Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen
    Bilkul members forex trading Mai stop loss ko ignore mat karna kyunki stop loss ke sath hi market mein bahut accha profit hasil kar sakte hain aur khud ko big loss se bacha sakte hain kis waqt news breakup Ho Jaye ya trader ko maloom nahin use stop loss laga hone se big loss se Ban sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

    dear brother forex trading mn safe trading k liay stop loss ka use bahot zroori ha jis k istamal krnay sa apka account wash honay sa bach skta ha to meray khial mn agr ap apnay account ballance ko big loss sa bachana chahtay hn to stop loss ko lazmi use kren
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

      G han dear ager humain apna account ko save rakhna hai tu humain kabhi bhi stop lose ko ignor ni karna chaye ta kay hum es mai apnage account ko wash honaye se vacha sakain us kaliye es ka istamal kafi zaroori hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

        app ki baat say agree kerti hoon dear forex main jo bhe stop loss ko ignore kerta hay wo us main pher aik na aik din apna account loss bara honay ki wja sy wash ker dieta hai to sl humesha apni her trade main humena use kerna ho ga pher he hum safe trading kar k to forex say acha profit earn ker pain gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

          Bahot say traders forex main take profit ka to achy say use karty hain mager stop loss ko itni terji nahi dety so ause trader ko chiye kay wo stop loss ko itn ignor mat karyn kyun tp ko profit kay liye istmal kiya jata hai mager sl loss say bachy kay liye or jahan tak mera khiyal hai apko chiye kay ap sl munsab loss per set kar layn taan kay loss recver bhi hojiye or account wah bhi n ho
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

            Market keep him story utha k dekhain market na kabhi in logon ki moqa nahi dia Jo stop loss nahi lagatay aur bagahair stop loss k trading kartay Hain kuch like g Chand trades k profit main janay k baad stoploss hata detay Hain lekin market aik he jhtkay main sab ura leti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamein stop loss ko zaror use karna chahiye kyon k forex trading main agar ap stop loss use karte han to is se forex main ap loss se bach sakte han our forex main trading profit ki taraf bhi ja sakti hai our loss ki taraf bhi ja sakti hai our agar ap ki trading ziyada loss ki taraf chali jati hai to ap stop loss ki wajah se mazeed loss se bach sakte han
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                Bilkul members forex trading Mai stop loss ko ignore mat karna kyunki stop loss ke sath hi market mein bahut accha profit hasil kar sakte hain aur khud ko big loss se bacha sakte hain kis waqt news breakup Ho Jaye ya trader ko maloom nahin use stop loss laga hone se big loss se Ban sakte hain
                Assalamu Alaikum Jee bilkul bhai Forex trading Mein stop loss ko ignore nahi karna chahiye uski vajah aaya hai ki aap aap Jyada profit Hasil kar sakte ho aur iss se aapke account ke pass hone Ka Pee Khatra Nahin rahata Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                  Stop loss ke bagair trading buhut he risky kaam hai Jo log stop loss ke bagair trade kartay hai amoman wo loss Mai rehtai Hain hamai chaye ke hamesha trade place karnai say pehlai stop loss level muntakhib karay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                    Dear friend agar Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen stop loss ko ignore karny ka mtlb hai apny account ko wash huny ky liye chorna .forex trading ki kamyabi ko dekha jae to stop loss key Bagair earning success mumkin nhi hai Stop loss key zariye loss say bacha ja sakta hay stop loss key zariye loss se mehfooz rah skty Hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                      Bilkul members forex trading Mai stop loss ko ignore mat karna kyunki stop loss ke sath hi market mein bahut accha profit hasil kar sakte hain aur khud ko big loss se bacha sakte hain kis waqt news breakup Ho Jaye ya trader ko maloom nahin use stop loss laga hone se big loss se Ban sakte hain
                      Yes sir stop loss aik boht acha tool hai jo hmen big loss se bacha skta hai. bazahir ye favorite tool nai hai or loss hony se hm mushil me aty nzr atay han. lekin hm agr isky faiday check krn to hmen andaza ho ga k ye kitna usful hai. kabhi market big move b krti hai agr apne stop loss nai laga rakha to apka account wash kr dy gi. lekin agr ap ne stop loss munasib points pr set kr rakha hai to apka loss limit me rahy ga. is ley is tool ko jaror set krna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                        y ajo hary is my acocunt wash hoty h ay tb hi haoty hy jb ham is my loss ko stop los sko hma naia us ekrty hy tpoo tb hi hmaayis my shai hamay mhnata hamy is my hamy kam krtahy hamysi my shai hamarimnat hoti hy agr ham shai ham kam kry gy to ham bhot acha aham kam kry gyagr ham stop loss ka us ekry gy to hamay acha faid aho jaye ga
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                          g haan bhai jaan stop loss aur take profit ka bohat faida hai is ko bhi lazmi istemal krna chaheye,is k istemal say ap ziada loss say bach jain gay,aksar hum trade laga k chale jate hein ,ya lite chali jati hai tu trade ka pta nahi chalta keh kahan hai,offline hone per ye apki lagai hoi trade khud ba khud close kar deti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                            Ji haan sir aap ki baat bilkul sahi hai agar Hum trading karte hue stop loss ko ignore Karenge to is se Hamara loss Jyada se jyada ho sakta hai aur Hamara account bhi was ho sakta hai agar humne Apne account ko save Rakhna hai aur trading co continue karna hai to Hame chahiye ki Ham stop loss ke tools ko Jarur istemal Karen jisse Hum Apni strategy ke mutabik loss Karenge aur aur use recover bhi kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein stop loss ko ignore mat Karen

                              Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k forex trading ma stop loss lagana bohat zarori ha is lea sub member ko chaya k ya lazmi lagay keu k forex trading ma stop loss hi humy acha profit daty han is lea sub members ki chaya k wi stop loss lazmi lagay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X