Spread broker ki fees hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread broker ki fees hoti hay
    Dear friends ap sab ko pata hay kah forex market main jetnay bi pairs hain un main spread hota hay aur ap ko btata chalon kah yah spread har broker ki fees hoti hay jo woh ham say trade open karnay k badlay main leta hay aur yah fees kisi pair ki kam hoti hay aur kisi pair ki zayada hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread broker ki fees hoti hay

    g han bhai jan jasy he ham trade open kerty hain to hamri trade loss men chali jati hai to wo jo shru men hamen loss ho jata hai to broker ka comkison hota hai isliye hamen chye k ham apna comison bhi den aor account ko wash hony sty bhi bachain to usakily hamen aik achi trading ki zroort hoti hai aor iskaily haemn chye k wo pair seklect kren jin k spread bhot kam hain istrah aik tio hamri trade jald profit men a jaye g aor is sy haemn acha khasa profit mily ga,
    • #3 Collapse

      Re: Spread broker ki fees hoti hay

      thanks dear membr apn aj hamein is bat ka bhe bta dya h is lye ham kaehte hain k jo hamare senior membr hain wo agr hamein inform dete raehin to ham forex mein na kam nai hote apne saeh kaha h hr pair p fees hoti h jo us wqt kati jati h k jb ham tarde open krte hain jo suro mein fees kati h mtlb hamri trade los se etart hoti h ye fees kati h
      • #4 Collapse

        Re: Spread broker ki fees hoti hay

        Ji haaan BiLkul FoRex Main Har pair Kii hii SpRead HoTi Hai Or SpRead k Baghair Koi bhi teade nahi CLoSe Ki Jaa Sakti Q k SpRead BroKer Kaa MaRgin HoTaa Hai or Yeh Hii BrOkEr Ki Earning HoTi Hai Or aGar Koi Trader Chahata Hai k Safe Trading Ki Jaaey To Usay KoShiSh KaRni Chaahiye k hamEshaa Kam Spread Waalay Pairs Py trade KRAY...
        • #5 Collapse

          Re: Spread broker ki fees hoti hay

          Yes brother aap ne bilkul durst baat ki me agree kerta ho aapki baat se hamen trading k her rules ka pata hona chahiye k market k kia rules he or broker k kia rules hote he agar hamare pass trading k rules ki information hogi to hum ache tareeqe se trading bhi ker sakte he buht saare members ye question karte he k hamari trade loss se hi kio start hoti he to unko is baat ka pata hona chahiye k ye spread broker ki fees hoti he jo starting me hi cut ho jati he.
          • #6 Collapse

            Re: Spread broker ki fees hoti hay

            g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai spread broker ki fees hoti hai jis main hum apni trading karty hain actualyy spread hota he broker ki traf se hai or hum jis air main trdaing karty hain hmain os pair k kam spraed waly par trading karni chahye q k jub hum zyda spraed walu pair main trading karty hain tu hmain fees bhi otni he deni parhti hai tu es bat ka khas khyal rakhen
            • #7 Collapse

              Re: Spread broker ki fees hoti hay

              to hamri trade loss men chali jati hai to wo jo shru men hamen loss ho jata hai to broker ka comkison hota hai isliye hamen chye k ham apna comison bhi den aor account ko wash hony sty bhi bachain to usakily hamen aik achi trading ki zroort hoti hai aor iskaily haemn chye k wo pair seklect kren jin k spread bhot kam hain istrah aik tio hamri trade jald profit men a jaye g aor is sy bta dya h is lye ham kaehte hain k jo hamare senior membr hain wo agr hamein inform dete raehin to ham forex mein na kam nai hote apne saeh kaha h hr pair p fees hoti h jo us wqt kati jati h k jb ham tarde open krte hain jo suro mein fees
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Spread broker ki fees hoti hay

                Ji haan Forex car broker Hamein forex market Mein pahunch deta hai. Aur Iske Alawa Hamein trading ke liye leverage deta hai. Jiske Badle Mein usne Humse kuch na kuch to Lena hi hota hai. Aur vah separate ki Shakal Mein Apni fees charge kar leta hai. Kuch broker ka spread kaam hota hai Jiska matlab hota hai ki Unki fees kaam hai aur kuchh broker ka spreade Jyada Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Spread broker ki fees hoti hay

                  brother is main jab be hum trade open krte hein tu hume phaly lose ho jata ha wo lose hume spread ki waja se hota ha is main spread hamri trade ki fees leta ha hum jis marsi trade main kam krein har trade ka apna apna spread hota ha fees leta ha hum se
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread broker ki fees hoti hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                    Dear friends ap sab ko pata hay kah forex market main jetnay bi pairs hain un main spread hota hay aur ap ko btata chalon kah yah spread har broker ki fees hoti hay jo woh ham say trade open karnay k badlay main leta hay aur yah fees kisi pair ki kam hoti hay aur kisi pair ki zayada hoti hay.
                    Yes sir. hmen chahye k aesy brokers ko select kren jo low spread offer krty hen. taky hmen ziada se ziada profit ho sky or fees km se km rahy. magr ye b daikhna chahye k wo broker fake ya fraud qisam ka na ho blky trusted ho. Expert traders b hmesh low spread waly brokers ka intekhaab krty hen is or ye hi aik achay broker ki good quality b hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread broker ki fees hoti hay

                      yes my dear jo bhe app ko currency pairs main spread milta hai our jo us main ap ko lot k mutabik advance main app kki trade minus main start hoti hai wo broker k charges hoty hain pher app ki trade chahy profit main jati hai ya pher loss main jati hai us pay broker ko fiada he hota hai app ko apni trading ache kerna ho ga pher he app acha profit earn ker pao gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread broker ki fees hoti hay

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or ha spread broker ke fee hotee ha jab be hum trade lagataa ha to wo fee lalataa ha..........
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread broker ki fees hoti hay

                          g han spread brokers ke fee hote hain forex aik bohat bara busines hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai part tim ya full time kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be nahi mily ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Spread broker ki fees hoti hay

                            G bahi ap ne thek kaha hai k spread broker ki fees hoti hai jo k trade open hotay he broker kaat leta hai. Ab hamari trade profit men ho ya loss men broker ko is se ki farq nahin parta Q k us ne apni fees lay li hoti hai. Spread currency pairs ka b alag alag hota hai aur Silver aur Gold us se zyada hota hai aur crypto currency ka sab se zyada spread hota hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X