Kia investment krna theek Hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia investment krna theek Hai??
    Assalam-o-Alaikum dear forex members forex aik acha business Hai lekin is k saath saath bohat zayada risky bhi hai Kia is men real investment krna theek rahe GA Kia hum is men real investment kr sakty hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia investment krna theek Hai??

    Dear brother forex trading men agar ap forum pe posting nhi kar saktay ya ap k pass posting k liay time avail nah ho tu phir investment zaroor karen lekin investment k liay bhi ap k pass acha experience hone chahiay experience k bagher investment zaiya ho sakti hey iss liay pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir investment zaroor karen
    • #3 Collapse

      Re: Kia investment krna theek Hai??

      nahi mere khayal mein investment karna thik nahin Hai kudi investment karne se loss hoga lekin agar koi member khudki investment karna chahta hai tu hua Pakistan forex form to join karke acchi mehnat ke sath post kare aur poster quality ko pata karke demo par experience asalkar bonus aane par acchi trade karke khud ko improve Kare aur accha experience ke sath profit answer Karen phir yeh mat kar sakta hai aur code investment kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia investment krna theek Hai??

        Assalamu alaikum dear members umeed hai ki aap sab log khairiyat se honge bhai ne bahut accha sawal pucha hai investment karna thik hai ya galat hai tu mere khayal mein investment karna theek nahin hai balki aap ho Forex form par hard worker ke bonus kamana chahie aur usko usko aap trading mein small Karen aur achha profit kamaye thank you
        • #5 Collapse

          Re: Kia investment krna theek Hai??

          Agar app sahe tariqay say trading Kar saktay Hain aur mukamal knowledge hai pir mairay khyal Mai appko investment karni chaye agar knowledge nahe hai to pir appko investment nahe karni chaye kiun ke loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kia investment krna theek Hai??

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma lot of experience ha to per hum ko chaheya ka hum money invest karnaa start kardaa laken agerhum ko koyee experience nhi hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum bounce invest kardaa to per hamara leya best hoga..........
            • #7 Collapse

              Re: Kia investment krna theek Hai??

              forex pr investment krna thek to hy lekin investment krny se pehly forex ko samaj na or is per prectice krna bohot zaruri by with prectice agr ap investment krengy to uska koi faida ni hoga balke ap ko us ka bohot nuksan utana prega is leye forex pr investment krny se pehly demo account pr achi prectice krlen us k bad investment kren tab ap ko is ka fida hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Kia investment krna theek Hai??

                ham as mean invest ker sakte hain magar ham ko as mien risk lena hota h aor mery khyal say kisi bhe trader ko us wakt trade karni chaiya jab vo mentally tor par fresh hota hay q k kisi preshani ya upset hony say achy wakt may bhe theek trade nahe kar sakian gay aur loss uthana pry ga lakin evening time trade k liay zyada behtr hota hay aur us wakt zyada profit hasil kar sakty han....
                • #9 Collapse

                  Re: Kia investment krna theek Hai??

                  Dear friends hum invest kar skty hain but is ka leay humain kafi experinccce hona chahyi agar humray passs experincce ni hai to phaly humain demo account per practice karni chahye q kah phly humre practice honi chahyi thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia investment krna theek Hai??

                    ager app nay real investmnet karni hai tu ap ko apny uper aitbar aur complete tara say confidence hona chaheay aur sab sy pehly apky pas acha expereince hona bohut zrori hai phir he ap iss business main success ho sakty hain ager app k pas yeh sab nahi hai tu ap ko incvest karny ki galti nahi krni chaheay phir app ko loss ho sakta hai is lea expereince k bgair kabhi iss market main invest karny ki galti nahi akrni chaeay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia investment krna theek Hai??

                      g bilkul hum forex me real investment kar sakte hain lakin agar koi new trader hai to us ko chahiye k wo real investment se bache or bonus se start ley ku k jub tak ap forex me kam nahi karo gey tub tak ap ko forex ka experience hasil nahi ho ga or jub tak ap ko forex ka experience hasil nahi ho ga tub tak ap ka forex me real investment karna bewakoofi hai so ap ko pehle forex ka experience hasil kar lena chahiye or phir ap real investment kar sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia investment krna theek Hai??

                        Pyare dost invest karna bhi theek hai hi magar agar aap meri baat Mano tu Jahan Tak Mera khayal hai ke aapko invest Karne se jyada battery ya rahega aap acchi se acchi posting Karen aur posting par hardwork Karen aur kuch aur sahab bolo usko istemal karke Pakistan Forex trading ke apps and down kobita tarah se samajh le taake aapko khud ka invest Kiya hua balance use karna aa jaaye aur aap loss na ho sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X