Do not depend on one trading pair sometime confusion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not depend on one trading pair sometime confusion
    Dear members kuch newbies hotay hain wo aik he currency pair ya gold ya oil pe tries kartay hain but fail hotay hain newbies honay ki wajha sey less experience hota hay so unhay chahiye jab aik side se faida na hoharha kisi second pair pe try karain wahan apni trading ko best karain dusray pair pe agar achi move hogi practice hojay gi then wahan kamyabi milay gi.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

    G Han ap ki bat bilkul theek Hy aur main ap ki bat se agree karti hun k forex ko Jan hum new join karte Hain tou humare pass Kam experience hota hay jis wajha se hum achi trade nai kar pate is liay agar humain aik pair faida nai deta you humain chaiay k hum koi aur pair select Kar k us par practice Kare ho sakta hay k ap k lit wonpair faide mand ho aur ap us main achi trades Kar sake so practice karte rehna chaiay
    • #3 Collapse

      Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

      apka apna tajurba hai lakin mera mind ke mutabi hume zaida pairs per kam nahi karna chahiye us se b hume nahi pata chale ga ke kon sa pair kya karne wala hai hume apna kam limited rakhna hai or pairs b koi 2 3 hone chahiye jin me se aik best hona chahiye jis per ap zaida kam karo.
      • #4 Collapse

        Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

        G han hmen aik hi pair tk mehdod nai rahne chaye q k baz okat us pair pr profit bnany k chance side way market ki wja se nzr nai aty hen. Aesi surat me hmen chahye k hm dosry pairs pr aik deep glance dalne or un me profit k chances tlash kren. sath hi fundamental affairs b daikhen k kis currency k both weak ya strong hony k imkan hen. un chances se bharpur faida uthana chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

          Humery pass trading maen koi 29 k kareeb currency trading pairs haen 2 boht he important metal pairs silver our gold Hain energy maen humery pass oil Hy to dosto humean pher aik pair k oper depend koin kerns chahay humean us maen mehnat karni ho gee hard work karean gay to pher he hum is maen kamyaab hoo pain gay sb maen trading the heho sagte Hy jab knowledge acha ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

            Gee haan aap ko aik pair mein kaam nahin keerna chahyea balkay humain doosray pairs.mein bhi kaam kerna chahyea practice bhi kerni chahyea ta kay agar kisi pairs mein mushkil pesh aye tou hum kisi doosray pair.mein kaam kerain
            • #7 Collapse

              Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

              FoRex Main Kaamyaab Trading k LiYe Kam AZ Kam 3-4 Pairs py Trading Karni Or Un ki moVeMeNt ki Samajhnaa Bhot Zaroori Hai Taakay Agar Aik siDeWay TreNd Main Ho To Hum kiSi Or Pair Py Trade Lagaa KaR Trading ko ContiNue rakh SakEn Jab K Agar Hum aik Yaa 2 Pairs Py Hii SiRf Trading KaRen To hamaara KaaFi timE Waste HoTaa Hi....
              • #8 Collapse

                Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                Dear freindd ap ki bat thkkk haiii lykinnn phlyy strtt main cuurncyy pairr parr trading karnii chiyee ouss main seekhnaa chiyeee ous kyy badd koi ek axhaa pair select krrnnn gold yaa oil main syy ouss ek main axhaa experincee bamayyy ek pairr par hei tawajoo denii chiyee our experinvee banana chiyee ..
                • #9 Collapse

                  Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                  bhai hume is main hume hume haigy pair main kam krna hi nai chaiye sab member gold ur oil main sab se zada work krte hein jise hume lose k chance zada hote hein market main sab se achi currency eurusd gbpusd hein is main hume kam lose hota ha ue hum profit hasil kr sakte hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                    dear member ap ny bilkul sahe kaha hy new members preshan hoty hn loss sy liken new member jo bari ghlti hy knowledge hony ki wajh sy ek trade agar loss mn ja rahi hy tu 2osri us ky khialf aur trade open kar lety hn jes ki wajh sy account wash ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                      hamein chahiye ki hum koi nayi post lagayein is business main takriban Roj hi purani post Lagi hoti hai jane par sab members jawab de de ke thak chuke hain koi nayi post honi chahie ya expert jo hai Unka kaam hai ki agar unke Paas koi nayi information hai tu Hua IES post Mein lagae Taake logo Tak bhi ya nahi information pahunch Jaaye Aur vah Bhi in se fayda Utha sake yeah expert ko Chahe ki woh Aisa karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                        Assalamu Alaikum dear Forex number aapne bilkul theek kaha hai ki Hamein only one trading Pair par kabhi bhi depen nahin karna chahiye Kyunki Agar Hamara lakh 1 trading pair Par Nahin Hai To Hame chahiye Hum dusre ko Aazmaiyeen Kyunki Is Tarah Hamara experience aur knowledge Jyada ho jayega Aur Hum Forex Mein expert Ban Jayenge
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                          G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, agar ksi new trader ko ek pair ki movement ki samajh na aa rahi ho to usay chaheay kah woh kisi aur pair par trading ki try karay aur jis say usay profit earn honay usi par trading karta rahay aur experience hasel karta rahay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                            g is ma ham logo ko iak hi pair ya iak hi curriencies pa try karta rahta han is am ham loho ko agar kamayab nahi mil rahi to ham logo ko kisi dosri pairs pa kam karna chaye kya pata ham logo ko is ma kamayabi mil jay is ma jo newbies hota han un ko chhaye ka wo different pairs pa kam kara aur jis ma kamayabi ho is ma kam karta raha ta ka un ko is ka bara ma experience bi ho jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Do not depend on one trading pair sometime confusion

                              Ji aap ne Sahi Kaha aapne hedge ke bare mein Pucha Tu Hai Hamein nahi karna chahi hedge Ki Mumanat Hai company Ne has karne se Mana Kiya Hai hamein chahiye ke hum ek hi trade lagayein aur Soch Samajh Ke Lagaye Taake Ham apni trade ki taraf Puri tawajo Den aur Australia se achchi Ham profit Hasil kar sake Is Tarah Se Agar Hum Soch Samajh Ke aur apne kaam ko manage Karke Chale Ayenge To Ham Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X