*Greed is a Curse...*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g haan g apki baat bilkul teekh hai keh greed is curse ,, laluch insaan ko kahen ka nahe chorta hmyn laluch nahe karna chhye lalauch boht bui cheez hai jo aksar logoon ko lag jati hai....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes brother bilkul theek kha aap nay greed hr insan ko lay bethti hai kyu k hum jitna greed krtay hai us say hmaray earn kya hoowa profit b loss main coonveert ho jata hai or account tak wash ho jata hai...
      • #108 Collapse

        hmen forex trading me greed sy bilkul kam nahi lena chahiye kuch log forex ko shayd koi jadu ka chiragh ya esi scheme samjhty hn jis sy wo raton raat ameer bn jayn gy esa bilkul nahi hota hmen lalaach sy kam leny ki bajaey hardwork krna chahiye
        • #109 Collapse

          Yes greed is harmfull a forex trader.So hame kabhi greed nehni karna chahie.Agar ham greed ko avoid nehni kie to hame forex me loss jarur hoga.
          • #110 Collapse

            yes afcourse dear you are right, greed is always curse, greedmain aakar ham aksar glat faslay kar bethtay hain, aur loss ho jata hay, aagr aap apna aik target rakahin gay keh aik din main aap nay 10 tak earn karna hay to phir us target kay acheive hotay hi trading rok dain, lalach main na ayan, lalch main aksar nuksan ho jata hay,
            • #111 Collapse

              Ggggg bbbbbiiiillllkkkkkuuuullll jjjjnnnnnnaaaaaabbbbbbb uuuuu nnneeee ssaaaaahhhhiiiii kkkkaaahhhaaa hhhaaiiiiii ggg
              • #112 Collapse

                Forex trading mein loss iss waja se hota hai k hmari skill achi nahi hoti orr ham lalach krte hie orr choty account k tanasab se ham bari lot lagaty hein. esa krne se hamara risk level barh jata hai orr pr ham loss kr jaty hein. purani kahawat hai k lalach buri bala hai. ye kahawat yaha pr bi lago hoti hai.
                • #113 Collapse

                  forex ke business me jo banda apne andar se lalach khatam kar leta hai us ko is business me losses hone band ho jate hain mene bhi is business me socha hua hai ke lalach ke bina kam karne ki koshish karon ga takey losses se bach jaon .
                  • #114 Collapse

                    greed to curse ha yh pta ha trading main greed say bachana hamara fraz bnta ha trading main greed na krain khd aql sy kam krain to trading main loss na ata ha trading profitalble ho jate ha
                    • #115 Collapse

                      lalach to humay bhai jaan har kaam mai loss he deti hai per humay forex mai to kabi b lalach neh karni chaiey is mai humay loss k siwa or kuch hasil nhe hota hai or is waja say humay daily apna aik target rakhna chaiey then us k hisaab say he humay trading karni chaiey wo b daily basis per tabi humay loss nhe hoga
                      • #116 Collapse

                        jee haan lalach forex me buri nahi bhtttt buri bala hai log aksar lalach kartay hain n apna bnaya howa profit bhi n investment bhi dono k dono loss kardaitay hain
                        • #117 Collapse

                          G bhai ap theek kh rhay hai laalach buri blaa hai or tarder ko trading mai kbi b bilkul b Greed or emotional ho kr trading nhi krni chahiye Q k greed say hmesha trader ko loss hi huwa hai kbi profit nhi huwa isi liye trader ko trading k doran in cheezo say btchna chahiye or complete patience k sath trading krni chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #118 Collapse

                            Yes of curse my dear friends greed is a curse. forex main greed sab se ziada nuksan de ha. or forex main forex traders jitna greed karin ge utna hi loss main jain ge. greed app ke money ko kha jata ha.
                            • #119 Collapse

                              yeh bht purani kahawat hy k lalach aik lanat hy ur waqi yeh haqiqat hy q k is ki waja sy kafi time hamari trad bhi phass jati hy ur hum profit cloz ni kerty ur hamri trad minis main chalki jati hy sirf lalach ki waja sy is lye is sy bachna chye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                yes koi b business ho usma jub emotions ur greeds aha jata han to vo business tabhai ki trf chala jata ha aur trader ko confuse krta han. is lia ak acha trader whoe hota ha jo ha jo greed or emotions ko apna business s door rakhta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X