ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.
    dear agar ham yeh chhtay hain k hamari forex market main achi pakkar ho aur hamko ziada is main time bhi na lagay to hamko markeet k ziada say ziada pairs ko ads krnay ki zarurat nai hay bus thoray bahut pay he achi mehnat krnay say ham achi skills k malik ban saktay hain jo hamko forex main achi earning bhi day saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

    G Han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum agar forex main success chate Hain tou us k liay zarori hay k hum aik ya 2 pairs par trades open kare aur zada ki lalach nai Kare kiu k jab hum lalach main aa hate Hain tou hum Apna loss karte Hain aur is tarha hum kabhi bhi aik ache aur kamiab trader nai ban sake gay is liay rules ko follow zaror Kare agar success hasil karna chate Hain tou
    • #3 Collapse

      Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

      Ye dear ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum sirf thory se pairs add kary aor aun par diffrent time frame laga k diffrent indicators use kary to aus mai hum ko bahot sari trades mil jati hai jis se hum aus par trade kar sakty hai aor ais mai asani se acha profit bana sakty hai agar ap aik hi pair ko 4,5 charts par open kar k kaam kary to ap ko aus mai diffrent trades mily gi kuch short term kuch long term.
      • #4 Collapse

        Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain sub pairs kay sath panga nahin lena chahyea balkay humain chahyea kay forex mein kuch pairs mein hum apnay experiance ko increase kerain jis sae hum unn pairs mein trade ker kay acha munafa kama saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear agar ham yeh chhtay hain k hamari forex market main achi pakkar ho aur hamko ziada is main time bhi na lagay to hamko markeet k ziada say ziada pairs ko ads krnay ki zarurat nai hay bus thoray bahut pay he achi mehnat krnay say ham achi skills k malik ban saktay hain jo hamko forex main achi earning bhi day saktay hain.
          ager hamara balance kam hai tu hamain sif aik pair main trade karna chaye or over trading mean multiple trading nahen karna chaye is say humain sirf loss hey hota hai or sab say acha pair EURUD hai, is ka spread bhi kam hai or is main trend ko maloom karna bhoht assan hota hai.. ager ap sirf US dollar ka trend malom karletay hain tu..
          • #6 Collapse

            Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to perhum ko achi profit hotee ha laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hotee ha or ha hum ko kuch pair pa analysis karnaa chaheya to per hum ko achi earning hoge..........
            • #7 Collapse

              Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain zayada sy zayada pairs koa dd nhi karna chahiye sirf utnay pairs Parr kaam karna chahiye Jin ki ability hamaray ander ho kiun k jab hum zayada pairs Parr Kam kartay Hain tou iss trha hum confusion ka shikaar ho jatay Hain Orr hum acha kaam nahi Kar saktay Orr iss trha hamain profit ki bajaye loss hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain taa k hum kaamyaab ho sakain Orr laluch sy bilkul doorr rahain issi mein hamari kaamyaabi hai
              • #8 Collapse

                Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

                Sahi kaha ap na pairs 2 ya 3 hona chaya jis pr ap trade open krta hain is lia dear forex mai zyada s zayda pair open na karian ta ka hum forex mai kamyabi aram s hasil kari sakain main serf 2 y 3 pair use kr raha hon is lis muja forex mai kam krna easy lagta hai is lia ap log bi kum s kum pair open karian
                • #9 Collapse

                  Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

                  G han dear jitna kam ho skaye pair ko ads karna chaye aur hamesha aik he pay trade ko oepn karna chaue kiyu kay kitnaye zayda pair ko open kiya jata hai utne he nuqsan humarye liye ho jata hai samjh ni a rhi hoti hai banda atna confiuse howa hota hai na kay kiya kataye ab
                  • #10 Collapse

                    Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

                    Trader ko pairs zayada hi ad kernay chahye aur trading sab per nahi kerni chahye. aur aisa hota bhi nahi hay kay trader ko saray pairs main entry mil rahi ho. ager aik currency kay saray pairs main entry mil rahi ho to trader ko sab say pehlay yeah analysis kerna chahyekay kis pairs main achi opportunity mil sakti hay us main trade lay.
                    • #11 Collapse

                      Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

                      agr knowlij saeh hasil krna h to is mein phr jitne pair ad kro thk h kuin k jb ap zyada pair ad krien ge to is mein apko utna zyada knowlij hasil ho ga or is mein faida bht hasil ho ga or agr knowlij nai bl k bs ap profit hasil krna chahte hain to bs phr apko 2 ya 3 pair mein kmal hasil ho or usko bhe kaehein kisi sekhna ho ga phr is se apko nfiada hasil ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: ziada say ziada pairs ko ad na karain sirf chand pay mehnat krni chaye.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear agar ham yeh chhtay hain k hamari forex market main achi pakkar ho aur hamko ziada is main time bhi na lagay to hamko markeet k ziada say ziada pairs ko ads krnay ki zarurat nai hay bus thoray bahut pay he achi mehnat krnay say ham achi skills k malik ban saktay hain jo hamko forex main achi earning bhi day saktay hain.
                        Assalamu Alaikum Baat bilkul theek hai ke Hamein Jyada pears To Apne a app May add nahin karna chahi bas ke Hamen chahi ke hamm pahle Ek ped ki acchi learning Haasil Karen aur uski market ki movement ko check Karen aur acche se us par kritrim information-silk Karen aur FIR Agar Hum Chahte Hain Ki Koi Aur pair add karen to Fir dusra par add kar Lene lekin itne Jyada paired na Karen Jin ki vajah se aap ko confusion Ho ke ab aap kis pair par trade Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X