Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.
    Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.
    Trading kay doran traders greed mai aa kar ke ziada say ziada profit hasil karny ke liye bary say bary lot size kay sath trading karny ke try karty hain. aur iss trah say apni trading mai risk kay factor ko bohot he khatarnaak level tak barha laite hain. iss Greed ya lalich he woh main reason hai jis ke waja say traders ziada risk lainay per majboor hoty hain. Ziada Greed ya lalich ko apni trading mai zaroor avoid karny ke try Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

    G han bilkul ye bat sach hay key greed ka jazba jes trader me zeyda hota hay wo trading me enta hi zeyda risk leny ka sochta hay, jab key mature traders aur greed na karny waly traders market key mutabeq hi chalty hey, mera khayal ye hay key jo be trader big risk leta hay aur lot size ko capital key level se zeyda rakta hay to ye trader greed hi kar raha hota hay es ka nuksan ye hota hay key traders ko loss asani se ho jata hay jab key profit bahot hi mushkil se hony key chances hoty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

      Yes dear ye to ap ne sahe kaha agar banda ais mai profit aor loss ko sochy baghair trade kary ga to wo money management k hisab se aor apni trading strategy k hisab se kaam karyh ga aus ka ye faida ho ga k market mai jab bhi ap trade lagao gay to ap ais mai pips count karo gay ais mai ap profit ko ni sochy gay to ais mai ap risk kam ley gay ais tarha ap ko ais market mai kafi zayda faida hota hai magar ais k liay ap ko khud sabar karna parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

        Achche se nahi milega Hamein bus market se capital Pasha baithenge Hum yahan par aur usko recover karne Ke Chakkar Mein Hum yahan par baithe Rahenge yahan se trade karne ki planning honi chahiye trade karne ke liye Kapda Makan par regular practice Karke Jiska trading planning strategy bana le Ne chahiye Hume Pata Hoga kya aapne kis jagah se kis position se aur kis level se yahan par kaam karna hai
        • #5 Collapse

          Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

          G hain bhai jan apne bilklu hi sahi kaha hain humko is ein zad greed nahi karna chahye aur is mein humko chahye k hum is euin zada greed a kare aur humko chahye k hum is mein sabar se kam karna chahye aur is mein humko zada traders ko mehnat se kam karna chahye aur is mein humko chahye k hum is mein risk lena par majboor na ho
          • #6 Collapse

            Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.
            Trading kay doran traders greed mai aa kar ke ziada say ziada profit hasil karny ke liye bary say bary lot size kay sath trading karny ke try karty hain. aur iss trah say apni trading mai risk kay factor ko bohot he khatarnaak level tak barha laite hain. iss Greed ya lalich he woh main reason hai jis ke waja say traders ziada risk lainay per majboor hoty hain. Ziada Greed ya lalich ko apni trading mai zaroor avoid karny ke try Karin.
            Greed kisi bhi business kay liye acha nahi hota hai kyun kay lalach main insan ko apnay capital ka koi khayal nahi rahta us kay zehn main sirf yehi baat hoti hai wo ziada se ziada amount earn kar lay iss chakar main wo apna loss kar baithta hai .
            • #7 Collapse

              Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

              dear agr hum is main ye soch kr kam krein gey ap rato rat is main ameer ban sakte hein tu esa bilkal nai hai forex trading business main jo trader is main lalach se kam krte hein wo kameyab be nai ho sakte hein kameyab hone k liye hume is main menat krni hoti ha
              • #8 Collapse

                Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

                Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein greed bilkul nahi karna chahiye kiun k jab ap lalch kartay hain to apko hamesha loss hota hai kiun kay greed traders ko ziada risk lenay pe majbor Kar deti hai or usi risk ki waja se unko loss hota hai es liye es mein ehtiyat Karen or lalch Mein kabhi na paren q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or sabar kren jaldbazi bilkul na kren
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

                  Jb. Ham zeada ham lchjrty hy usji wa sy hamay bhot zeada Bry msly ho jatay hy lalach krny sy hamya bhot zeada nuksna ho jata ay Hana nuksan ahikrty hy jb hamakalach krty hu to ham akafi zeada hama is my lerning kry to ham nakama ho jatay hy hamaya lerning sahi kr I chiya apni
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

                    Yes brother aap ne theek kaha traders ziada profit ki lalach krty hein jis mein woh big lot bhi use krty hein aur phr risk bhi barh jata hai aur kuch traders profit ko jaldi hasil krny k liye gold ya crude oil mein trade open krty hein jb loss increase hony lgta hai tu phr same direction mein aur orders place krty hein jis se risk increase hota jata hai phr usko woh control nai kr sakty.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada Greed (Lalich) traders ko ziada risk lainay per majboor kar daite hai.

                      greed hamara enemy hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik legal business hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X