greed is our big enemy avoid it
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed is our big enemy avoid it
    forex mai greed hamara bohat bara dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy aik time table bana kar aik target bana kar kam karna chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed is our big enemy avoid it

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Polo پيغام ديکھيے
    forex mai greed hamara bohat bara dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy aik time table bana kar aik target bana kar kam karna chahey
    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha ya Hamara sabse bada Dushman Hota Hai Jab Bhi Hamare Sath kuch accha hone lagta hai to ja automatically Hamare andar aa jata hai aur jab Tak Hum is se nuksan nahin uthate Hain tab tak yeha main tang Karta rehta hai isliye Hamein Hamesha lalach ko avoid karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: greed is our big enemy avoid it

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trading ma greed ko ignore karnaa start kardaa q ka ager hum greed ko ignore kartaa ha to per hum ko lot of profit ho sakte ha laken ager hum greed kartaa ha to per hum ko loss he hoge............
      • #4 Collapse

        Re: greed is our big enemy avoid it

        G bilkul greed hamare enemy ha jis ko avoid karna chahiye greed se bohat se logo ko loss ho choka ha aur wo baad me sochte ha ke kaash ham ne greed na kia hota is liye baad me socne se acha ha ke ham shuru se he greed na kare greed par believe na kare sirf hard work par believe kare kiu ke kamiyabi ka koi short cut nahi aik he raasta ha aur wo aha mehnat aur greed ko khud se dur rakhe kiu ke ye kamiyab se kamiyab trader ko nakaam kar deta ha
        • #5 Collapse

          Re: greed is our big enemy avoid it

          Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai greed is our big enemy .Dear friends laluch bohat burii blaa hai agar hum forex mein laluch sy kaam kartay Hain tou hum kbhi bhi kaamyaab nahi ho saktay balkay hamain loss ka saamna karna partaa hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain kiun k sabar ka phul meetha hota hai orr hamaain kaamyaabi bhi tbhi haasil hoti hai have hum sabar kartay Hain Orr laluch sy doorr rehtay hain
          • #6 Collapse

            Re: greed is our big enemy avoid it

            G Han ap ki bat theek hay k forex aik boht riski business hay aur is main humain kafi soch samjh Kar trading karni parti hay jab bhi trade Kare hamesha kosish Kare k loss free trading Kare aur greed bilkul bhi nai Kare kiu k jab hum lalach main aa jate Hain tou hum kabhi bhi acha profit hasil nai Kar pte aur apna loss karte hain
            • #7 Collapse

              Re: greed is our big enemy avoid it

              Ji haan Sara aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein achha profit Hasil karna chahte hain to Hamein laalach bilkul bhi nahin karna chahiye Kyunki Lala Se Hum Kabhi Bhi accha profit Nahin, Baatein Aur Hamein Jyada Se Jyada loss ho jata hai aur aap Hamein pachtana padta hai isliye Jab Bhi trade Lagaye Apne loss ko kam se kam rakhne ke liye take profit ke tools ko Jarur istemal Karen
              • #8 Collapse

                Re: greed is our big enemy avoid it

                Rehan Sara Apne bilkul sahi Kaha Garam pachanpura Express Chapra pata chal karna chahte hain to Hamein lalach bilkul nahin karna chahiye Kyunki laalach Hai Hum Kabhi Bhi acha nahi kar Payenge jata hai aur aap Hamein Aap Ke Liye
                • #9 Collapse

                  Re: greed is our big enemy avoid it

                  Dear friend you are absolutely right in forex market greed is our big enemy avoid it .mere Khaiyal se forex men successful huny key liye lalach se dur rehna chye ur planing pe focus karna chye kuin key planning behtar hai lalach se planning se hame achy results milty hain jab key lalach se sirf nakami hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: greed is our big enemy avoid it

                    g haan bhai stop loss lagana acha hota ha ap ya tu phr achi trade ni krty ya phr stoploss bht tight lgaty ho ap stop loss aisa lagaen jo na ziada tight ho na ziada berha ho agr ap proper stop loss lagaen ge aur ap ki trade quality ki ha tu ap ka stop loss kbhi ni hit ho gaa
                    • #11 Collapse

                      Re: greed is our big enemy avoid it

                      Forex trading me kabhi bhi greed nahi kerna chahiye wo hamara khula dushman hota he agar hamari koi trade profit me chal rahi hoti he to hamare andar or ziada ka lalach aa jata he or phir wohi trade hamen majbooran loss me hi close karni parti he is liye ziada ka lalach nahi kerna chahiye thora profit behter he loss se.
                      • #12 Collapse

                        Re: greed is our big enemy avoid it

                        g haan bhai jaan forex trading Mein without analysis trading karne se loss ho sakta hai isliye Hame chahiye ke proper market ka analysis karne ke baad chatting start kare nlcs Ke Liye technical and fundamental aspects ko jana na bahut zaroori hai trading ke liye aapke paas complete planning hona chahiye management ke sath Forex trading start Kare proper stop loss or profit negative a trend trading karna zaroori hai
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: greed is our big enemy avoid it

                          G haan bhai jaan hamen as main greed se darana chahye hai aor hamen chahiy hai keee ham as main kabi na hi greed kare aor na hi as main risk lee agar ham as main greed kare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee q k hamen as main loss ho jay gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main lot size bi km rkhna chahiy q k lot size hi aik greed hi hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy hai greed hamen as main nakami ki tarf le jaty hai as liy hamen greed ki koi zarorat nahi as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ta kee ham as main kabi bi nakam na ho aor ham as main hamesha kamyab rahe tu hamen as main greed ko chorna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main nakmi se bachna chahiy aor hamen as main greed se bchna hai agar ham greed se bch gaye tu ham as min loss se bach jay gee yani as main hamen nakami se bchna chahiy hai agee ka ye hi soch lo ke ham as main greed na kare

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X