Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai
    Jab bhi continue loss per sabar Kia hai tou loss increase hoty hoty account wash ker gia hai lekin agar thory loss main trade close ki hai tou loss recover ker ky profit bhi hasil Kia hai tou forex trading main tou loss increase hony per sabar mehenga perta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

    G han dear har time forex mai humain sabar kay sath kam ni karna chaye balkay kbhi kabhi sarvey kar laina chaye market ka kiyu kay musalsal sabr se humain koi faida ni hota hai balkay hum lose mai he rhataye hain theak hai sabar karna chaye per aik limite hitaye hai whan tak
    • #3 Collapse

      Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

      sath kam ni karna chaye balkay kbhi kabhi sarvey kar laina chaye market ka kiyu kay musalsal sabr se humain koi faida ni hota hai balkay hum lose mai he rhataye hain theak hai sabar karna chaye hoya hai usko ham achi trah say recover karen aur himmat na haren kuch member lose hony ki wja say buhat pareshan ho jaty hain aur himmat har jaty hain lekan uahay yeh nahe bholna chahyea kay profit aur lose dono sath sath hain agar hamy profit mil raha hai toh yeh mat bholen k zeada profit kay sath lose bhi ho sakta hai aur us lose ko revcover karny kay leye hamy zeada say zeada mhnat karni hogi tab he ham kamyab ho saken gy sayh lose ko recover karna chaye per us kaliye zaroori hota hai kay aik strgety banain ye ni kay bus trade laga howa hau tu laga rhaye aik time pay lose rwcover ho jaye ga aisa karnaye se lose recover ni hota hai balkay lose barha jata hai tu
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

        Sabr trading mein 2 tarah kia jata hai aik jb trade profit mein start hoti hai tu profit ziada hony k liye sabr kia jata hai dosra jb trade loss mein ho tu jo sabr krty hein k trade wapis ayegi mgr loss increase hoty hoty account wash ho jata hai aisa sabr bilkul nai krna chahiye trade jb kam loss mein ho tu close kr dena behtr hai kionkeh balance hoga tu aur trading kr k profit hasil kia ja sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

          Gee my dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap kahty hain saber say Kam lain too layta hay likeen problem ya hay ky ager aap ko loss ho raha hay too aap sabar kerty harain oor aap ka account wash ho jay .
          • #6 Collapse

            Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

            Bahot say trader ye khety hain kay trade laga kar saber karo saber kro kabhi kabhi aysa hota hai kay saber kaam nahi ata balky apny bure asarat chor kar jata hai so apko chiye kay saber bhi soch samjh kar karyn ager ap saber kay chaker main perye rahyn gye to kaafi bara loss bhi hosakta hai or aysa kaafi bar howa hai traders kay sat so saber kabhi kabhi mehnga bhi perta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

              Yaar Kia baat hai kiun co fused kar rahay ho koi to sahi guid kray k phr sabar kesay rakha Jaye kuch log kehtay Hain k sabar Kari aur kuch ab keh rahay Hain k sabar mehnaga parta hai Kia ki baat Mani Jaye aur Kia ki na Mani jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                forex mein sabar kam nahe aata agar ham koi trade open karen aur is mein hamy lose ho jaye aur trader hamy sabar krny ko khy to is mein hamara lose ho jata hai agar hmy bar bar lose hota hai aur ham har bar sabar karty hain to yeh hmary lye nuksan dah hai is say hamamra account bhi block ho sakta hai hamy chahyea kay ham dil laga kay mehnat karen aur apny business ko lose hony say bachayein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                  aslam o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me apny dosto ko ye batna chahta hu kay pak forex trading me sabar kaam nhi ata balky mehange karna parhta ha bat ye ha sir g boht say asy kam hoty ha jis ko kar hum ko sabar say karna parhta ha or kuch kam masy hoty ha kay hum ko sabar nhi balky osy mehange karna hota ha phr hum is kam ko henadl kar sakhty ha or mery senior ka is kay bary me kya khna ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                    Sabar uss time kaam at hai jab app sahe entry ka wait kar rahai ho agar app trade laga Kar uss ko loss Mai janay dai Kar pir sabar karai to wo ghalat bat hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                      forex mai saber karna he hamy kamyabe tak ly jata hain hamy saber ka damn hat sy nahi corna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                        Forex trading main sabar kam nahi ata aur ata bhi hay. ager hamen market ka pata hay aur ham market ki move ko samag saktay hain to ham ager apni samag kay mutabiq us time tak sabar karen jab tak hamra profit zayada ho jaye ya loss kam ho jaye to sabar ka fida hay nahi to ham sabar say forex main loss hi karen gay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                          Good evening friends....
                          jab hum as mien aa ker greed kery hien tu yeh hum ko mehnga par jata hai or jahan tak mera khayal hai kio bee samjhdar trader greed nahi ker sakta hai q k greed hamain kahain ka ni chorta hai or hamain as mien sirf or sirf loss face karna hota hai as lye hamain as mien aa ker greed ko asal enemy samjh ker trade karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud ki life ko set karna hota hai mien forex mien jab say kam kar raha oon tu mien as mien belkul bee risk nahi leta hoon or mien as mien aa ker sirf or sirf as mien analysis kerny k bad he trade karta hoon q k agar mien as mien her bar greed karo ga tu mien as mien loss per loss ker sakta hoon or loss ko kio bee accept nahi kar sakta hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main sabar kaam nehi ata balky mehenga perta hai

                            sabar halal ha lakeen kabi kbar sbar hamari jaan la jata ha or mary sab dot janty han ka sabar ka phal metha hota ha to kabi kbar sbar ka phal karva be ho jata ha or ham baat kar rahy han trading ma sabar ki to trading ma sabar kabi bi itna acha nahi huva means ka jab ham trading kar rahy hoty han to hamy loos ki ja rahy hoty han to ham kahty ha ka thora sabar kar ka dakh laty han to hm sbar sabr ma apna account wash kar laty han isi liya hamy chahiya ka jab loss ho raha hoto ham trading ko close kardan or posting ki tarf kaam start kar dan

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X