loss ke recovery or kamyabe ka agaz

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke recovery or kamyabe ka agaz
    forrex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey hamy loss ko cover karna zarore hain pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

    Forex market main hamari kamyabi ka aghaz tou usi waqat ho jata hai jab hamain forex market main trade kerty huey pehli earning hasil hoti hai jisy ham withdraw kerwaty hain isky sath sath agar hamain loss hota rehy aur ham loss recover kerty rehain tou ham bahot jald forex ko samajh jaty hain phir hi ham achi trade ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

      Forex trading business mail loss of ko hota hai loss Se Koi Nahi Ban sakta new members ko Jyada loss hota hai mostly account bhi wash ho Jate Hain lekin mayoos nahi hona chahiye Sabar se kaam Lena chahiye apni mehnat ko continue Rakhna chahiye apni mistake se seekhna chahi apni mistake se Sikh Sikh karhi best Raider Banaye Ja sakta hai..
      • #4 Collapse

        Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

        Mistake tu hoti hai forex mai or is waja s loos bi hota hai is lia huma forex mai mistake s sekhna chaya ta ka hum log forex mai kamyab ho sakain or acchi earning kr sakian learning bohot zarori hai or forex mai mistake bi learning ka sub s bara zarya hai or huma apni mistake s learning lazmi krni chaya ta ka hum forex mai loos kum karian
        • #5 Collapse

          Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

          Dear aap ki baat sa main itafaq karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karan us main lose ka chance har waqat hota hay ager aap lose ho ja hay to aap lose ko recover kartay hain different tareeqon sa same issi tarha instaforex trading main be lose aap ko lazmi hota hay lakan jo aak aacha trader hay wo he iss lose ko recover kar latay hain iss k bad he aap instaforex sa earning kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

            Ji jan dear friends jab loss hota hai to uski recovery boht zaruri hai or kabhi bhi usay aisay hi na close Kar dain jab tak apka loss recover nahi ho jata es ko continue rakhen or jab apka loss recover ho jaye ga to ap kamyab hona shuro ho Jao gay es liye jaldi himat nahi harni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

              Assalamu Alaikum dear Forex number aapne bilkul theek kaha hai aur main aapse kaafi agri Hoon Lekin main aapko apne aap batana Chahta Hoon K FOREX market main hamari kamyabi ka aghaz tou usi waqat ho jata hai jab hamain forex market main trade kerty huey pehli earning hasil hoti hai jisy ham withdraw kerwaty hain isky sath sath agar hamain loss hota rehy aur ham loss recover kerty rehain tou ham bahot jald forex ko samajh jaty hain..IS TEAH HAM KAAMYAAB HO SKTE HAIN
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                forex trading bussiness ak risky bussiness ha es bussiness ko karna ka liya reisk ki zarorat hoti ha baghjra risk ka es bussiness ko nhi kiyta ja sakta kam lain ya zyada lain lakin risk lana zarori hota ha or agar ham lose bhi ho jy to ya kamyabi ki tarf ak new rasta hota ha jab hama lose hoga to ham next es bussiness ko acha andaz or mahnat sa karin ga or lose ko recover krna ki kosish karin ga jo kamyan hona kai nishanai ha
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                  forrex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey hamy loss ko cover karna zarore hain pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik real business hain
                  Assam Alaikum ji bhaijaan Forex trading business Mein loss bahut hi jaldi aa jata hai lekin Hamein Isaac Veer kaberi karne ke liye Pahle Se Hi plan banana chahiye aur apne capital ke 50% patrade lagayein aur 50% ko saaf Rakhna chahiye tab hi hamm Forex trading Jaise critical Business mein Kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                    aslam o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay loss ki recover or kamyabi ka agaz me apny senior say ye puchna chahta kay ap mojhy bata sakhty ho kay loss ki recover or kamyabi ka agaz kesy kary gay me apny senior say puchna chahta hu kay wo mojhy is bat kay bary me baty plz plz my senior meri help kary ap ki mehrabni ho gai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                      forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala buisness hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex aik unique or legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                        Loss ki recovery aur kamyabi ka raz trader kay trading knowledge aur experience main chupa hota hay jab trader forex main time guzarta hay to wo time kay sath sath apna loss recover kerna shoro ker deta hay aur sath hi us ki kamyabi shoro ho jati hay que kay trader nay itna knowledge aur experience hasil ker lia hota hay jo us ko kamayab kerta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                          Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai kya Garmi Mein mehnat karte hain aur tread Lagane se pahle lot size kam se kam Lagate Hain To Ham apni life ko Chitron recover kar rahe Sakenge aur Achcha profit answer kar Sakenge aur kaun ho jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                            G bilkulloss ko recover krne k ly apko zayda se zayda mhnt krne hoge r apko experoence ka izafa hoga r apko zayda se zayda information mly ge js se apko acha fayda hoga r apko acha profit bhe mily ga thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ke recovery or kamyabe ka agaz

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                              forrex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey hamy loss ko cover karna zarore hain pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik real business hain
                              Trading karte hue Los kisi ko bhi ho jata hai lekin successful log hi log Hote Hain Jo Apne losses ko recover karna sikhane Kyunki Jab aapko loss hota hai use time ki condition Mein hoti hai ki aap jaldbaji Mein trade open karte hain aur Pahle Se Jyada loss Karva Lete Hain
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X