profit ke average ka hisab rahky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit ke average ka hisab rahky
    forex aik bohat bara business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hamy profit ke average ko hisab rahk kar market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: profit ke average ka hisab rahky

    bhai jan ager apka account 100 dollar ka hai to ap daily basis per us sy 4 ya 5 dollar bna lety hain to profit ki itni average kafi hai.aor is k illawa hamen bhi account ko dhaik aik target set kerna chye k ham is account sy hamfty men klam iz kam itna withdraw zroor len to hamen istrah apny ander lach nh lain gy.aor istrah hmara account bhi safe rhy ga.
    • #3 Collapse

      Re: profit ke average ka hisab rahky

      G han tohraa profitt trgtt set kar lenaaa chiyee our ousyy plaingg bana kar acheivee kar lenaaa chiyeee simplee sa trgtt bana karr markeet ko analysis krennnn markeet ko dehktyy rhyy ouss waqatt tkk entryy na lagyy jbb tk achaa entry point ni mil jataa jb axhei trad milti hai laga kar profit hit krenn markeet close kar dennn
      • #4 Collapse

        Re: profit ke average ka hisab rahky

        Ji apni theek Kaha profit ke average ka hisab Rakhna chahi Hamein money management Ko Dekhkar hi trade Lagani chahiye Forex it risky business Hai Hamein is mein bahut Dhyan se kam karna hoga tabhi Hum is se fayda Hasil kar sakte hain Agar Hum is main ityat Se Kam Nahin Karenge to Hamein loss bhi ho sakta hai isliye Hamein chahi ki Forex ke bare mein knowledge or experience Hasil Karen aur pher hmen kam karne mein Asani Hogi aur hum us ko acche tarike Se Kar Payenge
        • #5 Collapse

          Re: profit ke average ka hisab rahky

          G bilkul hamaen hr cheez ka hisab rakhna chaye k hamaen kis trade mein faida howa ha aur kis mein nuqsan howa ha es ka faida ye ho ga k hm jb sb record rakhaen ge tu hm improve krny ki koshish krean ge aur profit ko maintain rakhny ki koshish krean ge. Es liye record rakhna zruri ha
          • #6 Collapse

            Re: profit ke average ka hisab rahky

            g han bhai jan and welcom to all forex users bhai bht achi bat pochi hy hmehinn ch apni treding or bonus chahiy k trding ham profit ki avrege ka hisab rakhin .or profit ko dekh ker treding krein iss mein juld baaz ni banin .belkeh mehnat sy kam krein or achy profit ki umeed krein to ap hmesha kamiyab hn gy ager ap achi ummmed rakhty hein or acha bonus sath mein achi elearnning bhi hasil krty hein.
            • #7 Collapse

              Re: profit ke average ka hisab rahky

              Kitna Ghar Nahin Karna Chahte Hain Kitna Jyada rakhte Hain trustpilot kar sakte hain aur kamai bhi Itni Jyada kar sakte hain Forex trading karne ke liye aap ko smart hona lazmi hai aap Har time Yahan Par online nahi market Mein Nazar Rakhe market ki movement par Dekhe ki Kaise Maut hoti hai uska next level kya hai iska translate kab next change change Hoga aap apna achievement kaise kar sakte hain aapko market Mein karne se Milta Hai
               
              • #8 Collapse

                Re: profit ke average ka hisab rahky

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
                forex aik bohat bara business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hamy profit ke average ko hisab rahk kar market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                Hamein Apne profit ka Hamesha hisab Rakhna chahiye aur apne profit ko average ke hisab se hi Lena chahi kabhi bhi bahut jyada profit banane ke try na Karen Jab aap bahut jyada profit banane ke try karte hain to Aapka risk increase ho jata hai aur aapko loss ke chances increase Hote Hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: profit ke average ka hisab rahky

                  Yaha par sabse pahle Hum Ko develop karna hota hai kar lena hoga demo counter name pata hai ki hum ne kaam kaise karna hai aur Market ki movement yahan par kaise kaise Hoti Hai Jab aap shop par market ki movement code demo copper practice kar lenge to aapke account Mein Aakar kabhi bhi nuksan nahin Karenge aur yahan se always learning Karenge Agar Hum Yahan Par risk Lenge to Hamein Yahan Par Baat Bhi utna Jyada milega
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: profit ke average ka hisab rahky

                    Profit ki average ka hisan rakhna kaisay zarori ho sakta hay. hala kay iska koe fida nahi hay. meray khayal main aik waja hay kay trader ko is ka idea ho sakay kay ager itna profti itnay account per earn kia hay to wo monthly kitna earning profit hasil ker sakta hay. ta kay trader ko idea ho jaye kay wo itnay percent per week ya month earn ker sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: profit ke average ka hisab rahky

                      hamy avarege ka be hisasb rahkna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik aam business ke nibat acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex ma students be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: profit ke average ka hisab rahky

                        sir aap theek hai aa rahe hain profit ki average ka hisab bhi rakhna chahiye kyunki hame kitna profit hua hai aur humne month mein kya achieve Kiya aur kya halchal kiya kya khoya yahi sab hamare paas hisab hona chahiye kyunki kitna profit liya aur kitna loss Kiya iske bare mein maloom hona chahiye aur month ke and mein ya 2 month ke baad maloom Ho jayega humne kuch hassil bhi kiya hai ya loss hi kiya hai bahut best strategy hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X