Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain
    Hum jub trade open kertay hain tou kuch analysis ker kay sl aur tp select kertay hain lekin jub running trade kay darmian mein adjustment shuru ker detay hain tou phir tamam analysis ka faida nahin hota phir agar profit hasil hota bhi hai tou bahut kam hota hai ya phir loss hi hota hai
    Aur agar aap bar bar TP aur SL ko change kerain gay tou iss mein aap ko nuqsaan ho ga kyun kay inn values ko aap sirf teen teen bar change ker saktay hain iss sae zayada aapchange nahin ker saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma stop loss or take profit ka use karnaa start kardaa q ka ager hum es ka use kartaa ha to per hum ko achi ak limit ma profit hotee ha or hum ko ak limit ma loss hotaa ha...........
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

      Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko loss say dar ker trading nai kerni chahay oor stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain taky aap aapna profit aasan say ly sakhain.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

        Sahi kaha stop loos or take profit ko bar bar change krna s loos hi hota hai or loos hamesha is lia hota hai ka hum stop loos use nahi krta or jub use krta hain tu stop loos ko bar bar change krta hain is lia dear forex mai jub entry lain stop loos lagain tp lagain or phr chir dain is bar bar change mat karian warna fida nahi juksa ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

          Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai stop loss or take profit ko bahut bahut change na Karen Is Tarhra double minded ho jata hai members ko chahiye came mind Mein Pahale hi planning Bana Ke Rakhe aur uske mutabik Hi Chale baar baar apni planning ko change nahi karna chahi...
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

            G han dear aisa hota hai kay aik bar stop lose aur take prifit laga diya tu bus laga diya jub hit ho jata hai tu bus daikh laina chaye per esye bar bar change karnaye ka koi faida ni hai balkay es mai humain kafi nuqsan uthana par jata hai tu kabhi bui bar bar change na karain bus aik bar laga diya tu laga rhaye
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

              dear friend ap ny bilkul sahe kaha hy liken take profit aur stop loss ko baat change tub kiya ata hy jub market hmary haq mn ja rahi ho kiunkeh jub profit ziyada ja raha ho tu TP ko hm agy peachy karty hn aur stop oss bhi peachy fix karty aty hn takhe jaisy hi market hmary khialf jany lagy tu profit hmara safe ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                profit aur stop loss ko baat change tub kiya ata hy jub market hmary haq mn ja rahi ho kiunkeh jub profit ziyada ja raha ho tu TP ko hm agy peachy karty hn aur stop oss bhi peachy fix karty aty hn takhe jaisy hi market hmary khialf jany lagy tu forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain change krna s loos hi hota hai or loos hamesha is lia hota hai ka hum stop loos use nahi krta or jub use krta hain tu stop loos ko bar bar change krta hain is lia dear forex mai jub entry lain stop loos lagain tp lagain or phr chir dain is bar bar change aap ko loss say dar ker trading nai kerni chahay oor stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain taky aap aapna profit aasan say
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                  Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki Hamein stoploss aur take profit ko baar baar kabhi bhi change nahi karna chahiye Kyunki Agar Hum change Karenge to ho sakta hai kiHamara account disabled ho jaaye
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                    Hum jub trade open kertay hain tou kuch analysis ker kay sl aur tp select kertay hain lekin jub running trade kay darmian mein adjustment shuru ker detay hain tou phir tamam analysis ka faida nahin hota phir agar profit hasil hota bhi hai tou bahut kam hota hai ya phir loss hi hota hai
                    Aur agar aap bar bar TP aur SL ko change kerain gay tou iss mein aap ko nuqsaan ho ga kyun kay inn values ko aap sirf teen teen bar change ker saktay hain iss sae zayada aapchange nahin ker saktay
                    Assalamu Alaikum Jee bilkul Hamein running trading ke Darmiyaan Bar Bar stoploss aur track profit ka use nahi karna chahiye uski vajah yah hai ki aapke analysis paper padta hai aap market ka Sahi analysis nahi kar paate Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                      Gee haan forex mein stop loss aur take profit bahut achay tools hain aur inn ko use kerna bhi chahyea lakin agar hum inn ki values bar bar change kerain gay tou humain iss ka nuqsaan ho ga kyun kay teen changes kay baad yeh mazeed change nahin hoti aur jub humain zaroorat peray gi tou humari change limit poori ho chuki ho gi iss lye bar bar change na kerain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                        Bilkul teek kaha baai aap nay stop loss ko baar baar change karnay say be aap ko ziada loss hotha hay hamay asa nahee karna chahiay kionka hum stop loss ose point par lagathay hay jis par agar hamay loss ho be jaaye tho osay recover karnay ke salahiath rakhthay hay lekin jab hum osay baar baar change karthay hay tho wo hamare range say bahar ho jatha hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                          Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay trade open krnay main jaldi nhe krni chahaiy market ka analysis kr kay trade phr soch kr open krni chahaiy es say stop loss aur take profit bhi nhe laga na pary ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                            G haan bhai jaan ap ne sahi hi kaha hai as main hamen chahiy hai ke ham as ko aik acha onlinne business samjh kar hamen as ko use karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake geee aor forex trading aik aesa business hai jo kee online hai aor as main har koi ka kar sakta hai jis kee pass as main experience ho gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare q k ye aik acha business hai aor hamen as main kam aese karna chahiy hamen as ko apna rizi roty samjh kar hi hamen as main kam karna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main mihnat bi kare yee forex trading aik aesa business hai jis main ham mihnat kee bagher kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main mihnat karna chahiy ha tu hi ham as main kamyab ho sake gee as main ham ye aik bohat hi acha business hai as liy hamen as main ache se kam karte rihna chahiy tu hi ham as business main kamyab ho sake gee aor hamen kamyabi ke liy kuch bi karna chahiy ta kee ham as main jaldi se kamyab jaldi se kamyab ho jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss aur take profit ko bar bar change na kerain

                              g haan bhia jaan apne thak kaha hai kee jo traders stop loss ko manage ker laite he wo ziada loss se bach jate he mere khayal me k her trader ko chahiye k stop loss or take profit ko use kerna chahiye agar suki facility de ja rahi he to uska faida uthaya jai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X