apne system ko simple rakhe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne system ko simple rakhe
    me new traders ko kaho ga ke wo apne system ko simple rakhe trading system jitana simple ho ga hume market ko samjne me utani hi asani ho gi agr hum zaida indicators laga le gy tu hum faisla nahi kar sake gy ke kon sa indicator sahi signal de raha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne system ko simple rakhe

    hum apne system ko simple rakhne se Hi trading mein kamyab ho sakte hain agar strong aur pechida hoga jisse hamara for members ko baat samajh nahin aayegi aurva hamein fayda nahi hoga aisi baat Karen Jo aam Ho aur every member ki samajh mein aaye jaaye kyunki forex trading arm farooqui guftgu Hai jisme in aam aadmi kam knowledge wale hi hote hain
    • #3 Collapse

      Re: apne system ko simple rakhe

      G Han bilkul ap.ki bat theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade open Kate Hain humain chaiay k hum apni trade ko apne liay tough nai bnain balke simple method apnain aur us k mutabik hi trade Kare kiu k agar hum boht zada tools apni trades par apply Kar lete Hain tou hum Apna loss karte Hain aur achi trade nai Kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: apne system ko simple rakhe

        Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik acha profitable business hae is main hum jitne zayada mehnat kartea hain hamen utne zayada earning hote to is liye hamen caiye ke hum apne account ko bilkul simple rakhen
        • #5 Collapse

          Re: apne system ko simple rakhe

          G han neww traderr ko simplee chart linee bana karr dehknaaa chiyeee simplee saa markeet ko dehkyyy indictorss tuo bohtt saryyy haii istmal 1 ka hei karnaa chiyee joo bestt singlee den jb zaidaa indictorss ka istmal krenn gy tuo ap kaa mindd soch main par jaiyy gaa kn sa best single hai..
          • #6 Collapse

            Re: apne system ko simple rakhe

            demo account Se Hum Jyada Se Jyada experience Hasil kar sakte hai kyon nahi kar sakti is wajah se Hame chahiye ke Ham demo account par Jyada Se Jyada practice Karen ISI Mein Hamara fayda Hai jitni Jyada Hamari practice Hogi utna hi Hamein Achcha trading Karni aa Jayegi par ki aapne kaha ki Apne system ko simple rakhi hai tu bilkul sahi Kaha Apne Apne trading method ko simple Rakhna Chahiye
            • #7 Collapse

              Re: apne system ko simple rakhe

              Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki Hum apne system ko simple rakhne se Hi trading mein kamyab ho sakte hain agar strong aur pechida hoga jisse hamara for members ko baat samajh nahin aayegi aurva hamein fayda nahi hoga aisi baat Karen Jo aam Ho aur every member ki samajh mein aaye jaaye kyunki forex trading arm farooqui guftgu Hai jisme in aam aadmi kam knowledge walay hotay hain .....
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: apne system ko simple rakhe

                New traders ko chahiay ke apne system ko zeyada se zeyada simple rakhain jitna system simple ho ga humain forum ko samjne main asani ho GI jitne zeyada indicator hon itni mukil ho GI him kis ko karain kis ko na karain
                • #9 Collapse

                  Re: apne system ko simple rakhe

                  G haan dost aap ne bilkul durst baat ki he hamen trading k doran apne chart ko simple rekhna chahiye or kissi bhi aik hi indicator ko use kerna chahiye jo ziada se ziada helpful ho jaisa k buht saare members Relative Strength Index (RSI) ko use karte he me khud bhi ziada tar RSI ko hi use karta ho to hum aik indicator k sath achi trading kern sakte he or easy bhi he trading kerna.
                  • #10 Collapse

                    Re: apne system ko simple rakhe

                    Jee bilkul Jitna apka trading system simple Hoga Tumhi aap acchi earning kar Sakenge aur usne hi easy hokar trade Karenge. Lekin agar aapne Apne MT4 chart par Kafi Sare indicators Laga liye bahut sari lines Laga Le Tu aapko Chart ke rate ki samajh To Nahin Aayegi lekin aap indicators aur lines Ko Dekhkar hi trade Karenge Aur Is Tarah aapko kuch Hasil Nahin hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: apne system ko simple rakhe

                      FoRex Main Agar Manual Tareeqay Se Trading Ki Jaaey To kamyaabi k ChanCes Bhi Zyaada Hotay Hain Or Agar loss ho bji Jaaey To Humen AfsoS Nahi hoTaa Q k Hamaray Apnay FaisLay Ki Wajaa se Loss Hota hI Jab k AgR inDicatoRs Use Kiye Jaaen To ZeHan kuCh KeH raHaa HoTaa Hai oR inDicatoRs kuCh KeH Rahy Hotay hain jis Ss ConFuSiOn KaFi BaRh Jaati Hai Or loss k ChanCes Bhi ZyDA ho Jaataay Hain...
                      • #12 Collapse

                        Re: apne system ko simple rakhe

                        Ji aap ne Sahi kaha hai ki Apne system ko simple Rakhi Is Tarah Se Hum Bhi Soch Samajh Ke aur apne kaam ko manage Kar Ke Chalna Hoga tabhi Hum is business Mein Kamyab Ho Payenge Hame chahiye ke hum new post Lagaya Karen Koi Nahin information Lagaya Karen post mai Main Agar kisi ke paas koi nayi information ho to Ta ke sab log Aise fayda Hasil kar. Jis Se aap fayda Hasil kar rahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: apne system ko simple rakhe

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama skat hain hamy is mai strategy ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex trading studnet or house wife's ky liey bohat ache job hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X