stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?
    forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai jub hum apni trading main stop loss use karty hain tu humain loss bhi kam se kam hota hai q k hum market k according kuuj points par apna stop loss set kar dety hain jis se hmain otna he loss hota hai or es k ilwa jub hmain loss ho bhi jay tu hmra account wash nahi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے

    Assam Alaikum jaise ki hum sab log Jante Hain Ki Forex trading Ek bahut hi risky business hai isme stop loss or take profit Jaise a tool co use karna bahut jyada Jaroori Hota Hai isliye aapko chahiye kya aap apni Har trade Mein isko Jarur use Karen
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

      Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey aur iss ki bahut ziyada importance hey aur seniors iss liay ziyada kamyab hen kiun k woh stop loss ko use kartay hen aur iss ki waja se loss ko aik jaga fix kar letey hen aur ziyada loss bhi nhi hota aur account bhi wash honay se bach jata hey
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

        Jee mere bhai nay bahot theek baat ki hay kay hamain agar account wash say koi forex business ka tool bacha sakta hay to hay stop loss, es say hamain kam say kam loss hota hay oar ham market main survive ker sakty hain lehaaza hamain stop loss zaroor use karna chaheye
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
          forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai jub hum apni trading main stop loss use karty hain tu humain loss bhi kam se kam hota hai q k hum market k according kuuj points par apna stop loss set kar dety hain jis se hmain otna he loss hota hai or es k ilwa jub hmain loss ho bhi jay tu hmra account wash nahi hota hai
          Trading main stop loss bahut useful Hota Hai Jab Ham trading karte hue stop loss use karte hain Tu Hamari trade Badi losses se safe rehti hai aur Hamare account ke was hone ke chances bhi khatam ho Jate Hain
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

            Agr hum apne account aur profit ko save rakhna chate Hain tou us k liay zarori Hy k hum stop loss zaror lgain apni trade main is ka ye faida hota hay k humara account save ho jata hay kiu k jab hum trade open karte Hain tou some time humain jesi market movement lag Rai hoti hay market us se kafi fast hoti hay jis Surat main agar humari trades main stop loss nai laga hoga tou humain big loss bhi ho sakta hay is liay apne account ko aur apni trades ko save rakhain aur stop loss ki ehmiat ko samjhe
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
              forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai jub hum apni trading main stop loss use karty hain tu humain loss bhi kam se kam hota hai q k hum market k according kuuj points par apna stop loss set kar dety hain jis se hmain otna he loss hota hai or es k ilwa jub hmain loss ho bhi jay tu hmra account wash nahi hota hai
              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main agr hum log stop loss ni use karny gy to humy both ziada loss ho sakta ha or ho sakta ha humara account wash ho jay is ley stop loss ki both importance ha hum 20 sy 30 pips stop loss laga laty Han to humy ziada loss ni hota ha humara account safe rehta ha
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                stop loss aik aham toll h as lyee ham ko as ko astmal karna hota h aur seniors ko her cheez ka pata hota h aur un k pass acha tajrba hota h agar ham un sy touch mien rehte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar dakh bhal ker as mien kaam karna hota h jab ham as mien seniors sy pochte hien tu ham ache waqt per acha trade ker sakte hien aur ham as mien her bar kamaee ker sakte hien as lyee as mien hamain her bar un k sath baat kerna hota h aur ham ko mashwara karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee behtreen kaam karna hota h as tara ham kamaee ker sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                  Dear ais market mai ap ko pata hai sirf 10% log hai jo ais mai se paisa kama rahy hai agar dekha jaye to ais market mai jo log discipline k sath kaam karty hai wo ais market mai se paisa kama lety hai magar ais k liay ye hai k agar ap ais mai stop loss use ni karo gay to ap ka account jitna bhi bara ho wo wash ho sakta hai magar ais mai agar ap stop loss use karo gay to atna loss ni ho ga k ap ka account wash ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hotee ha or stop loss sa hamara account wash honaa sa bach jataa ha.........
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
                      forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai jub hum apni trading main stop loss use karty hain tu humain loss bhi kam se kam hota hai q k hum market k according kuuj points par apna stop loss set kar dety hain jis se hmain otna he loss hota hai or es k ilwa jub hmain loss ho bhi jay tu hmra account wash nahi hota hai
                      Assalamu Alaikum Forex trading business Mein stop loss ko use karna bahut jyada Zaroori Hota Hai Kyunki isme risk P involvement bahut jyada hoti hai aur hum Apne trade ko Jyada der tak nahi dekh Sakte isliye hamein chahiye ke Ham Apne trade bus stop loss aur take profit lagakar tension free ho jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                        Assalm-o-Alaikum dear friend stop loss ki trading mein bohat zayada ehmiyat hai agar hum trading mein stop loss use kartay Hain tou hum acha profit gain Kar saktay Hain Orr iss trha hamain loss bhi Kam hota hai otherwise agar hum stop loss use nahi kartay tou hamain bohat zayada loss hota hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai Orr hum kaamyaab bhi nhi hotay lehaza agar hum forex trading mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum stop loss zaroor use karain issi mein hamari kaamyaabi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                          Dear friend stop loss ki bahut hi ahmiyat hai best trader Joe hota hai woh apni Har trap Mein stop loss ka istemaal karta hai stop loss se account bhi save rehta hai aur loss bhi kam se kam Hota Hai main maqsad hota hai account ko save Raste trading karna stop loss Se Hi account ko save Rakha Ja sakta Hai...
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                            Aapne bilkul durust kaha hai k hamein stoplos ki ahmiyat ko jana chahiye aur stop Moscow use karna chahie kyunki jab hum stop-loss ko use karte hain to hum bahut jyada loss se khud ko mehfooz kar lete hain aur Jahan Tak hum ne stop loss set Kiya hota hai Hi hua hardik hamara loss hota hai uske bad automatically deal humari off Ho jati hai to isliye stop loss or take profit dono ko use karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss ki kiya ahmiyat hai.........?

                              dear traders forex jab hu trading karte he aur agar hamara zyeda loss ho raha ho tu stop loss ko use kartd jiski waja se hamara kam se kam loss hota he aur istarab hamar account ban hone se bach sekta he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X