what is pips in forex ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    is main hum market main jab trade karty hain tou pips main hi move karty hain aur hamain experience hasil kar k hi hum sucess ho saky gay aur achi trade kar k run karein gay aur is say hamain faida ho ga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear agar ap ne forex market ka chart dekha ho to janb aus mai market up ya down move karti hai to janb ais mai jo point move karti hai to aus aik point ko aik pip kehty hai ais liay agar ap lot bari lagye gay to ap ko aik pip k badly aik dollor milta hai janb.
      • #18 Collapse

        forex man pip aik sigle unit or digit ki movement ku kaha jatta ha. suppose gold move ker reha ha 1256.87 ic nay move kiya 1257.87 pay tu ic ku aik pip movement kaha jata ha
        • #19 Collapse

          Jab bhe kio pair aik digit up ya down move kerta hai to forex ki zabaan main us nay aik pips up ya down move ki hai our usi tarha he move kabhe 1000 say 2000 bhe ho sagti hai
          • #20 Collapse

            pip kisi bhi currency k last figure ko kehte hain yaani agar eur/usd ki price 1.1430 se barh kar 1.1440 ho jaati hai to ham kehte hain k currency ne 10 pips ki movement ki mera khiyal hai aap ki samajh main aa gia ho ga k pip kia hai
            • #21 Collapse

              Jab bhe market main kisi bhe pair ki move ki baat hoti hai to us main yahi kaha jta hai k us nay kitny pips up ya down move kai hai us main us term ko pair ki move k leay use kerty hain
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
                pip kisi bhi currency k last figure ko kehte hain yaani agar eur/usd ki price 1.1430 se barh kar 1.1440 ho jaati hai to ham kehte hain k currency ne 10 pips ki movement ki mera khiyal hai aap ki samajh main aa gia ho ga k pip kia hai
                ge bhai hmein apne trading mein experience ho aur hm ko apne trading market mein jo bhe pairs trade mein istemal krne hein un ko smjhna chahe aur pips se murad aik point he aur hm apne trading mein price movement ko smjehin aur apne trading mein sahih knowledge se kam krein to hm ko apne trading mein kam krna asan lgta he
                • #23 Collapse

                  forex main pips he to earn krny hoty hain.agr ziada pips hon gy to ziada profit bny ga.agr leverage acha ho or lot size ziada ho ga profit bht fast ho ga.demo account main ye sb easily sekhny ko mil jata hai.agr hard work krain to bht ziada profit hai es business main.es k elawa or bht se sources hn sekhny k.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Forex market mai market pip to pip move krti hai. aur hum forex maket mai earning bhe pips ki bana par hasil krtay hai. jab market ak point move krati hai tou es waqat market ak pip move karti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X