I am New in this forum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bahi aap nay achay sawal kiay hien aor meray knowledge k mutabiq speard say matlab ye hy k sell aor buy k dermiayan jou difference hota hy usay spread kehtay hien aor yeh broker ki commission hoti hy jab k leverage say murad woh amount hy jo broker humain deal k leay frahem kerta hy humarai set kerda % k mutabiq. aor jab hamian loss ho raha hota hy broker deal khtame ker k apnay paisay aor commision bacha leata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      walakum salam main new ane walon ko wellcome kahta hn or un kao bs yahi kahon ga kay wo ic main samaj kay kaam karain kisi kasam ki lalach say har hak main bachain .
      • #33 Collapse

        dear leverage aek aesa option hai jis main ap apni trading main apne risk ko low or high kar sakte hain or is se ap apbe account ki amount ko bhi control kar sakte hain is lie ap ko is ko kafi dhyan se use ya set karna chaie
        • #34 Collapse

          Assalam O Aalikum, bhai jan forex tarding main spread ek market ke rates ka difference hota hai aur yahi ek broker ka aap ki trade per commission hota hai. Aur leverage broker ki tarf se aap ko loan ki tarha se support milti hai aur aap kam cap[ital ke sath bhi ziada profit kama saktay hain.
          • #35 Collapse

            agr ap is fourum main new hain to apko chahye k is fourum par posting krte jayen r bounus se trading kren r posting krte wakt kbi b copy ya past na kren nahi to account banned b ho skta hai is liye apko chahye k fourum k rules b follow kren.......
            • #36 Collapse

              Bhai leverage to wao capital hota hay jo trader ko broker kissi bhi trade kay ley daita hay kay ap km say km raqm kay sath bri lot size ki trade lga sktay hain or spread wo hota hay jo ask or bid price main diffrence hota hay.jo kay aik qim ka broker ka fees hota hay jo kay trader say trading kay bdlay main laita hay.
              • #37 Collapse

                Mshraf ws hum ap ko es forum min khushamdeed kehte hin aur umeed karte hin k apka sath hum sab k lei aur ap k lei bhi mufeed sabit ho ga ap es forum min achi posts karin ge aur kafi bonus bhi earn kar k apni trading k zarye money kama sakin ge aur humin apki posts se malomat bhi milin gi.
                • #38 Collapse

                  je haan pak forum online sab se best opportunity hain es mien kaam karnay k liye es mein sirf aur sirf ap ku 2 lines ka anser dena hota hai agar forum mein kamiyaab hona chatay hain thankful for qusetion
                  • #39 Collapse

                    dear leverage is Leverage allows a client to trade without putting up the full amount. Instead a margin amount is required. For example, 50:1 leverage, also known as 2% margin requirement, means $2,000 of equity is required to purchase an order worth $100,000.
                    and spread is Every market has a spread and so does Forex. A spread is simply defined as the price difference between where a trader may purchase or sell an underlying asset. Traders that are familiar with equities will synonymously call this the Bid: Ask spread.Jan 10, 2014 under stand :)
                    • #40 Collapse

                      Ji bhai main bh is girls main new hi hn or mujhy bh abhi leverage k baray main ziada NAE pata abhi main khud seekh rahain hn jaisy hi mujhy pata chalay gais k baray main tyoa I will tell you
                      • #41 Collapse

                        i am also new in this form and i also want to know about forex aand how can we tread on this in forex
                         
                        • #42 Collapse

                          new members sb k lea sb ak he bat or mary lea b k yaha pa success k lea zarue ha k es kam ma bohat mahnet ke jay phir ja k profit hota ha
                           
                          • #43 Collapse

                            Dear forum members main is forum main aik naya member hon or mainap sab ko Aslam o alakum khata on . or ap ko ya request karta honkay ap marey trading ko learn krnaymain madad karain .
                            • #44 Collapse

                              trading karny kay laye high invest required hoti hay aur kam is kam 10000$ hon tub ap aik lot buy kar sakty hain so is ka solution brokers nay leverage ki sorat nikal lia hay aur spread currency kay beach gape ko kehty hain ye broker ka commission hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                leverage se bhai jan i think ke kam bonus per bari lot use ho sakti hai jahan tak mujh ko leverage ki samjh ayi hai mujhe to yahi pata hai is ke bare me is se zyada kuch nhi janta me so i think ke leverage ka yahi use hai ke kam balance per bari lot ki permission dena .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X