Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha
    Dear traders akser trades aisi bhi hoti haen Jo hamaen aik limit tk profit daiti haen us k bad wo reverse move krny lag jati haen aisi trade ko timely judge kr laina aur un ko time pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha. Hm kbhi bhi un trades mein risk ni le sakty k wo lazmi tp hit krean. Es liye trade laga k chor ni daini chaye us ki movement ko judge krna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

    G Han ap ki bat bilkul theek hay aur min ap.ki bat se agree karti hun k hum jab koi trade open karte Hain tou humain chaiay k hum us se aik munasib profit hasil karne k bad usay close Kar dain k market kab kidhar move Kar jay is bare main humain kuch pata nai hota aur ye na ho k hum ne Jo profit hasil Kia hay wo bhi loss main badal jaye is liay ap ko chaiay k apni trades ko time par close Kar dain take profit save rakh sake
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

      Dear jab ap ais market mai koi trade lagaty hai aor ais mai stop loss use ni karty aor ap ko nazar aa raha hai ap ne jo trade lagai hai wo sahe ni hai to ap ko market se thory loss se nikal jana chaye ais mai ye hai k ap koi aor achi ley k ye loss asani se recover kar sakty hai kun k ais market mai agar ap stop loss use kary gay to ap ko ais mai faida ho ga aor ais mai acha profit bana sakty hai magar aus k liay plan chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

        Trade ko unattended to kisi sorat main bhi nhen chorna chaey. Ager unko follow nhen ker sekty to phir stop loss aor take profit set ker dena chaey. Some times trade ziada arsa side way trend main chali jati hy jiski wajhan se na to woh tp hit ker rhi hoti hy aor na hi stop loss to aisi trade ko close ker dena chaey keon keh is ney free margin ko kem kia hota hy.
        • #5 Collapse

          Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

          bahot se trades aisi hotin hain jo agar time par close kar dein to hamary liye behter rehta hai q k ye trades hamen limited profit detin hain phir wo reverse move kar jati hainagar un trades ko profit man time par close kar diye jaye to theak hota hai agar un ko time par off na kiyaa jae to wo loss pe chali jati hain or hamen loss ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

            Forex trading mein jub aap ko munasib profit ho jaye tou aap ko chahyea kay aap apni trade ko close ker dain kyun kay forex market kisi bhi waqt apna trend badal sakti hai aur aap ki profit mein chalti hui trade loss mein bhi ja sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ka ya pataa chaltaa ha ka ab trade kafee down jayaa ge to per hum ko chaheya ka hum close kardaa q ka wo per hamara account wash be kar sakee ha esleya hum ko chaheya ka hum trade ko achaa waqat pa close kardaa to per hamara leya best hoga............
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain trade ko waqt Parr Close Kar daina chahiye kiun k agar hum waqt Parr Close nahi kartay tou wo hamain profit k bad jab reverse move Karti hai tou loss ho jata hai lehaza hamain market ko chorna nahi chahiye balkay daikhty rehna chahiye Orr time Parr trade ko close karna chahiye iss trha hamain acha profit gain ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                  Ya bat ap na sahi kahi ka trade ko hamesha waqat pe close karian isi mai bahtri hai agr nahi krta tu loos ho jaya ga or acount wash bi ho sakta hai is lia dear forex mai lazi hai ka trade ko open krna ka bad close waqat pr karian dar na karian na sochain agr soch mai gaya tu ap ko loos hi loos ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                    Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai trade ko Waqt par close kar dena chahie Aksar members ki trade profit Mein ja rahi hoti hai vah sochte Hain ke Thoda Aur profit main market Jaa Lekh tab close karte hain kitni der Mein markat Kar Jati Hai aur loss Mein Jane padti hai nahi karni chahiye munasib profit Main Apne trade ko close kar de...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                      dear traders forex m jab trading karte he aur jab aap trade lagate he. aur phar ap samgte he k marmet down ja rahe he. tu apko chaheia ko apne trade waqt par close kare aur apne apko zayade loss se bachain aur account ko ban na hone dain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                        G han dear trade ko us kay waqat kay mutabiq he close kar daina chaye zayda profit ka lalch humain marwa daita hai tubhamesha trade ko jaldi mai he band na karain aur bhut late bhi na karain bus jub trade ko band karna ho kar dain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                          bhai jan ap ny boht achi bat khai me ap ki bat par agree hu hum ko trader ko waqat par close kar dena hi behtar ha me apny senior say ye puchna chahta hu kay wo mojhy kay agr hum trder ko waqt par close na kary gay hum ko kya ho ga nuqasan ho ga ya faida ha ga ap mojhy mery senior ye baty trader ko hum waqat par close kar day to hum ko kya acha bonus mily ga plz plz teel me
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ko waqat pe close kr dainy mein hi behteri hoti ha

                            se agree karti hun k hum jab koi trade open karte Hain tou humain chaiay k hum us se aik munasib profit hasil karne k bad usay close Kar dain k market kab kidhar move Kar jay is bare main humain kuch pata nai hota aur ye na ho k hum ne Jo profit hasil Kia hay wo bhi loss main badal jaye is liay ap ko chaiay k apni trades ko time par clos ais mai stop loss use ni karty aor ap ko nazar aa raha hai ap ne jo trade lagai hai wo sahe ni hai to ap ko market se thory loss se nikal jana chaye ais mai ye hai k ap koi aor achi ley k ye loss asani se recover kar sakty hai kun k ais market mai agar ap stop loss use kary gay to ap ko ais mai faida ho ga aor ais mai acha profit bana sakty hai magar jaye tou aap ko chahyea kay aap apni trade ko close ker dain kyun kay forex market kisi bhi waqt apna trend badal sakti hai aur aap ki profit mein
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X