Apne Khamiu Ko Doorr Kare
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apne Khamiu Ko Doorr Kare

    Dear friend ap ki bat se totally agree karti hun Apne Khamiu Ko Doorr Karny ki koshish kren forex trading men ham sab se kui na kui mistake hu jati hai mistakes karna ghalt nhi hai bilky apni mistakes ko repeat karna ghlti ur bewakufi hugi dear friends ap se jab bhi kui mistake hu trading men to koshish kren apni mistake ko repeat na karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apne Khamiu Ko Doorr Kare

      Dear member aapne bilkul right kahan hai hamein chahiye ki hum jo galtiyan Karte Hain Hamein use Dur karne ke liye apni weakness ko control karna chahie Aur Hum Apni weakness ko demo account par Jyada Se Jyada improved kar sakte hain aur woh galtiyan Dobara se nahi darenge jisse Hum accha profit Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Apne Khamiu Ko Doorr Kare

        g han forex trading mai aik successful trader banne ke liye apni khamion ko dur krna bohat zaruri bai kyun ke ye khamiyan hame bohat bara loss de sakti hain forex aik aesa businewss hai jis main careless or apnui khamoin ko kahtam na kerne wale traders hamesha unsuccessful hi rahen is liye hame apni khamion ko note kerna chahye or inhe dur kerna chaye then ap aik ache trader ban sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Apne Khamiu Ko Doorr Kare

          g han mai ap ki baat se agree karta hun ager ap forex mai aik successful trader banna chahte hain tou apni un khamiyon ko dur kerna bohat zaruri hai jo loss ka sabab bane pak forex mai kuch traders apni khamiyon ko ignore kerte rehte hain or unhe dur nhi kerte or ye khamiyan aik din un ke liye bare loss ki waja banti hain is liye apni mistakes ko recover kerna bohat zaruri hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Apne Khamiu Ko Doorr Kare

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur mien aap sy itfaq karta hun k agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as ko seekh lete hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien her bar seekhna hota h
            aur ham ko as mien her bat ko seekhna hota h jab ham as mien seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as ko seekhna zarori h aur as mien ham ko her bar seekhna hota h
            aur ham ko khud k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko apni kami ko dor karna hota h.

            اب آن لائن

            avatar Ayn
            Working...
            X