Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai
    Forex aik bahut acha business hai jis main ham ko kabhi bhi over confidence nahin hona chahyea hamasha apnay aap ko control main rakhen ya jo over confidence hai bahut buri bemari hai us sa hamain life ke her field main loss deta hai over confidence humari bahut burri aadaat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

    G Han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he Hai hum Thora sa profit ho ya loss ho hum bohat zayada over confident ho jaty hain jis se humen double nuqsaan ka samna krna par jata Hai humen chaheye KY apny ap ko over confident kabhi bhi na hone dyn balky sabar see kaam Lyn kyun KY over confidence ka result profit nahi hai balky double loss hai is se acha Hai ky hum kam profit hasil kr KY he sabar kr Lyn.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai forex mein hamari burii adat mein sy aik over confidence bhi hai.Dear friend jab hum forex mein trading k doraan over confidence k sath kaam kartay Hain tou hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum over confidence sy bilkul bhi kaam na karain balkay hamaisha sabar sy kaam karain issi mein hamari kaamyaabi hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

        Dear members of forum assalam o alaikum kase han ap sab dosto sir ki bat bilkul theek ha k trading mn jab hamin kuch arsa guzar jata ha aur hamin is time mn kuch earnings b ho jati ha to ye qudrati bat ha k banda confident ho jata ha lekin yahan us se kuch ghaltian hoti han jo over confidence ki waja se hoti han indicators aur analysis kuch aur signal de rahe hote han but ham un ko ni mante aur loss ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

          Trading me confidence ka hona zarori hay magar ye confidence enta be zeyda nahi hona chaye key ham risk factor ko hi avoid kar dia karen, traders ka confidence us key bahot kam ata hay maga rover confidence me agar traders ko decision leny ki koshish karta hay to ulta es ka traders ko nuksan hi ho sakta hay, over trading me kabi be traders big risk leny ka nahi sochna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

            Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to aus time hum ko agar kuch trades par profit ho jaye to hum ye hi samjh rahy hoty hai k hum jaisi trade lagaty hai market aus k hisab se hi move karti hai jab k ye hum ghalt soch rahy hoty hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais mai over confidence k sath kaam ni karna chaye ais mai hum analysis kary aor ais mai jitni lot ban rahe ho sirf atni use karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

              Aapko sahi hai ki Aap Yahan Par forest ke kaam mein management Rakhe jitni achhi aapki management Hogi kam bhi aapko Kitna suitable hoyega yahan se Apne Hi Banaye Hue thread main posting nahin kar sakte hain aap logo ko chahiye kya aap just friend bana Kar Kisi posting Karen Kisi Ki post par comment Karen otherwise aap usko bolo Nahin Karenge usko aap ke liye Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                Over confidence hamesha insan ko lay doobta hai islye humaray andar confidence hona chahye magar over confidence nahi kyun kay over confidence se hum market movment ki parwah nahi kartay aur focus karna chor daitay hain islye apnay andar confidence rakhna achi baat hai magar over confidence sirf nuqsan hi day ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                  ji main apki bat sa agree karta hun my frinds forex trading bussiness main hamari buri adton main sa ak adat over-confidence bhi ha jab ham zyada chlaki karta hain or zyada hi over confidance ho jat hain to kam par zyada dhyan nahi dat or hama lose ho jat ha lose ka sath sath hamra time bhi waste ho jta ha or sari mahnat zyaya ho jati ha es liya hama in choti choti ghaltiyon sa bachna chiya
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                    jis kam ma over confidence dikhaya jye wo kaam kabhi poora nahi hota kuch log to over confidence is tarah sy dikhaty hn k un ko fast typing nahi aati magr un k ps koi a kr beth jye to wo apny ap ko bht bara samajhty hn or over confidence dikhaty hn is waja sy bussiness ma loss bhi ho jata ha yehi sb sy buri adat ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                      Over confidence ke waja say traders ko kafi dafa bohot he bary loss b ho rahy hoty hain. over confidence traders mai tab aa jata hai jab traders ke kuch tadad mai trades achi ho jati hai tu phir traders apny app ko bohot he bry aur expert type ke trader samjny mai lag jatay hain aur phir iss kay baad woh market analysis ke zaroor b mehsos nai karty hain. jis say baad mai trading mai bohot he buray results milty hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                        g han bhai jaan hmein forex mein kaam krty huy sincere hona chahiy .hmein forex mein hared worker hona chahiy or hmein na hi over confidence hona chahiy na hi loosr hona chahiy belkrk mushklaat ko controle krna chahiy .forex mein khd ko sincere bnain isss k rules ko foloow krein iss k loss ko bhi control krein tub ham kkamiyabi ki traf ja sakty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                          Ye bat apki achi hain agar hum is mein over confidance ho jate hain to humko chahye k hum is mein is aadat se kam karna chahye aur humko is mein chahye k hum is mein ache se kam karna chahye aur is ein humko zada ehnat se kam karna chahye aur is mein humko ye aadat chor dena chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                            Thora sa profit ho ya loss ho hum bohat zayada over confident ho jaty hain jis se humen double nuqsaan ka samna krna par jata Hai humen chaheye KY apny ap ko over confident kabhi bhi na hone dyn balky sabar see kaam Lyn kyun KY over confidence ka result profit nahi hai balky double loss hai is se acha Hai ky hum kam profit bilkul theek kaha hai forex mein hamari burii adat mein sy aik over confidence bhi hai.Dear friend jab hum forex mein trading k doraan over confidence k sath kaam kartay Hain tou hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum over confidence sy bilkul bhi kaam na karain balkay hamaisha sabar
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein humari buri aadaat mein sae aik over confidence bhi hai

                              G bhai ap nay bilkul sahi kaha k over confidence traders k lein boht khatarnaak hay q k overconfident log aksar sochay bagair trade lagatay hain or loss krtay hain. On the contrary hamain soch samaj kr trade laga a chahiye take hm kuch kaama sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X