*Greed is a Curse...*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    G han lalach buri bala ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen agr hmen is business me loss se bachna ha tu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      forex trading ma greed se bachna chahyhe kyu k greed traders ki enemy hote ha..forex trading karte waqt agar greed karen ge tu profit be loss kar sakte ha ..forex trading karte waqt target set karne chaye aur us k mutabeq trading karna chayhe..
      • #138 Collapse

        mery bhi kuhaesa he mashwara ha aap logo ko or rayeb bhi ye he hai k kam peso sakam chalana chaye or kam trade krna chaye jab lalch ma aa kr log zeda ko dekhty hian tu galti ka imkan zeda htoa ha
        • #139 Collapse

          Assalam u alikum friend jee han hum yeh bachpan se sunty parhty aa rahy hain k greed is curse or forex me yeh apply hoti hai k jab bhi hum forex me trading kerty hue greed kerty hain wahein se hamara account khali hona start ho jaata hai humein thore thore profit ko hi accept ker k aagy barhna chahiye.
          • #140 Collapse

            jee bilkul janab ap theek keh rahay hain greed is a curse hamne koi bhi kam kartay huye greedy nahin hona chahyie especially Forex trading k iss business main tou bilkul bhi greedy nahin hona chahyie kynk lalach karnay se hamen sirf or sirf loss he hota hae kabhi profit nahin hota hae..
            • #141 Collapse

              Greed bhut buri bala hai. Trader ko greed sy Bachna chaiye warna forex sy earn nahi bal k loss hoga.
              • #142 Collapse

                i han yeh busniss lalach se nhi blkay demaghi silaheton se krna hota hai yeh bat to sach hi hai ke lalach ka anjam hamesha bura hota hai.
                • #143 Collapse

                  G han my dear friends yhe such ha ke greed is curse. forex trading market main forex traders ko greed bilkul nai karni chahiye. kiyun ke forex trading market main jo log jitna greed karte hain wo forex main utna hi loss karte hain.
                  • #144 Collapse

                    g han greed se bachna traders k ley bahot hi harmful or hard hota hay magar forex me success k ley hamy greed ko apny andar se khatam karna ho ga
                    • #145 Collapse

                      dear aysa keh skte hain but ap ko chahiye k apne ap ko emotions free aur greeedy se door rakh k es business mai kam karo ta k ap ko loss naho...
                      • #146 Collapse

                        han dear ye aik good buiness hais i ko koi bhi kr lsta hai ye aika cha buines shais i ko kisi tiembhi kijaksta hai ye aik real buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hai
                        • #147 Collapse

                          Dear ye bat such hai k lalach buri bala hai aur ye insan ko taba kar deti hai.Forex kay ander to lalach zahar ki manid hai jab bi ap kay mind mein greed ata hai to ap ki trading risky hojae gi,hamesha greed say bach kar thora profit rach kay kam karna chahai.
                          • #148 Collapse

                            greed is curse ka bachpan se sunty aaty thy magar amli ya practical ka yahan pta chalta hai forex trading pe aa k waqi agar ham greed ho k trading kren tu hamen sirf loss ho jata hai is liye greed curse hai waqi
                            • #149 Collapse

                              Lalach buri bala hy aur agar hum lalach main aa kar ziada profit key chakar main rahain gey to jo profit hum ney hasil kia hy woh bhi zaya ho jaye ga. Hamain jald bazi nahi karni aur is risky business sey buhat dhayan sey profit banana hy. Forex market kisi bhi waqt aap ko loss dey sakti hy. Greed sey door rahain gey to aik din zaror kamyab ho jayen gey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Yes dear forex me Jo log greed karte hain WO apna bohat zyaada loss karta hain.tore time me zyaada ki lalach une bohat nuqsaan deti ha .is lia greed se bachna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X