Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

    Hamein chahiye ke hum Apne weak points ko Dur karne ki koshish karen Hum Soch vichar Kare Ke kaun si Aisi galtiyan Hain jinko karne ki vajah se Hamein nuksan Hota Hai agar Is Tarah Se Hum Soch bacha Karenge Soch bacha Karke Apna Kaam Karenge to hum is business se bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain iss wajah se Soch Samajh Ke Apna Kaam Karen aur kamyabi Hasil Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

      ji bro jo loag bhi es busasiness main fail holta hain wo apni mistake ki wjha sa fail hota hain kun ka wo laprwahi karta hain or ka par dhyan nahi data lakin baz conditions main hamari galti nahi hoti lakin market ki bar bar changing ki wjha sa confus ho kar ham trading karna main ghalti kar data hain or lose ko face karna parta ha es liya hama ahtyat kjarni chiya
      • #18 Collapse

        Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
        Aksar hota hay newbies pe kay paas knowledge kam hota hay wo samjhtay hain kay market ka kasoor hay luck ki wajha hay jo humay acha profit nahi horaha ya hum loss ko face kar rahay unki apni weakness he hoti hay knowledge ka kam hona essi wajah sey wo kamyab nahi hotay so apni weakness ko thek karna chahiye.
        G han yehi hisab hota hai. newbies k ander leak of knowledge ki wja se loss krne ki ziada imkanat hoty hen. agr wo time to time apne knowledge and experience ko improve krty rahen to aik din wo apne sab weakness pr control kr skty hen jis se unki profit bnanay ki Ability b barh sakty hain. Is lye newbies ko apne loss ka zmedaar luck ko nai tehranana chahye bl k apni mistakes ko avoid krna chaye.
        • #19 Collapse

          Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

          Architect ke bare mein Mukammal knowledge sakte hain ke unko Pata lag jata ki market ki site par Jane Lagti Hai market Mein Rehte Hain Yahan Par bhi kar sakte hain Apne sakte hain Apne account ko strong bana sakte hain aur acche level aur Kachi position ki taraf se lekar Ja sakte hain Yaha par sab trader Jante Hain ke Forex ka business se bahut jyada De Yogini wala business hai untrustable business hai
          • #20 Collapse

            Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
            Aksar hota hay newbies pe kay paas knowledge kam hota hay wo samjhtay hain kay market ka kasoor hay luck ki wajha hay jo humay acha profit nahi horaha ya hum loss ko face kar rahay unki apni weakness he hoti hay knowledge ka kam hona essi wajah sey wo kamyab nahi hotay so apni weakness ko thek karna chahiye.
            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humaray pass jtna knowledge or experience ho ga hum utni he trading kar sakty han or us hessab sy earning kar sakty han or jahan knowledge or experience kam hota ha wahan wahan utna he loss ya profit kam hota ha is ley knowledge or experience hasil kar k trading karny
            • #21 Collapse

              Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

              Yes sir aisa he hain jab hum iss main kam karta hain toh humain iss main apna knowledge ko bhot zada better karna chaiye thky hum iss main acha bouns earn kar sakiye or iss main bhot he acha profit earn kar sakiye humain iss main apni mistakes k waja sy he loss hota hain jis ko hum yeh samjta hain k market k movement tez thi aisa bilkul be nahi hota actually humeri mistake he hoti hain iss main jis k waja sy humain loss kah samna karna parta hain
              • #22 Collapse

                Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                Aksar hota hay newbies pe kay paas knowledge kam hota hay wo samjhtay hain kay market ka kasoor hay luck ki wajha hay jo humay acha profit nahi horaha ya hum loss ko face kar rahay unki apni weakness he hoti hay knowledge ka kam hona essi wajah sey wo kamyab nahi hotay so apni weakness ko thek karna chahiye.
                G bro apne ny thk kaha k jis k pas experience
                Na hu to wo he fail hu jata hy as ly demo ka experience hona lazmi hona lazmi hu otherwse wo fail he hu ga
                • #23 Collapse

                  Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

                  G bilkul thek kaha ap ne aik trader ke failure ki wajah us ke apny weaknesses hoty ha trader apny mistakes ki wajah se bhi fail hota ha kamiyab trader wo hota ha jo mistakes se learn karta ha kamiyab trader apny weakness par qabo pata ha wo apny weakness par bohat mehnat karta ha aur end me us ke weakness hatam ho jaty ha weakness har kisi ke andar hoty ha lekin is ko qabo karne wala kamiyab ho jata ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

                    yes fail hne k bad sabar karna hota h aor aap ke baat theek hay k ham ko forex trade may invest karny say pehly achi trah learning karni chaiya aur zyada knowledge akhta karna chaiya q k jis trader k pas jitna zyada knowledge aur experience ho ga vo utna he successful trader ho ga aur utni he achi earning kry ga is liay ham ko trade k bary may zyada information akhti karni chaiya....
                    • #25 Collapse

                      Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye ki Humne apni weakness par control karna chahie Agar Hum Apni weakness par control Nahin Karenge To Hum Kabhi Bhi ismein achha profit Hasil nahi kar Payenge Aur Hum Har Waqt na kam ho jaayenge thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Agar koi trader fail hota hay just apni weakness ki wajah sey hota hay

                        ji haan bhai jaan Aap Ne Dil Tak theek kaha hai ki a trader isme Tera Jata Hai Woh apni wapking ki wajah se hota hailekin main Imran Fox ko rehta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X