy....
              • #8 Collapse

                Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

                agar forex trading mein ham say koi mistake ho jati hai toh hamein usko recover karny kay leye koshish karni chahyea hammein dekhna chahyea kay hum say khan ghalti hoi hoi h aur apni us mistake ko drust karny ki koshish karny chahyea tan ka next hum say koi bhi mistake na ho aur hamy apny business mein lose ka samna na karna pary apni mistake ko drust karny kay leye hm apny seniors say bhi raye ly sakty hain tan kay woh hamy achi trah guide kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

                  Dear friend ap ka question acha hai forex trading me hum apni mistakes ko dur karny key liye sab se pehly mistake ki waja dhundny ki koshish kren jab mistake ap ko mil jae to apny pas note karlen ur again us mistake ko repeat na karen .
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

                    Forex mein humari mistakes dour ho sakti hain agar hum forex mein soch samajh ker kaam kerain gay tou agar hum forex mein koi kaam jaldi mein na kerain tou humari mistakes kafi had tak kam ho sakti hain sirf forex mein tawajuh denay ki zaroorat hai mistakes khud hi khatam ho jayain gi
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

                      forex main har members se mistakes ho jate hain magar main masla hae ke hum in mistakes ko kese khatam kar sakte hain hamen cahiye ke pehle hum apni mistakes ko note karen phir hum demo account main apni mistakes ko khatam kar sakte haim mere khayal main is se behtar or kuch nhe hae jis main hum apne mistakes ko khatam kar saken
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading me hum apni mistakes ko kaise dur kar sakte hain..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                        forex main har members se mistakes ho jate hain magar main masla hae ke hum in mistakes ko kese khatam kar sakte hain hamen cahiye ke pehle hum apni mistakes ko note karen phir hum demo account main apni mistakes ko khatam kar sakte haim mere khayal main is se behtar or kuch nhe hae jis main hum apne mistakes ko khatam kar saken
                        G ha ap ny Tk bt ki ha ky hm sb ko apni mistake ko he khtm krna Chaya to he hm is my success paty ha or to or jo be trending my masla aa raha hota ha ous ko foren Tk krna Chaya or pher he hm is my achy sy success hasil krty ha or hm jb demo ko be use krty ha to or be Jo mistake hoti ha wo sb khtm krni Chaya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X