Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?
    Dear brothers forex trading men take profit aik bahut hi acha option hey aur jo log her waqt market pe nazar nhi rakh saktay ya koi aur job ya business kartay hen unn k liay TP lagana bahut zaroori hey aur iss k ilawa rat ko sotay waqt TP zaroor lagani chahiay ta k agar market achi move karay tu tp hit honay pe profit zaroor mil sakay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

    G dear forex reading mai tp es waja se lagtaye hain kay baz dafa hum trade ko ooen kar kay chor daitays hain aur bad mai humain band karnaye ka time ni mikta hai jub kay tp lagaye ho gaye tu auto pay he band ho jata hai trde jub tp hit ho jatayre hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

      Forex trading business mein take profit lagana is liye zaroori hy k take profit ko laga kar hum profit earn kar saktay han kiok market ki movement hoti rehti hy aur agr take profit nhi hy tu market profit mein ja kar phr loss mein ja sakti hy aur agr take profit ho ga tu market us point par close ho Jaye gi js par take profit ho ga aur New trader k liye take profit lagana buht zaroori hy New trader ko lazmi take profit lagana cahaiye
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

        dear brother take profit ka use un logon k liay zroori ha jo log hr waqt market pa nazar naen rakh sktay woh log apnay target pa take profit lga detay hn aur hit ho janay pa unki trade shro ho jati ha is trh woh forex trading sa achha profit hasil kr letay hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

          Trade jub open krta gain tu tp.lazmj lagain kiun ka tp bohot zarori hai islia ka jub ap trade open krta hain ap dobara trade dahk nahi sakta tu jub market ap ki lagai hoi trade ka mutabik jati hai tu ap dahk nahin sakta tu profit ahna pr auto close ho jaya gi is lia dear forex mai tp lazmi use karian warna profit loos mainchala jaya ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

            Forex trading main TP lagaane ke liye 2 important baat hai first ja ke TP laga hone se market tipico hit karne ja kuch upar jane ke baad dobara wapas aa sakti hai aur DP haathon se accha profit Mil jata hai
            Second baat ye hai ki TP lalach se invite deta hai kyunki bahut se Mumbai lalach karke profit ko bahut jyada long-term Le jate Hain aur wapsi par hua bahut jyada profit bhi khatam ho jata hai aur loss bhi hota hai koshish karon TP jarur lagaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

              Forex market main trade kerty huey tp isliay zaruri hoti hai ky market main jab ham present nehi hoty tou market bahot zyada hamari favour main bhi move ker chuki hoti hai ky ham trade ko manual close nehi ker sakty tou hamari agar p lagi hui ho tou aesy time main hamara profit save Ho jata hai phir market beshak reverse move ker jaty
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

                forex trading me TP lagana q zaror hota hai me yaha aik sawal karta ho ke jub hum trade lagate hai tu kya hum sara sara din market ke agy hi baithy rahte hai nahi na humne apne kam b karne hote hai ghar is liye hum TP laga dete hai ke market agr mere level tak aye tu hum hi trade close ho jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

                  Dear friends forex trading mein take profit yani tp lagana boht zaruri hai kiun kay jaha tak ap tb lagayen gay waha tak apko har sorat profit ho ga or yeh loss mein nahi jaye ga kiun kay aksar trade jab profit mein ja kay phir achanak Nechy ko move kar jatay hain to aisay mein apko loss hota hai or tp lagaana es liye zarori hai kay apko loss na ho or profit ho jaha tak tp lagi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

                    of curse dear friends TP ka used take profit kluay hota hy hm market ki movement ko dekhty hn aur usi hisab sy TP ka used karty hn kinkeh TP lagany sy hm cahy majood hon ya nh ho hmara profit take ho jata hy auto par esi liya TP ka used lazmi hona cahiya market ki movement ky hisab sy hmen apna TP fix karna cahiya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men TP lagana kiun zaroori hota hey?

                      G han apny achi baat bate hai ager ap trading main tp ka istmal nahi karty to ap ghalt karty hai apko chiye kay forex trading main humesh tp ka zoror itmal karyn kyun banda har time mrket kay sat tuch main nahi reh sakta kabhi kisi kaam ki waja say masrof rhta hai or market ko dekh nahi sakta so ap ko is kay liye chiye kay tp lagyn kyun kay market jab bhi profit main move karye to pko tp hit hojye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X