Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren
    Dear friends forex trading mein loss ho Jaye to usay aisay hi nahi chorna chahiye bal kay recover Karen or jab tak recover na ho Jaye tab tak trade close na Karen ta kay apka account wash honay se bach Jaye or jab loss recover ho jata hai to apko profit ana bhi Shuro ho jaye ga es liye es mein ehtiyat Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

    Loss jab kuch limit sy berh jata hai tou aksar members himat har jaty hain tou phir priority account wash bana lety hain halanky aesa nehi sochna chahiay agar bara loss ho sakta hai tou bara profit bhi hasil ho sakta hai jis sy loss recover ho jata hai tou hamain last dollar tak loss ko recover kerny ki koshish kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

      G dear bilkul aisa he hai humain pori kosesh kay sayh lose ko recover karna chaye per us kaliye zaroori hota hai kay aik strgety banain ye ni kay bus trade laga howa hau tu laga rhaye aik time pay lose rwcover ho jaye ga aisa karnaye se lose recover ni hota hai balkay lose barha jata hai tu kosesh karain kay thora thora recover karain
      • #4 Collapse

        Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

        G han bahut achi bat shatre ki hai ap ne forex main hamein profit k sath loss bhi hota hai to forex main hamein loss ko dekh kar himmat nahi harni chahiye our forex main hum loss ko dekh kar himmat har jate han to forex main agaR ap ne kamyabi our acha profit hasil karna hai to pehle apne loss ko recover karen our is k liye ziyada se ziyada ap mehnat karen
        • #5 Collapse

          Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

          g bilkul hamy chahyea kay ham say jo bhi lose hoya hai usko ham achi trah say recover karen aur himmat na haren kuch member lose hony ki wja say buhat pareshan ho jaty hain aur himmat har jaty hain lekan uahay yeh nahe bholna chahyea kay profit aur lose dono sath sath hain agar hamy profit mil raha hai toh yeh mat bholen k zeada profit kay sath lose bhi ho sakta hai aur us lose ko revcover karny kay leye hamy zeada say zeada mhnat karni hogi tab he ham kamyab ho saken gy aur acha profit earn kar sakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

            members himat har jaty hain tou phir priority account wash bana lety hain halanky aesa nehi sochna chahiay agar bara loss ho sakta hai tou bara profit bhi hasil ho sakta hai jis sy loss recover ho jata hai tou hamain last dollar tak loss ko main hamein profit k sath loss bhi hota hai to forex main hamein loss ko dekh kar himmat nahi harni chahiye our forex main hum loss ko dekh kar himmat har jate han to forex main agar ap ne kamyabi our acha profit hasil karna hai to pehle apne loss ko recover karen our is k liye ziyada se sayh lose ko recover karna chaye per us kaliye zaroori hota hai kay aik strgety banain ye ni kay bus trade laga howa hau tu laga rhaye aik time pay lose rwcover ho jaye ga aisa karnaye se lose recover ni hota hai balkay lose barha jata hai
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

              Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k forex trading ma humy kabi b himat ni harni chaya agr humy loss hon jay bilky humy chaya k hum loss ko recover kar k chory phr hi hum is ma ak achy or perfect trader ban sakhty han. Keu k forex bohat acha online or profitable business ha.
              • #8 Collapse

                Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                G han apny theek kaha hai bahot say trader jaldi he himat har jaty hai so apko chiye kay jaldi himat na haro ager loss ho bhi jiye to ap ye na sochyn kay forex chorna hai balky ap ye sochyn kay loss ko keay recover karna hai ager apki himmat barqarr hai to ap barue say bara loss bhi recover kar sakty hai loss lazmi recover karna chiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                  Forex main at the end hosla aur himmat he kaam ati hai kiun k forex kaam he hislay ka hai ager loss hota hai to zehan keep fressh rakh k usay recover krain aur ager trades lagai hoi Hain air loss nahi hai to hosla rakh k profit lein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                    Dear bro main ap se mutafiq hun ap ne bilkul ache bat share ke hae forex aik esa international business hae jis main hamen loss bhe hota hae or profit bhe hota hae or forex main kuch members hote hain jo loss ane se tension main ajate hain to un ko cahiye ke wo tension na len balke apne experience se pehle apna loss recover karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                      ji my friends hama chiya ka jab ham forex trading bussi ness ko shuru karin to ya soach lain ka hama lose bhi ho sakta or profit bhi pahal sa hi planining kar lain or dono0 conditions ka liya ready rahin taka agar lose hi jay to ham himat na harin balka ham lose ka bad zyaada mahnat karin or lose ko recover karin or nakmi ko kamyabi main badlain so,my frinds kisi bhi halat main hoimat na harin
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Qasim123 پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex trading mein loss ho Jaye to usay aisay hi nahi chorna chahiye bal kay recover Karen or jab tak recover na ho Jaye tab tak trade close na Karen ta kay apka account wash honay se bach Jaye or jab loss recover ho jata hai to apko profit ana bhi Shuro ho jaye ga es liye es mein ehtiyat Karen
                        Salaam Alaikum Forex trading Main Agar loss ho jata hai tu jaldi Himmat nahi Harni chahiye balke koshish Karni chahiye ki jo loss Hua Hai usko recover Karen na sirf recover Karen Bal ke upar aur Jyada profit on Karen Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                          aslam o alikum my dear friends kaey ho umeed ha ap sab theek hi ho gay g ha sir ap ki bat bilkul right ha me ap ki bat par agree hu hum ko jaldi himaat nhi harni chahy hum ko pori mehnat kay sath loss ko recover karna chahy jaldi himat nhi harni chahy hum ko me apny senior say ye puchna chahta hu kya mojhy bata sakhty ho kay agr loss recover na ho to hum ko phr bhi himat nhi nharni chahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                            Yes sir aapki baat bilkul durst he Hamen loss ko daikh ker himat nahi harni chahiye bal k loss ka muqabila kerna chahiye agar loss hota he to koshish kare k next day achi planning k sath market me run kare or apne loss ko recover kerne ki koshish kare, apni mistakes ko ignore na kia kare or apni mistakes ko control kerne ki koshish kare.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldi himmat na haren loss ko recover Kar kay choren

                              Forex aik aisa business ha jis me apko himat ke bohat zaroorat party ha kiu ke forex me profit aur loss dono shamil ha kabhi profit hota ha aur kabhi kabhi bohat bare loss ka samna karna parta ha is wajah se forex me kamiyab wo hota ha jo loss hone par himat se kaam leta ha wo loss ko dil par nahi leta aik kamiyab trader ke nishaani ha ke wo loss se darta nahi himat se kaam leta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X