Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Namaz ka wakat forex ko na use kia karin
    Dear friend main apl sa khana cahta hu k jb namaz ka time ho tho forex ko chor dia kro orr namaz phra kro orr oir baad main forex main online howa kro phaly namaz orr pir forex
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

    Jihad year aapne bilkul theek kaha hai Namaz ke Waqt Faruk ko use Na Karo Namaz to Farz Hai Hua padhna zaroori hai namzz pahle Hai Baki calm Baad Mein Jab Namaz ka Waqt ho to Forex Ko Chhod Kar pahle Namaz padhe Namaz ke Waqt koi bhi Kaam Na Karen namaz bahut hi jaruri hai....
    • #3 Collapse

      Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

      bohat acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko hard work karnaa chaheya laken hum ko apna din islam ma be interested honaa hoga es leya ager namaz kaa time aytaa ha to per hum ko first of all nemaz parni hoge to per hum ko forex trading karni hoge.............
      • #4 Collapse

        Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

        han g bilkul sahi baat ha namaz ke wakat ma forex ko kabi use nhi kerna chahye ye boht achi baat ha namaz ke time ma namaz hi perni chahye haali forex hi nhi bulke koi bi kaam ker rehe ho to namaz ke time per chor dena chahye is liye forex ma kaam kerte weqt namaz ke time ka khayal rekhna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

          g han bhai jan apki bat shai hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trading aik only bsiness hai jo apko namaz ka bhi time deta hai tu apko chahye k ap apni namaz ka bhi time nikalen q k jub apko nmaz ka time forex deta hai tu apko apni namaz ko chorn anhi chahye q k koi bhi bsuiness apko yah faclity nahi deta hai ka apko namaz ka time bhi mily
          • #6 Collapse

            Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

            Dear friends yah boht hi acha qurstion hai dosto nemaz k waqt hum jo bhi kam kar rhy hain wo forex ho ya koi or kam bus hamain sub kamo ko chore kar humain 5 waqt ki nemaz pahrni chahyi thanks
            • #7 Collapse

              Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

              Ji agar aap Namaz Nahi padte To aap ko Forex trading Main fayda Nahi hone wala Kyunki Aap Ne Zindagi Ke Mamla Ko Chod Diya Hai to jawab Jindagi ke Mamla Ko Chhod Dete Hain To Koi chij Aapko fayda nahi deti
              • #8 Collapse

                Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                Assalamualaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai aap koi bhi kaam kar rahe ho ya Forex trading Ka Ho Agar Namaz ka Waqt Ho Jaaye tu Hamein Sare kaam Chod dena chahi Agar Forex ka kaam bhi kar rahe ho yani Ke posting kar rahi hoon Tu Aap Ko Chhod De Ni chahi pahle Namaz Ada Karen phirForex trading ke business ka kaam Karen agar aap aap kaam karne se pahle Allah ka naam Lenge aap ko bahut zyada kamyabi Hogi Main To Duniya ke sare kaam Chhor Kar pahle Namaz Ada Karti Hoon
                • #9 Collapse

                  Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                  g ha sir ap ki bat boht khubsort khi me ap ki bat ko dil say like karta hu or me ap ki say agree hu hum ko namaz kay time pak forex trading ko use nhi karna chahy bakhy close karna chahy q kay sab kamo me sy aik dunia best tareen kam namaz bhi ha hum ko namaz kay time namaz parhni chahy jis ka akrit me hsab hona ha is ley hum ko 5 time ki namaz pawndi kay sath parhni chahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                    assalamualikum my dear friends forex trading ka bussiness bohat hi zyada risky bussiness hota ha es ko time dana zarori hota ha lakin ya itna zxyada zarori bussiness bhi nahi ha jiski khatir ham apna allha sa mun phar lain hma chiya ka ham es bussiness ka sath sath 5time ki nimaz bhi ada karin taka hama duniya or akhrat dono main kamyabi mil saka so, bussiness ka chakar main khuda ko na bholo
                    • #11 Collapse

                      Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                      forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy 5 time ke namaz be parne chahey or apna kam mahnet sy kam karna chahey forex aik legal businss hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus milta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                        Namaz kay time per trader ko apnay tamam kam chor ker forex ko bhi chor ker namaz kay liye jana zarori hay. ager koe trader namaz nahi perta to us ko chahye kay wo namaz qaim ker lay. is say usko forex main bhi kmayabi hoti rahay gi aur us ka ajar akhrat main bhi zaror milay ga. is liye forex say pehlay namaz zarori hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Namaz ka wakat forex ko na use kia karin

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
                          Dear friend main apl sa khana cahta hu k jb namaz ka time ho tho forex ko chor dia kro orr namaz phra kro orr oir baad main forex main online howa kro phaly namaz orr pir forex
                          Salaam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi acchi baat ko start Kiya Hai Hamein Namaz ke time par to koi bhi gham nahin karna chahiye Har Kaam Chod Ke Namaz ke liye Jana Chahiye aur Forex trading bhi iss Mein Shamil hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X